Market k lower point aur higher point pe trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market k lower point aur higher point pe trading
    Dears akser jb hm market ko observe krty haen tu hm market k higher point ko daikh kr ye andaza laga daity haen k market ab bht high jaa chuki ha ab wps hi aye ge halan k wahan hamaen reversal trade banti nazar ni atti mery khayal se aisa ni krna chaye q k market jb attend pakarti ha tu us ka wapas Ana mushkil ho jata ha. Us point per trading krny k liye hamaen trend k haq mein trade talash krni chaye na k reverse trade.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market k lower point aur higher point pe trading

    Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum
    umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
    yes sir hum ko as mien aa ker her bar market k lower point ko dakhna hota hai or hamain as mien aa kr her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar analysis kerny k bad trade open karna hota hai agar hamara experience acha hai tu hum as mien aa kr earning hsil ker sakty hien as lye hamain as mien aa kr her bar earning per earning hasil karna hota hai or life ko behter sy behteen karna hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Market k lower point aur higher point pe trading

      Je apki bat sahe hai dear hamy trading ma jetna ho saky wait karna chahe or jb hamy high point ya low point mahloom ho jae to us hisab sy trading open karyn or ye bat zehan nasheen kar lyn k beshak time zayda lag jae but market jb tak next ppsition k 2 signal na dy hamy tab tak trade ma enter ni hona chahe but jb enter ho jae to phr sbr sy trade k ppra hony ka wait karna chahe hope u like my point
      • #4 Collapse

        Re: Market k lower point aur higher point pe trading

        Dear aisa kabhi kabhi hota hai market hamari expectation se ziada move kr hati hai lekin aisa kehna k market reverse nahi ati yeh ghalat hai kionkeh market jitna bhi long move kry wapis entry point pe zaror ati hai lekin aisi trade k liye capital acha khasa hona chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Market k lower point aur higher point pe trading

          G han ap y sahe kaha hy aik simple see chez ap pkr lyn wo ye k RSi ki divergence ko dykha kryn agr ap ko divergence mil ri hy to ap trade kr skty hyn trend k against agr kch b proof nai mil ra to pir ap trend m he trade talash kryn r us m he trade lga kr byth jaeyn. ye RSi wali simple c trick hy ye zaror use ki jeay ga. thanks
          • #6 Collapse

            Re: Market k lower point aur higher point pe trading

            forex ki market sometimes aisa move wagra laghti ha jis par ham log trade wagra open kar ka is sa profit wagra earn kar sakhta ha mgr hamay chayia ka ham log is ka bara ma hamesha apna pas news rakya aur jab be market is ka higher point aur lower point tak jati ha to hamay chayia ka ham log is par us waqt trade wagra open kar ka is sa profit lazami earn karya
            • #7 Collapse

              Re: Market k lower point aur higher point pe trading

              hamy market ke movement ko dahk kar kam karna ho ga pher he hum psia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar skaty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Market k lower point aur higher point pe trading

                Ye boohat he achi trading ho sakti hai k agar hum market ky lowest points ya highest point say trade ka soochty hain lekin iss kaam k liey patience require hai.agar aap iss tarah ki trading ka soch rhy hain to phir aap k liey zaroori hai k aap planning k saath kaam karain or proper learning main time spend karain or market k trend k change hoony ka proper wait bhi karain.iss tarah hum in extreme points say faida utha sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Market k lower point aur higher point pe trading

                  Doston is chij ko bhi Janna jaruri hai ke market ka Loha. Kya ho sakta hai aur uska highest. Kya ho sakta hai Kyunki yah market hai ya Kahin bhi kisi bhi waqt aur kisi bhi Tarah ka movement kar sakti hai To Hamen is chij ka idea tabhi Hota Hai Jab market bahut Upar jakar FIR niche Aane ko start ho jata hai aur ek acchi movement karne ke bad Ham ISI ko Jaan Sakenge Ki Ab market niche ko aani Hai yah bahut jyada niche aane ke bad ab Upar ko Janti Hai Aise hisab se Ham Achcha trade kar Sakenge
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Market k lower point aur higher point pe trading

                    hamy high amount invest kar ky high risk lena ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet kary gy to hamy acha bonus mily ga forex aik wasee business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nhi hota
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market k lower point aur higher point pe trading

                      Bilkul durst baat ki he aap ne agar hum market k support or resistant ko sahi tarah se check kia kare to hum trading me success ho jate he lekin agar hum is baat per trade open ker le k market ziada up ja chuki he ab wapis hogi to us soorat me hamen market k trend ko follow kerna chahiye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X