Loss ka dar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka dar
    Dear friends ummid hai aap sab log khairiyat se Honge aur aur accident ko injoy kar rahe Honge friends na Aaj Ek baat share karna chahta hun ki agar aap loss ke dar se trading Nahin Karenge to aap kabhi bhi ismein Kamyab Nahin ho sakte aap apne dost ko kam kar sakte uska sirf ek hi Tarika hai ki aap Forex trading ki bahut jyada learning Hasil Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ka dar

    Loss ka darr tou her trader ko rehta hi hai aesa nehi hai ky expert forex trader ko loss ka darr nehi hota koi Jitna bhi forex trading expert ban jaey usy loss ka darr bhi rehta hai aur loss hota bhi hai lekin jab ham forex market main trading expert ban jaty hain tou loss ka darr tou hota hai lekin loss hony ky bahd ham loss ko bahot jald recover bhi ker lety hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss ka dar

      G han dear lose kay dar say hum kafi trade jaldi close kar daitye hain hala kay humain aisa ni karna chye kiyu kay es mai lose tu hota he hai profit kay sath tu ye sub kuch tu chalta rhata hai mujhye ni lagta kay kabhi bhi ager hum lose say dartye hain tu es mai profit laye saktye hain kiyu kay lose kay bad he tu asal profit humain milta hai
      • #4 Collapse

        Re: Loss ka dar

        Forex trading main kaam karnay walay tamam members ko loss ka dar to hota he hy laykin agar him dar Kay kaam karyn hyn to humain kabhi bhi kamyabi hasial nahi ho sakti or profit laynay Kay liye ap ko risk to layna he parta hy
        • #5 Collapse

          Re: Loss ka dar

          zahir si bat hai yaha jo bhi ata hy kam karny k liye to usy loss ka dar to hota hi hy lekin jab hum is cheez ko apny anadar sy khatam kar dety hain to ye betareen kam ho jata hy ap jab bh yaha par kaam karain to ye baat zehen main rakhy k profit aur loss is ka hisa hy phir loss hyuny ka khatra buhat kam ho jaaye ga ap main sy aur achy sy trade kar pao gy ap
          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
          • #6 Collapse

            Re: Loss ka dar

            Dear friend forex business mn trading kaa Duran app agar losses kaa dar kee wajah saa teared saroo hee nhn karta too app koo kamyabi mlina muskel hoo gia gaa app koo chaia kaa losses arr porfet teared kaa hasa han app apna roteen saa teared karta rahen losses saa nahn daran
            • #7 Collapse

              Re: Loss ka dar

              Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap ko chahy k loss k dar sy nikal KR Apna trade krain. Ziada sy ziada mehnat krain r ek accha profit Hasil karne ki koshish krain. Dosto Hamesha Soch Samajh Ke Apna trade krain take AP ek kamyaab tarder ki tarha kaam kr saky.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Loss ka dar

                Es mai koi sku nahi k market mai loss ko bhe bohat dar hota hai likan agr ap dar kr trade krey gy tou ap ko kamyabi nahi ho gy. Ap ney market mai kamyabi hasil krna hai tou es key lye ap ko market mai begar dar key trade krna hai aur planning sey.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ka dar

                  forex ke karobar mewin hum jaldi mein jab be trade ko fix kerety hei n to confusion mein hum galat trading kerty hein forex aik kamyab karobar he jis mein hum trade ko best time mein lagaty hein forex aik legal karobar he jis mein hum forex aik long time sath deny wala karobar he jis mein hum kabni na band hony wala karobar he jis mein hum earn or learn achy se kerty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ka dar

                    G han dost acha thred loss ka khof dost har kam ma loss ko pehlay yad rakhna parta hai kue hamin nai pata hota hai l hamain loss. Ho ga ya faida to is liay bas hain to dat kar mehnat k sath kam karna hota hai agay Allah par chor dena chaiay agar dil k sath acha kam kia jay to is ka sila zaroor milta hai in sab bato ko nai bholna chahiay k fiady say pehlay loss ko mind main rakhna chahiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ka dar

                      hamy loss sy darna nahi chahy hamy loss sy learning hasial karna ho ga hamy mahnet sy or lagn sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna profesional career be bana sakty hain forex aik legal business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X