kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo
    Assalamu ALaikum my dear members forex main mujhe kam karte howe taqreeban three months ho gy hain to in three months main mera experience yeh kehta hae ke jis member main sabar hae wo memer is main kamyab hae or jis main sabar nhe hae wo is main kamyab nhe ho sakta hae to is liye hamen agara is main kmayab hona hae to hamen cahiye ke hum sabar se kam len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

    jab ham pheli mertba kaam kerty hein to not experince ki waja sy ham us kaam min nakam hoty hein to hamin bhut vhi gusa ata hy is liy hamin chiy khe hamin nakami hony ki bina per saber sy kaam kerna chiy is liy hamin chiy khe ham saber sy kaam lin wesy bhi saber ka phal metha hota hy ager hamin apny bussniss min loss bhi hota hy to hamin chiy k us per saber krin ....
    • #3 Collapse

      Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

      dear traders kamyabi ka daro madar mehnat par hota hai aur mehnat kelia apko time bhi dena parega time ke sath sath apko baiz oaqat apko sabar se bhi kaam laona parega. kyunke agar asp jald bazi se kaam laige tu apko kafi nuqsan bbi hosemka hai . islia agar apne komyab hona tu sabar ko anpnana hkga. fore mai bhi jab hum trading karte hai tu hamain mralet ke analyses ko dekna hoga aur jab trading keduran sabar he apko kamyab bane sekta hai.
      • #4 Collapse

        Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

        Successful hna k liye aisi boht sari cheezain hain k jin par ammal pera hna zrori hay in sb k begher keem krna ya kaam main success hasil krna impossible hay jesa k mehnat krna , jazbati na hna , jaldbazi sy kaam na lena , isi trha sabr bhi aik aisa pehloo hay k jis k begher kmyabi mumkin nai hay
        • #5 Collapse

          Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

          G hai bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein kamyab ho skate hain magar is mein humko kamyab hone k lye is mein sabar se kam karte rahna chahiye aur is mein zyada trades ko open nahi karna chahiye aur humko is mein zada lot size nahi lagana chahiye
          • #6 Collapse

            Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

            Jiss banday men sabr nah ho woh forex trading men kamyab nhi ho sakta kiun k iss men bara bara loss ho jata hey iss liay agar loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur sabar aur bardasht ka daman kabi nah choren
            • #7 Collapse

              Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

              Good after noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum
              umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
              yes sir hum ko as mien aa ke her bar sabar karna hota hai agar hum as mien aa ker sabar kerty hien tu hum as mien aa ker her bar earning hasil ker sakty hien as lye agar hum trade bee open kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa kr her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar khud k lye kam karna hota hai or earning hasil karna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

                ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam karte hain aur ham ismein bahut hi jyada mehnat Karke posting karte hain aur jab Hamara Banna Chahta Hai To Ham bahut jyada lalach karte hain aur bahut bada trade open kar dete hain aur Hamara account Ek Hi Din Mein wash So Jata Hai Hamen Aisa bilkul bhi nahin karna chahie tha
                • #9 Collapse

                  Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

                  Dear friend app theak kha rahy hain lakin main ap sa khana cahta hu ka iss doniya main Jo bhi bissniss ha OS's main SBR sa kaam lo gha tho kamyab ho gha iss lia main ap sa khana cahta hu ka SBR ka daman taahm lo ik din zaror kamyab ho gha
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

                    hello sir aapane bilkul sahi farmaya hai Ham is paristhiti Mein kam Karte Hain To Hamen chahie ki ham ismeinHamen chahie kya Ham ismein kam Karte Hain To Hamen Soch Samajh Kar kam karna chahie Kamyab hona hai To Hamen ismein Sabar karna hoga Kyunki Main Vahi hota hai jo jaldbaji nahin karta aur ismein Sabar se kam leta hai vah ismein Saumya hota hai isliye Hamen chahie kya ismein sabse kam Karte Rahen
                    PAK ARMY ZINDA ABAD
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

                      dear ham logo agar is ma kamayab hona chahte han to ham logo ko is ma zayda sa zyada mehnaat karni chahye aur is ka saath saath ham logo ko is ma achi sabar ko bi tham lana chahye kyu ka ham logo ko jab is ma loss hota ha ato ham log agar is ma sabara sa kam nahi lay gay to ham logo ko is ma los ho sakhta ha ham log is ma achi earning nahi kar skahta han
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

                        Dear member aapki baat bilkul right hai agar Hamen Pakistan Forex Mein kamyabi chahie To Hamen kabhi bhi jaldbaji nahin Karni Hogi Kyunki jaldbaji karne se Ham kabhi bhi isme achha profit Nahin Kama Payenge jisse Hamen Jyada loss bhi ho sakta hai isliye kabhi bhi jald Baji na Karen aur best entry point ka wait kar ke fair trade lagaen Taki aapko accha profit Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

                          g han bilkul sahi baat ha kamyab hone ke liye boht sabar se kam kerna perta ha forex ma kamyab hone ke liye ap ko boht mehnat or sabar se kam kerna pare ga jaldbazi bilkul na keren ager loss ho bi jai to sabar se kam len kyun ke buisness ko set hone ma bi boht time lug jata ha boht mehnat kerna perti ha tub ja ker ap kamyab ho pate hen lakin agar sabar or mehnat jari rekhen to zaror kamyab ho ge or sabar ka phal bi zaror mile ga
                          • #14 Collapse

                            Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

                            ham log agr chata ha ka ham log is par jaldhi sa jaldhi sa khamayab hona chata ha to hamay chayia ka ham log is ka bara ma learning karna ka bad is ko apni trading wagr ma isatmil kar ka aur ham log sa sa profit earn kar sakhta ha mgr ham logo ko is par sabr sa kam karna ki koshish karni chayia aur ham logo kabhi be forex par bgr sabr sa sahi kam nai kar sakhta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamyab hona hae to sabar ka daman tham lo

                              Shyam bhajan Apna bilkul sahi kaha hai main message karna chahta Hoon ke Agar Hamen kamyabi Sahi Hai To Hamen ka Daman Tham Lena chahie Agar Ham Sabar Karenge To Ham kamyabi Agar Hamen mehnat Kaisa Safar Karenge to kamyabi Hasil kar Payenge
                              :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X