Descending Triangle Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Descending Triangle Pattern
    Descending Triangle Pattern Kia Ha?

    Descending triangle pattern mid-trend mein nikalne wale sab se prominent continuation patterns mein se aik hai. Descending triangle pattern ko bhi falling triangle pattern kehte hain. Ek flat lower trendline support ke taur par kaam karta hai aur ek falling upper trendline descending triangle ko banata hai, jo bearish pattern hota hai. Is pattern se ye samajhaya jata hai ke sellers buyers se zyada aggressive hain, kyunki price lower highs hit karti hai. Pattern complete hota hai jab price triangle se general trend ki taraf breakout karta hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20231231_154053.jpg
Views:	18
Size:	45.9 کلوبائٹ
ID:	12800229

    Regular Descending Triangle Pattern:

    Aik regular descending triangle pattern generally bearish chart pattern ke taur par consider kiya jata hai jo established downtrend ke saath hota hai. Descending triangle pattern bullish bhi ho sakta hai aur opposite direction mein breakout kar sakta hai. isay descending reversal chart pattern kehte hain. Is pattern ko apni shape ke wajah se right-angle triangle bhi kehte hain. Traders descending triangle chart pattern mein lower trend line support se high volume breakdown ke baad short position start karte hain. Descending triangles kabhi bhi appear ho sakte hain. Triangle ki existence price chart ki length par depend karti hai. For example, daily chart par triangle ek hafte ya phir kai mahino tak present hota hai, lekin hourly chart par kuch dinon ke liye hi dekha jata hai.

    Dscending Triangle Pattern Identify Karna:

    Descending triangle pattern ko identify karne ke liye ap kisi currency pair kay chart ko dekhey or usmay ap descending triangle pattern ko search kryen.. Is pattern mein hume ek flat support line aur lower highs ki series dikhayi deti hai. Jab price support line ko break karke neeche jaati hai, tab hum descending triangle pattern ko identify kar sakte hai. Is pattern ke formation ke dauran volume bhi dekhna important hota hai. Agar volume high hai aur price jaldi neeche jaata hai, toh ye ek potential descending triangle pattern hai. Is tarah se hum is pattern ko identify kar sakte hai.

    Dscending Triangle Pattern Example:

    Click image for larger version

Name:	IMG_20231231_154303.png
Views:	16
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12800230

    Descending triangle chart pattern traders ko madad karta hai pattern ke sabse oonche point se flat support line tak ka distance measure karne mein. Ye analysis ek neeche ki trend ko identify karne mein madad karta hai, jisme resistance levels ko break karke price ko neeche jaane ka karan hota hai. Jab buyers price drop ke baad prices ko upar push karte hai, tab descending triangle indicate karta hai ki buying pressure kam hai. Sellers neeche ke prices par bechna shuru karte hai, jisse lower highs ki series ban jaati hai. Breakdown usually high volume ke saath hota hai aur jaldi movement follow karta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    -:Descending Triangle Pattern-:

    Descending Triangle (Niche Wala Tircha Tircha) ek technical analysis pattern hai jo market ke price movement ko represent karta hai. Is pattern me, price ek horizontal support line ke neeche girte hue lower highs banata hai, jo ek descending (tircha tircha) trend line ke saath connect hota hai.

    -:Descending Triangle Pattern ki Identification-:

    Is pattern ko identify karne ke liye, aapko do lines ki zarurat hoti hai:
    1. Horizontal Support Line: Ye line lower lows ko connect karti hai aur market ke support level ko represent karti hai.
    2. Descending Trend Line: Ye line lower highs ko connect karti hai aur market ke selling pressure ko represent karti hai.

    Jab ye dono lines ek triangle banate hain, jise descending triangle kehte hain, toh ye bearish continuation pattern consider hota hai. Yani ki, market ke price me already down move hua hua hai aur ye pattern suggest karta hai ki down move continue ho sakta hai.

    -:Characteristics of Descending Triangle Pattern-::
    • Lower Highs: Descending triangle me price lower highs banata hai, jo descending trend line ke saath connect hote hain.
    • Horizontal Support: Ek horizontal support line hoti hai jo lower lows ko connect karti hai.
    • Bearish Continuation Pattern: Descending triangle bearish trend ko indicate karta hai aur suggest karta hai ki downtrend continue ho sakta hai.
    • Volume: Volume analysis bhi important hota hai. Normally, jab price support level ke neeche jaata hai, toh volume badh jaata hai, indicating increased selling pressure.
    • Trading Strategy: Traders is pattern ko dekh kar ye expect karte hain ki price support level ko breach karega aur downtrend continue karega. Iske baad, traders sell positions le sakte hain.
    Descending triangle sirf ek tool hai aur kisi bhi pattern ke saath, market analysis aur risk management bhi important hai trading me. Always remember, market behavior unpredictable hota hai, isliye proper risk management ka use karna crucial hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X