Introduction
forex market mein relative strength index aik momentum oscillator hota hey jo keh forex market mein price ke movement ke tabdele raftar ko identify kar sakta hey RSI 0 or 100 kay darmean mein he movement karta hey traditional tor par yeh RSI 70 say oper par overbought or 30 say nechay par oversold ke movement karta hey
market mein 50 ke line mid line hote hey trader zyada tar es ko cut off kay tor par he estamal kar saken gay ager RSI 50 say opeer he read ho raha hey to es ko forex market mein bullish trend he samajhna chihay or ager RSI 50 say nehay ke movement kar raha hey to e ko bearish ka trend he tosowar keya jata hey
Trading example with RSI
chonkeh forex market mein indicator mumkana tor par overbought ya oversol wale hallat ko indicate kar sakta hey esley trader zyada tar mumkana tabdele ko daikhta hey yeh daikhnay kay ley aik step agay laykar jatay hein
forex market mein RSI ka sab say basic estamal buy karna hota hey jab market mein price 30ke level say tajawoz kar jate hey es soch kay sath market mein buy ke strength bhe zyada ho sakte hey trader forex market mein oversold walay area say out ho jata hey kunkeh forex market ke price pehlay say he bohut kam le gay the
forex market mein RSI indicator ka estamal
fox market mein RSI indicator ko kai kesam kay time frame par lago keya ja sakta hey yeh forex market mein kese dosray indicator jo keh mazee ke prices ke bena par hotay hein yeh forex market mein yaqenetor par pih goi nahi kar saktay hein laken yeh forexmarket kay monasab market kay mahol say he lago keya ja sakta hey RSI aik range kay sath trade karnaykay ley madad gar tool ho sakta hey
nechay USD/CAD ka chart deya geya hey jo keh forex market mein kai kesam kay time frame par lago keya ja sakta hey jo keh forex market mein mazee ke prices kay baray mmein malomat par he ho sakta hey RSI aik say zyada tie frame par range say attached market mein he estamal keya ja sakta hey jes kay yeh aik madad gar tool sabat ho sakta hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим