Profit target hasil ker kay rest kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit target hasil ker kay rest kerain
    Jo bhi expert trader hain woh hamesha planning sae trading kertay hain aur jub unn ko matlooba target achieve ho jaye unn ki planning kay mutabik tou phir woh mazeed order place nahin kertay aur next target ko next planning kay sath attach kertay hain aur aik achi trade kay milnay tak wait kertay hain tou aap ko bhi aisa hi kerna chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

    Baai aap sahee keh rahay ho k apnay liay forex trading may profit ka target rakhna chahiay our osay achieve karnay ke koshish karne chahiay lekin may aap no ek kaam me baath bathaaon ke agar aap nay apna target achieve Kar Lia ho tho mazeed trading karthay rehna chahiay kionka is ka mathlab ye hay ke aap ka luck aap ka saath Dy raha hay our asay moqay par trading rokhna baiwaqoofi hoge.
    • #3 Collapse

      Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

      G han dear agr ap na apna target pura kr lia ha tho rrst kia Karin huma cahia ka hum jb apna maksad pa LA tho huma araam bhi krna cahia ya nai ka launch krta rahy orr laluch main kha sa kha chka jain is laluch na kia kro kio ka laluch bury bla ha
      • #4 Collapse

        Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

        Ji janab hum jab bhi trading karen to uss mein main hai ke hum tp ko zaroor lagaye matlab take profit jo humara target hitting mein help karta hai for example agar aap khud se trade ko watch nahi kar rahe hain to aap ko tp ke through aap ka target wala profit hit ho ke profit mil jayega jo ke ek behtreen tareeka hai trading main profit uthaane ka iss liye hum logo ko chaye ke stop loss and take profit dono se faaida uthaen.
        • #5 Collapse

          Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

          Gee haan forex mein jub humain apna targeted profit hasil ho jaye tou humain chahyea kay forex mein rest ker lain kyun kay forex mein zayada kaam kernay sae bhi banda thak jata hai aur phor thakawat ki wajah sae ghalt trade lag sakti hai iss lye rest bhi bahut zaroori hai
          • #6 Collapse

            Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

            ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam karte hain aur Har din Ham trading Karte Hain To Hamen Kabhi rest bhi kar lena chahie Agar Ham rest Karenge to agale Dena Ham Apne mind ko fresh Payenge aur ham use Waqt bahut hi Achcha trading Karke Achcha profit haseel kar sakte hain thanks
            • #7 Collapse

              Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Jo bhi expert trader hain woh hamesha planning sae trading kertay hain aur jub unn ko matlooba target achieve ho jaye unn ki planning kay mutabik tou phir woh mazeed order place nahin kertay aur next target ko next planning kay sath attach kertay hain aur aik achi trade kay milnay tak wait kertay hain tou aap ko bhi aisa hi kerna chahyea
              Assalamu alaikum bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Jab Hamen Apna set Karda target Hasil Ho Jaaye To Hamen Jyada Ki lalach Nahin Karni chahie balke usmein Khush Hona chahie aur FIR next trade ke bare mein sochana chahie
              • #8 Collapse

                Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                Jo bhi expert trader hain woh hamesha planning sae trading kertay hain aur jub unn ko matlooba target achieve ho jaye unn ki planning kay mutabik tou phir woh mazeed order place nahin kertay aur next target ko next planning kay sath attach kertay hain aur aik achi trade kay milnay tak wait kertay hain tou aap ko bhi aisa hi kerna chahyea
                Assalamu Alaikum profit Agat Hasil karne ke bad rest karna chahie aapane bilkul theek kaha hai Kyunki Jab Ham apni trade Ko khatm Nahin Karte aur Laga Rahana Chhod Dete Hain Ki Hamen Masjid profit hoga to usmein nuksan ho jata hai aur isase bachne ki koshish Karni chahie Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

                  hello Sar aapane bilkul sahi farmaya hai Hamen ismein se Jitna profit answer kar sakte hain Hamen Hasil Karte Rahana chahie iska target nahin banna banana chahie Kyunki Hamen ismein se bahut jyada nahin kar sakte Jitna ke expert traders karte hain aur investors karte hain isliye Hamen chahie Kya Main ismein tension Na Le aur Jitna am saying hota hai Ham karte jaen
                  PAK ARMY ZINDA ABAD
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

                    Target ka mil jana hamary liye lucky hota ha. Hamaen ye ni daikhna chaye k target kitny time mein mil raha ha akser trade open krty hi target hasil ho jata ha laikn hm greedy ho jaty haen aur ye daikhty howe k time abhi bht baqi ha q na aur trade laga loon. Hm trade open kr daity haen aur pehly wala profit bhi loss mein chala jata ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

                      G han my dear forex friend ap n bikl sahi kaha hy kih ik acha or kamyab trader trading lagany s pehly apna target sit krta hy or apna target achieve krty k bad rest krta hy or mazeed trade nhi lagata is trah wo acha profit hasil krta hy agr hum bhi koch aisa karien to inshallah kamyab hon gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

                        Asslamu Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap ki bat se m bilkull agree krta hun k kmyyab business bnana chaty hun to forex min trading k ly ak taeget set kren phr us target ko hasil krny k ly din rat kam kren tb ja k ap ak acha totl set kr skty hun
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

                          Assalam o alaikum
                          Han g bro ap teek kha jo target hm na rka hota ha oh pura kr ky hmy rest krna chai or nest day k trading k lia tiyar rehna chai
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                            Jo bhi expert trader hain woh hamesha planning sae trading kertay hain aur jub unn ko matlooba target achieve ho jaye unn ki planning kay mutabik tou phir woh mazeed order place nahin kertay aur next target ko next planning kay sath attach kertay hain aur aik achi trade kay milnay tak wait kertay hain tou aap ko bhi aisa hi kerna chahyea
                            Yes sir apki bat boht achi hai. agr hmen aik din me acha profit ho jata hai yani hmara target hit ho jata hasi to hmen usi din usi wqt m dosri trad nai lgani chahye. bl k next trade ko next planning ka hissa bna len or relax hony k lye rest kr len. Taky hmara body or mind relax/fresh ho saky or hm next day ki planning k lye khud ko prepare kr saken. Agr hm usi time 2nd entry le len gy to ye Greed yani target hasil hony k bad b trading krna greed hi kahlaey ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit target hasil ker kay rest kerain

                              g hannn apki bat to theek hy k hmein profit target hasil ho jaiy to hmein isss mein mazeeed laaalach nahi karni chaiy balkeh tarede kooo close kar deeena chaiy ,jab hum isss mein trading karty hein to isss mein hmein trade ky role ko follow karna chiy . jab hm apna kaam acha r maaiyaari krein gy to hmy bht acha profit hasil hota hy,jb hmein bht hi acha profit mill jaiy to hmim rest kar lena chaiy agr hm mazeed lllach krein gy to ho sakta hy k hum apna wahi profit bhi kho bhthein .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X