bullish separating candlestick pattern:-
Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hoon ap sab khairiyat se hoon gy dear members Bullish separating line candlestick pattern two days candles par mushtamil aik bullish trend continuation pattern hai, jo k bullish trend k dowran banta hai. Pattern aik up-trend main uss waqat banta hai, jab market main aik bullish candle pechli bearish candle k same open price par open ho kar, aur real body banane k baad same bullish trend par close ho jati hai. Pattern main shamil dono candles ka open price same point par ya aik dosre k bohut qareeb hota hai, jiss se dono candles k darmeyan koi gap nahi banta hai. Pattern k mutabiq bears market k control ko hasil karne ki koshash main hote hen, lekin market main bullish pressure ki waja se bears aisa karne main nakam rehte hen. Pattern k dono candles k opening price k darmeyan lazmi koi gap nahi hona chaheye, jab k close prices dono candles aik dosre k opposite direction main hote hai.
Candles Formation
Dear members Bullish separating line candlestick pattern ki dosri candle k bullish hone k baad market main investor trend ko badalna nahi chahte hen, jiss se prices new trend bearish ko follow karne ki bajaye same bullish trend ko hi follow karti hai. Pattern main shamil dono candles mukhtalif pattern k hoti hai, jiss mein pehli candle bearish aur dosri bullish hoti hai, jiss ki tafseel darjazel tarah se hoti hai:
1. First Candle:
Dear members Bullish separating line candlestick pattern main pehli candle aik bearish candle hoti hai, ye candle price k downtrend ko show kar rahi hoti hai, jo k black ya red color ki candle hoti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, yanni candle ki real body shadow se ziada hoti hai. Ye candle prices k top trend ko bearish trend mian badalne ki koshash karte hen.
2. Second Candles::
Dear members Bullish separating line candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open to pehli candle k same open price par hoti hai, jab k vlose pehli candle k opposite direction par hoti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k bearish trend reversal ki koshash ko nakam banti hai.
Explanation
Dear members Bullish separating line pattern ko bullish trend continuation patteren ke tor par istemal kia jata hai, jo market mein musalsal ooper ki janib harkat karte howe prices main banta hai. Pattern k pehli din ki candlestick prices main waqfa dekhata hai, jahan bears market mein wapasi ki koshash karte hai, lekin bulls ki pressure ki waja se aisa mumkin nahi ho pata hai. Pattern ka ahem nuqta yeh hai, k pattern ki dosri candle pehli candle k same close price par open ho kar bullish real body banane k baad pehli candle k top par close price par close hoti hai. Pattern ye zahir karne ki koshash karte hen, k bears market main control hasil karne main nakam rahe hen, jiss se bulls market ka control barqarar rakhte hen. Pattern ki dono candles mukhtalif formate main hoti hai, jiss main pehli candle bearish aur dosri bullish hoti hai. Dono candles real body main lazmi honi chaheye jab k ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим