Kabi b bohat zyada risk na lain....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabi b bohat zyada risk na lain....
    Ye sach hai k bohat se traders ek he trade men itni zyada lot laga detay hain k unka account wash honay ka khatra peda ho jata hai. Mera experience hai k trade men hamesha lot size kam rakhna chahye ta k apka account safe rahay...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

    Assalamu alaikum my dear friend and all member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji han yah Baat bilkul thik ache ache Kabhi Jyada risk na len Kyunki Agar Ham Jyada risk Lenge To Hamen Bajaye profit ke loss ka Samna karna padega isliye Hamen chahie ke kam se kam len Tak ke accha profit Hasil kar sake aur Kamyab trader Ban sake
    • #3 Collapse

      Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

      G han thek kaha apny mere khayal main bhi trade lagate hue ziada bare risk nahi laine chaye q k is sy loss k chances barh jate hain or account wash hone ka khatra bhi barh jata hai isliye mre khayal main to chotay lot size lain to loss ka risk kam hojata hai isliye kabhi bhi risky trade mat lagaen.
      • #4 Collapse

        Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

        dear brother ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn trading krtay waqt kbi bhi big risk na len keun k aksr trader ziada profit k chakr mn big lot lgatay hn to unki trade loss mn jb jati ha to sath account bhi wash kr jati ha isliay big risk lenay sa hmesha niksan he hota ha
        • #5 Collapse

          Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

          Dear sir bilkul trading mein risk management ke sath trade karne wala trader kabhi bhi loss nahin Leta aurrisk management ko control karke trader achcha profit hasil karta Hai sath mein vate bhi karta hai jald Bali hamesha lost deti hai aur sabar wali trade profit deti Hai
          • #6 Collapse

            Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

            G han sir humain chaiye k hum iss main risk liya kariye lakin bhot he kam jis main humain risk kah idea ho k hum iss main acha profit be earn akr sagta hain humain without knowledge or experince k iss main kabi be risk nahi lana chaiye warna hum iss main loss he karwata hain humain chaiye k hum iss main jab be kam kariye toh sabar sy kam kariye joh humain iss main kamiyaab or successful trader bana sakiye
            • #7 Collapse

              Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

              Dear friend main aapse yah Kahana chahta hun ke aap Kabhi Bhi Jyada risk na lain April Ke utna Le jitni aapki Ki account ki capacity hai
              • #8 Collapse

                Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

                Good morning all friends and my sweet members of pakistan forex forum
                umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
                yes sir hum ko as mien aa ker her bar bhut zyada risk ni lena hota hai agar hum as mien aa ker zayada risk lety hien tu hum as mien aa ker her bar earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hum ko as mien aa ker her bar earning krna hota hai or hamain as mien aa ker her bar khud ko prove karna hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

                  hamy mhnet sy forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex kabe be katem na hony wala busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

                    hamy risk ly kar he kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy or hum kam kar ky acha profit gain kar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha busines hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique busienss hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

                      Aap na theak kaha ha hum ko forex trading ma zada risk nahi Lana chaiy hum ko apna time table ka hasab sa Kam karna chaiy zada risk ka chakar mai hum ko loss bi ho sakta ha iss lia atna hi Kam kray jis sa hum ko kamyabi mila
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

                        Forex Trading aik legal aor bhot hi bara acha karobaar ha is main aap Ghar bethey part time yah full time JitnA chaho profit bana saktey ho but aap k pass is knowledge hona zarori ha ta k aap loss nah KR sakain aor zaidah se zaidah profit kama sakain aor is main aap lalach nah krna aor zaidah se zaidah risk bhi nah laina..m
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

                          Bilkol dear apne bilkol thik kaha hai forex trading business ek risky business hai is liye kamyabi Kay liye humsha koshish karain Kay ziyda risk na lyn kam profits say guzra kar lyNa ziyda samjdari ki bat ha ziyda risk say beshakkk acha profit milta hai mager market ka analysis karna bohat muskil hota hai market kisi bhi waqt Up and down ho sakti hai Phir is tarha kabi kabar ziyda risk say ziyda loss ka samna karNa parta hai forex ek unique or profitable business hai bohat say log professionally trading ko samj Kay life life business bana Kay apna career bana lyte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

                            G han my dear forex friend ap n bikl sahi kaha hy kih humy trading k doran Kabhi Bhi zyada risk Nahin Lena chahie Kyunki Jab Bhi Ham risk ke sath trade lagaenge To Hamen usmein loss ho sakta hai qkih jab bhi ap kisi kam m risk s kam krty hy to is m ap ko koi pata nhi hota kih is m profit hoga ya loss is liy humy chahiy kih hum kisi bhi kam m risk s kam na liy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabi b bohat zyada risk na lain....

                              Ji brother aapane Sahi kaha hai Forex mein main lalach Nahin Karni padati Forex Mein Soch Samajh Kar kaam karna padta hai aur kabhi bhi jaldbaji Nahin Karni chahie forex business mein kabhi bhi risk Na Le Kyunki aap Koi account ko nuksan ho sakta hai Forex Mein Jab Bhi Ham trades lagaen use Waqt Jab market se Koi signal mile

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X