Loss per afsos kerny ka faida nei ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss per afsos kerny ka faida nei ha
    Jub hamein open trade mein loss hota ha to hamein afsos nei kerna chahiey balky hamein new stretigy use ker ky loss recover kerny ki koshish kerni chahiey ya phir mehnat ker ky loss na hony ky liey learning ko improve kerna chahiey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

    G han dear jhan tak daikha jayevtu lose bhi tu business ka hisa he hai tu jub lose ho jaye tu humain parshan ni hina chye kiyu kay es kay bad humain profit bhi hota zaroor hai kiyu kay aida hamesha chalta rhata hai tu lose mai kabhi bhi ghabrain na es mai sabar kay sath kam kartye rhain
    • #3 Collapse

      Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

      G han thek kaha apny k jaise profit busienss ka part hai aese he loss bhi iska ek part hai jo bhi ksi bhi waqt business ko face karna par jata hai lekin aqalmand log woi hota hain jo is loss ko recover karte hain or afsos karne k bajae strategies banate hain jis k zarye loss ko recover kiya jana ho.
      • #4 Collapse

        Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

        Deqr friend agar ap ko ziadq loss ho giya ho to as bat ka pahly hi kheyal rakhna tha kam lot ki trade opon kar k ab afsos karny ka koy faida nahi apny loss ko recover karny ki koshesh karen ak din main nahi bal k money mangment say aur anda kam lot size hi use karen
        • #5 Collapse

          Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

          Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap ek acha experience Hasil krny ki koshish krain. Loss ho Jaye to preshan na hn. Balke ziada sy ziada mehnat krain r accha profit Hasil krny ki koshish krain.
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

            G han dear app theak.kha rahy hain forex main jb humara loss ho jhata ha tho him prshaan ho jhata hain lakin main app sa pochna cahta hu ka jb loss ho jhata ha tho prshaan hona ki zaroorat nai hote huma cahia ka him agaa acha ki omeed rakha. Orr kamyab ho
            • #7 Collapse

              Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

              G han ap ny sahe kaha hy loss jo ho gia wo so wo ho gia ab us ko soch kr apny ap ko kharab krny wali bat hy es sy acha ye hy k ap us loss ki reason ko smjhyn k ap ko loss hwa q hy r next time ap us galti sy bachyn to ye aik achy trader ki neshani hoti hy k jo apny loss ki wja sy b sekhta hy r loss hamen kafi kch sekhata hy but hm sekhny waly nai bnty hm har chez ko ignore kr daty hyn.
              • #8 Collapse

                Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

                Dear loss hony se pehly iski tiyari kr leni chahiye mtlb market ka analysis kionkeh jb aisy hi trade open kr lety hein tu phr loss lazmi hota hai jisko recover krna mushkil ho jata hai aur waisy bhi agr loss ho jaye tu us se seekhein tah k next time phr woh mistake repeat na ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

                  lose py afsos karny ka bohat fayda hai q k ap pr wo galty dobara nhe karo ge jo ap ny aik bar ke hai ais leay apnay lose sy kuch seekna chaye na ky ap lose ko ignore karo
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

                    Agar ap ko loss ho gya hai to ap ko us k bary me itna hi sochna chahiye k ap sy mistake kaha hui hai agar ap usi gham rahy gy to next sahi trading kesy kary gy usy na sochy next trading kary or us ko b recover kary ap.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

                      mujhe jab forex trading main loss hota hia to main change nahi hota hun main waisa he rehta hun q k agar profit hota hai to bohut se trader hain wo kaam kum kar dety hain main profit kum ho ya ziyada ho main apni mehnat jari rakhta hun aur acha profit karny ki koshish karta hun!
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

                        hello Sar aapane bilkul sahi farmaya hai Ham Agar ismein loss kar Baithe Hain To Hamen chahie kya Mujhmein per kabhi bhi Afsos na Karen Kyunki loss to ho hi jata hai kabhi kabhi aur is Forex trading Mein loss or profit donon hi is Forex trading ke Hisse Hain isliye Hamen lost ghabrana Nahin chahie aur profit Jyada Hasil karne ki koshish Karte Rahana chahie to hamesha mein jyada Se Jyada profit kaise kar Sakenge
                        PAK ARMY ZINDA ABAD
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

                          Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum
                          umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
                          yes sir hum ko as mien aa ker her bar loss ko dakh ker preshan i hona hota ha agar hum as mie aa kr bar bar loss ko dakh ker prshan hoty hien tu hum as mien aa kr her bar earning per earning ker sakty hien as lye hamain as mien aa kr her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar earning hasil karna hota hai or hamain as mien loss per afsos ni karna hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

                            dear ham logo ko is ma loss hona ka afsos nahi hona chahye kyu ka ham log is ma tab tak kamayab nahi ho pay gay jab ham log is ma achi tara kam nahi kara gya is liya ham logo ko chahye ka ham log ko is ma jab bi loss ho ham log is ma himaat aur sabar sa kma laya aur is ki waja talash kara ta ka ham log agli bar ya loss na kara aur is ka bardest kar sakha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss per afsos kerny ka faida nei ha

                              g ha dear agar hum loss karte hain tu humhain kabi b pareshan neh hona chahiaye loss say b humhan knowledge aur experience hasil hota hain qk loss k bad hum pher again meket ko anaysis karte hain or loss k bad hum pher say knowledge aur experience main azafa kar dete hain merket main loss and profit dono sath sath hota hain bas humhain agar achi tara merket ko learn karna aata hain tu hum pher achi trading say lot of earnign hasil kar skte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X