Slam
Umeed krta hun k sb khariyat se hon gya.
TOPIC: TRADE OPEN KRNAY K BAAD US K CHART KO BILKUL B NA DEKHAIN
Main ne 2 week ki practice se 1 cheez seekhi hi aur New Traders k loss ki boht bari waja ye b hai. Trading main patience to chahiye he hota hai. Lekin jo main abhi share krnay lga hun wo us se b ziada important hai.
Ham jb trade open krtay hain to us k 3 parameters hotay hain. Buy Price, Stop Loss and Target Price. Agr Stop loss na lgayen to chotay accounts jaldi wash ho jatay hain. Ab ghalti ham log ye krtay hain k Trade ko open krnay k badd chart ko dekhna shru kr detay hain. jaisay he hmari trade thoray se loss main jati hai ham tension main aa jatay hain aur trade close kr detay hain taa k bara loss na ho.
Hota ye hai k jahan ham trade close krtay hain wahan se he wo candle reverse ho jati hai aur aur ham phr tension main aa jatay hain k ye kiya ho gya. So behtar ye hota hai k trade lganay k baad us ko chor dain. Stop loss lganay k maqsad hhe yeh hai k loss control main rhy. Trade ko dekhtay rehnay se ham emotional attach ho jatay hain aur loss kr detay hain. SHUKRIYA
IT'S NOT ABOUT EMOTIONS, IT'S ABOUT STRATEGY. HAPPY LEARNING

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим