do you love indecator?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g dear bilkul mai forex trading mai indicators ko use karta hu and indicators say mje kafi had tak profit hasil hojata hai ziyada tar loag forex ko analysis karte hai per indicators iska alternate hota hai is mai aik tarha say humay analysis nhe karni parti hai and markets mai hum easily trading kar sakte hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      forex trading mien indicators ki bohat ziyda ehmiyat hai aur apk chahiye ke ap is mien indicators ka sahi se use karen aur best combination bana kar ap is mein indicators ko use karen.
      • #63 Collapse

        Main indicators ko use zaroor krta hoon lekan in par depend nahi karta. Yeh indicators correct bhi ho saktey hain aur wrong bhi ho saktey hain. Hamain 100% indicators par depend nahi krna chaheye aur is key sath sath khud bhi market key trend ko judge krna chaheye aur is key mutabiq lots ko open krna chaheye aur close krna chaheye.
        • #64 Collapse

          hum is main indicators ko use kar sakty hain humain agr kam karna hay to hard work kar kkay achy say ana ho ga magr humain practice say ana ho ga ta kay humain market main loss km say km ho ga hard work karna hoga
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #65 Collapse

            Yah forex main mt4 k andar jo bhe indicators use hoty hain un ki help say he traders strategies bnaty hain our apni trading ko successful bna k us main say ache earning kerty hain
            • #66 Collapse

              Haan jee bilkul indicators ki help k bagher to hum forex maen khuch achy analysis nahe ker sagty hain humery pass mt4 and mt5 main kafi achy indicators hain jin ko use ker k hum apni trading ko asaan bnaty hain
              • #67 Collapse

                yes dear indicators se ap ko market ka sahi idea ho jata hai or ap market ka sahi se jab idea ho jata hai or pher ap market men apna sahi entry point per apna order ko open ker skaty hein or is terhan se ap market ne sahi entry ker k profit ko earn ker skaty hein
                Success is the Best Revenge
                • #68 Collapse

                  without indicators k to trading ho hi nahi sakti hay buy or sell orders lagany ka decision bahot hi mushkil hota hay hamara ghalat decision hamy loss b karwa sakta hay es ley indicators ko use karna acha hay
                  • #69 Collapse

                    Forex Trading main Indicator ek aisa Tool hai jo Traders ko kafi help krta hai Trader krnay main, Trader ko Trading plan bnanay main kafi help krta hai, kon sa trend chal rha hai, kaha divergence kaha over bought level hai aur kaha oversold level yeh sab dekhny main Trader ki bhot help krta hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #70 Collapse

                      Indicators aik achi useful guideline hai forex trading main jo ap ko aik trend bta dyti hai market ka lakin mera nahin khayal k ap fully tor par is par relai kar sakty hain kun k jab b market fundamently chaly gi tou is main sab indicators fail ho jaty hain is liye ap ko indicators par ziada bhrosa nahin karna chaye aik trend ka idea zaror lain lakin trading bilkul dehan say or halat k mutabiq karian

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X