Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean
    Dears akser hm trade lagany k bad jb trade loss mein jaa rahi hoti ha tu hm ye alfaz kehty haen k khair ha Jo qismet mein ho ga mil jaye ga thk ha ye bhi yaqeen ki bat ha laikn fight bhi krna chaye apni trade ko defend krna chaye. Defend krny k bht se tareeqy ha ap un ko search kr k apna knowledge improve kr k seekh sakty haen jin mein opposite trade, aur pair mein achi trade laga k defend krna ya phr price rang k ander scalping bhi ho sakti ha laikn ye sb experience se atta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

    Je apki bat sahe hai dear ham pora month mehnat kar k bonus hasil karty hai to usy hamy kismat k hawaly ni karna chahe balky us sy achi earning hasil karny k lae mehnat or planning karni chahe kiu k kismat b uska sath deti hai jo mehnat py yaqeen rakhta hai or agr es doran loss b ho jae to himmat ni harna chahe balky har waqat kuch na kuch sekh k next try karni chahe ye he hamary lae behtar hai or es sy he ham success hasil kar sakty hai
    • #3 Collapse

      Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

      Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya kerain taky aap kamyab ho sakhain hain oor aapni mehnaat kerain.
      • #4 Collapse

        Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

        Forex trading main kabhi bhi apni trade Kismat per na chhode aapko Upar Bharosa Karke use trade ko profit Mein Lekar Jana hi hoga Kismat Mein chhodana se aap jald Talash Mein Chale Jaate Hain isliye Tarah Ke market ko Bade Acche se Dekhen aur trading
        • #5 Collapse

          Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

          Forex market main trading kerny walon ko two ways sy profit hasil ho sakta hai agar good luck Ho tou bhi acha profit ho sakta hai ky eyes close ker ky bhi trade laga lain tou market by aik hi direction main move kerna hai agar kuch achi ho tou apko favour main hi move kery gi dusra way hai acha experience ky agar apka experience acha hai tou apko continue profit hota rehy ga
          • #6 Collapse

            Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

            Bhajan Mera to yahi mashhur hai ki aap apni trade Ka Faisla Kismat per Hi Chhod den Main To Har Waqt Apne trade Ka Faisla Kismat per Hi Chhod deta hun jo Jahan Mein Aata Hai Vahi Usi hi per Upar ya niche trade laga deta hun Agar aapko profit Kamana hai to aap Kismat per hi iska Faisla Chhod den Khud Apna Faisla Karega
            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
            • #7 Collapse

              Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

              hamy trade place kar ky acha bonus milta hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain
              • #8 Collapse

                Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

                qisamt py yaken karny waly forex mai kamyab nahi hoty forex aik unique business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be haisal nahi ho ga forex aik international or kabe be katem na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

                  Hmain apni soch ko tabdeel krna ho ga jb hamin loss hota ha to hum yeh sochna lag jatay hain k yh sb hmari qismat mn likha tha jb k insan apni qsimat khud bnata ha . Loss aur profit no doubt thora bahut luck ka bhibkurdar hota ha lekin ziyada hmara apna. Agr blindly trade lgaen gay to definitely loss ho ga.so acha sa analysis krnay k bad trade open krain ta k bad mn pachtana na pray.
                  Kinza789 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Dears akser hm trade lagany k bad jb trade loss mein jaa rahi hoti ha tu hm ye alfaz kehty haen k khair ha Jo qismet mein ho ga mil jaye ga thk ha ye bhi yaqeen ki bat ha laikn fight bhi krna chaye apni trade ko defend krna chaye. Defend krny k bht se tareeqy ha ap un ko search kr k apna knowledge improve kr k seekh sakty haen jin mein opposite trade, aur pair mein achi trade laga k defend krna ya phr price rang k ander scalping bhi ho sakti ha laikn ye sb experience se atta ha.
                    Assalam Walekum Hamen apni trades Ka Faisla Kismat per Nahin chhodana chahie balki Khud bhi usko define karna chahie Kyunki Agar hamare pass experience Hai To yakin Ham use Sahi tarike se define kar Payenge Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

                      ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex mat reading Karte Hain To Hamen chahie ki Hamen Apne Kismat per bilkul bhi Bharosa nahin karna chahie Hamen trading karni hai to Soch samajhkar aur bahut hi jyada planning Karke trading Karni Hoti Hai FIR Ham Jab Bhi trading Karte Hain Main accha profit Milta Hai thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

                        Dear boht he important bat hai ky jab app markeet analysis kar ky trade open karty hain to app ko andaza ho jata hai k app ke trade ke moment ketni ho sakti hai jis ke waja sy app ko lata hona chaiy k app ko kis position par trade close karni ye na karin k app apni qismat par chore dain ky ky app ke trade app ky sath kia karti hai blky soch samj kar trading karin ta k app forex main kamyab ho sakin
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya krean

                          forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap apni trades ka faisla qismet pe na chorna krean defend kiya kerain taky aap kamyab ho sakhain hain oor aapni mehnaat kerain. trades Ka Faisla Kismat per Nahin chhodana chahie balki Khud bhi usko define karna chahie Kyunki Agar hamare pass experience Hai To yakin Ham use Sahi tarike se define kar Payenge Shukriya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X