INTRODUCTION:
Indian friends aaj Ham aapko bataenge ke forex market mein demo account kya hota hai aur real account kya hota hai demo account per Ham kaise prapt karte hain aur real account per hamen kaise profit milta hai aur uske liye hamen kitni investment karni padati hai to chalte Hain Ham aaj ke topic ki taraf aur vahan per tahsil hi baat karte hain.
DEMO ACCOUNT
Forex market mein, ek demo account virtual currency ke saath hota hai jise traders istemal karke practice kar sakte hain, bina kisi real monetary risk ke. Yeh ek training tool hai jo naye traders ko market dynamics samajhne aur trading strategies test karne mein madad karta hai.
REAL ACCOUNT
Real account, åam taur par, actual money ka use karta hai. Isme aap apne khud ke funds ka istemal karte hain aur actual market conditions mein trade karte hain. Yeh actual profits or losses ke saath juda hota hai, isliye ismein risk hota hai aur prudent financial management ki zarurat hoti hai. Demo account se farq yeh hota hai ki real account mein emotions aur actual financial stakes involved hote hain.
How to profit withdrawal Jab Ham demo account per kam karte Hain To vahan se Ham Apne profit ko withdrawal nahin kar sakte kyunki vah hamen practis ke liye Diya jata hai aur vahan per sirf Ham practis kar sakte hain profit Nahin nikal sakte Jo hamara real account hota hai vahan per hamen apni investment Karni hoti hai aur vahan jitna bhi profit hota hai usko Ham withdrawal kar sakte hain.
Lose Recovery
Real account per kam karte hue agar hamara nuksan ho jata hai to usko recover karne ke liye hamen koshish Karni Hoti hai jab tak Ham Apne loss ko recover nahin kar lete Ham apna profit Nahin nikala sakte isliye koshish Kiya Karen ki kam se kam laut size istemal Kiya Karen Taki hamara nuksan bhi kam ho aur hamen profit Mile To Ham market se jaldi out ho..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим