Gold trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trading
    Gold trading

    Forex market me gold market ko beneficial samja jata hay es ka 1 hi reason hay gold market ki movement me bahot teezi pai jati hay es waja se unlimited profit earn karny me traders ko koi mushkil nahi hoti agar gold market me trading ka experience hasil kia jaye to traders key ley gold bilkul be risky pair nahi banta aur traders market me daily achi trading performance ki waja se unlimited profit earn karny me kamyab ho jaty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold trading

    G han bahi app theak kha rahy hain gold treading soch samaj ka Karin AGR kohi muskil ay tho apna senior sa help lain orr forex pr manaat kro AGR manaat kro gha tho forex main kamyab ho gha kio ka kamyab hona ka lia manaat Karin phrti ha orr Jo bnda manaat krta ha who kabhji bhhi nakaam nai hota
    • #3 Collapse

      Re: Gold trading

      dear ager tu ap ky pas capital theek hy tu main samjhta hun ky asani ky stah ap is gold per ager ka kerty hy tu asani ky sath ap ko ik acha khasa profit hasil ho sakta hy per sari bat ap ki is forex ki learning ki hy or us ky bad ager ksisi bat ki zarorta hy tu wo ap ki technical ki hy ager tu ap chart read ker sakty hy tu asani ky sath ap gold per bahut hia chi tarde laga sakty hy pe bahut hi zarori ho ga ky ap tabhi trade kary jab ap is ko seekh ly werna gols riski pair bi hy.
      • #4 Collapse

        Re: Gold trading

        Gee haan forex mein gold per bahut zayada log trading kertay hain aur iss ki main wajah yehi hai kay iss mein trading profitable hai aur iss ki market doosri markets ki nisbat zayada tezzi sae move kerti hain aur issi lye log iss mein trading kerna pasand kertay hain
        • #5 Collapse

          Re: Gold trading

          Dear friend gold pair kafei best Hai is Samay Agar aapke pass Achcha plan aur knowledge hai to Achcha profit Hasil kar sakte hain analyser strong hone chahie jitne Dada aapke analysis behtarin Honge market ki moment ko aasani se Samajh Kar acchi trade open kar Sakenge...
          • #6 Collapse

            Re: Gold trading

            Gold ki market fast move krti hai is liye profit aur loss kam waqt mein ziada hota hai gold mein traders k big account bhi wash ho jaty hein yeh aksar one side long move krta hai new traders ko gold mein chance nahi lena chahiye woh sirf currency pairs mein trading krein.
            • #7 Collapse

              Re: Gold trading

              Yes brother mein apki bat se agree karta hun Gold trading wese to bohot hi ziada profitable hey kioun keh Gold trading mein movement kafi ziada fast hoti hey aur is wajha se new traders ko is se avoid karna chahiye jabkeh old traders is se kafi ziada profit kama saktey hein agar unko acha experience aur knoweldge is mein ajata he to.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Gold trading

                G Han ap ki bat theek Hy k gold aik riski pair hay aur is par trade krne k liay humain kafi zada experience ki zarort hoti Hy tab hi gold se acha profit gain Kar pate Hain gold aik aesa pair hay jis ki movement kafi.fast hoti hay aur expert trader hi is pair par trade Kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold trading

                  Good Afternoon Friends
                  Ham jab is main mahnet karte hain aor is ain acha bonus hasil ho sakta hain ao hame is main ache se gold par trade karna chahye gld aik acha pair hai but ye aik rsy pair zaror hain ar ham is mai kmayab ho skate hain oar s main hamne ache se erasing kar skarte hain aor gold par soch samjh kam trade open karna chhaye jis se apko ache earning mil skat hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold trading

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Gold trading

                    Forex market me gold market ko beneficial samja jata hay es ka 1 hi reason hay gold market ki movement me bahot teezi pai jati hay es waja se unlimited profit earn karny me traders ko koi mushkil nahi hoti agar gold market me trading ka experience hasil kia jaye to traders key ley gold bilkul be risky pair nahi banta aur traders market me daily achi trading performance ki waja se unlimited profit earn karny me kamyab ho jaty hey.
                    Assalamu Alaikum Mere Khyal mein agar Ham Ek new member Hain To Hamen Gold per trade nahin karna chahie Kyunki yah Ek bahut hi risky pair hai ismein bahut badi badi movement Hoti Hai Jiski vajah Se Hamare account vah so Jaate Hain pahle Achcha experiences pahle aur FIR Gold per trade Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold trading

                      g haan bhai jaan agar ham as main gold trading karte hain tu ham as main risk lete hai as liy hamein chahye hai kee hamein as main risk nahi lena nahi chahye hai q k as main jo kam karta hai us ko chahye hai kee wo as main trading kare aor as main risk na le tu hi wo as main kamyab ho sake gaa
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold trading

                        Gold mein tradimg kerna tou her aik ki choice hoti hai lakin iss mein survive koi koi hi ker sakta hai kyun kay gold mein trading kerna koi aasaan kaam nahin hai iss mein kaam kernay kay forex market ko achi tarah seekhna perta hai aur agar aap gold trading mein experiance hasil ler letay hain tou aap ko iss mein bahut zayada profit ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold trading

                          g han my dear forex friend jaisa kih ap janty ho kih gold per trade lagana ik resk hy qkih gold per movement bohut ziyada hoti hy agr to ap is k bary m knowledge rakhty hy to ap big profit earn k skty hein o
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold trading

                            Gold m profit to boht he acha hota hy but gold loss b boht ziada krta hy gold choty account k leay boht he khatarnaak hy choty accounts waly gold par trade na he kryn to acha hota hy gold hamesha aik side jb pkr ly to wapis aany ka name b nai lyta but currency pair aik side par ziada sy zaida 1 month tk move krny k bad wapis ajata hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold trading

                              GOld trading aik risk trading hai gold trading bhot fast moving hoti hai aj kal gold bhot zayada moving kr raha hai gold profit b bhot data hai aur loss hony ka b koi pata nhi lagta aur aksr account b wash ho jata ha gold trading main gold aj kal 1600 lo cohoo rha hai agr ap k pas expireance ho to ap minto main 1000rooo 4 kama sakty hai.
                              First LEARN Then You Can Remove The "L"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X