Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hoon ap sab khairiyat se hoon gy dear members forex trading chart py jab bhi head and shoulder pattern identify hota hy aor usky head ky opposite side py below side per jo straight line banti hai usko neck line kaha jata hai. yeh zaroori nhi hai ky yeh horizontal ho wo thori angulr bhi ho skti hai, apko candlestick chart ko understand krna ana chehye candlestick chart ma bohut sari information hoti hain aik single candle bhi market ma apko kafi information provide kr skti hai apko market ky bary mein hidden secrets aur es ki indications ka knowledge forex market mein aap ko professional trader bna skty hy.jis ko ap apni trading mein use ker ky achi trading perform ker sakty hein.
IMPORTANCE OF NECK CANDLESTICK PATTAERN:
Dear members community fellows neckline support or resistance ka aik aesa level hota hy jo ap head and shoulders pattern per dekh sakty han jo traders yeh pattern use krty han in order to determine strategic areas to place orders. Jab price rises above the neckline ja rhi hoti han or usky baad os mein reversal trend ni hota us ma continues rehta ha usy neck line kaha jata ha.Sabse pahle Baat aapko yah batana Chahta Hun Ki neckline pattern Ek bahut hi easy pattern hota hai jismein just aap ko do candlestick ke bad pata chal jata hai ki yah neckline pattern banne ja raha hai.Agar market Upar ko movement kar rahi hai aur uske bad aap dekhte hain ki candles neckline banaa deti Hain To iska matlab yah hota hai ki Iske bad market Apna trend continue kry ge aur Mazeed Up hi movement Karegi aur Agar market down movement kar rahi hai aur Iske bad candles neckline patterns banaa deti Hain To iska matlab yah hota hai ki market apni movement ko continue kry gi aur Iske bad uski next movement bhi downward hi Hogi.
TECHNICAL ANALYSIS:
Dear members Forex market mein Jab neckline pattern ban jata hai to Uske bad Eik Dafa market Apna gap lazmi cover karti hai aur ismein 80percent chances Hote Hain Ki market Apna gap recover karne ke bad apni movement ko continue rakhy ge, Jaise ke aapko bataya hai ki neckline Hamesha continue trend Mein banti hai aur just woh Apna gap recover karne ke liye Thodi Si reversal movement kar sakti hai to is situation Mein Koi Bhi wrong decision Nahin lena chehye.Forex trading ke basic patterns ki madad se aap indicators ko use kar sakte hain aur Forex trading mein kisi bhi pair mein acchi entry ly sakte hain aur best profit earn kerny ke liye aapko inki bahut zarurat hoti hai isliye aapko ismein kam karne ke liye mehnat se kam karna hota hai aur achcha kam karne chahie aap Forex trading mein profitable trading kar sakte hainaur yeh pattern ap ko es matter mein kafi helpout ker sakta hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим