Minimum aur fixed lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Minimum aur fixed lot size
    Minimum/fixed lot size

    Traders ko kam time me zeyda profit ki soch le kar trading karny ki bilkul be zarorat nahi hay, minimum ya fixed lot size ko use karna ho ga, traders minimum aur fixed lot size ko apny rules ka important part banana ho ga, good trading key sath safe trading ko traders minimum aur fixed lot size use karny se hi possible bana sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Minimum aur fixed lot size

    Haan jee mere dost nay bahot achhi baat ki hay kay hamain forex business main kamyaabi kay liay zaroori hay kay ham menimum slot size rakhain oar es tool kay estamaal say ham ziyaada say ziyaada earning kar sakty hain es tool kay use saay ham tension free ho jaty hain
    • #3 Collapse

      Re: Minimum aur fixed lot size

      Main apki baat se agree krta hon small capital traders ko small lot hi use krni chahiye aur kam profit ko apni kamyabi samjhna chahiye agr big lot use krengy tu account wash ho sakta hai is liye carefully aur account k hissab se lot use krni chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Minimum aur fixed lot size

        Gee haan forex.mein agar minimum lot size kay sath trading ki jaye tou uss mein humaray account ko risk bhi nahin ho ga aur humain thora thora profit ker kay aik bara accumulated profit hasil ker saktay hain tou aap iss kaam mein lalach mein bilkul na oerain aur mehnat sae kaam kertay rahain
        • #5 Collapse

          Re: Minimum aur fixed lot size

          gee han bilkal dear ap ki bat thek hia hume is main khbai be extra lots size use nai krni chaiye ise hume nuqsan ka samna krna par sakta ha hume is main eik fix lots size ka istamal krna chaiye jo hume mukamal profit deti ho ur lots size hume money management ko fallow kr k use krni chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Minimum aur fixed lot size

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Minimum/fixed lot size

            Traders ko kam time me zeyda profit ki soch le kar trading karny ki bilkul be zarorat nahi hay, minimum ya fixed lot size ko use karna ho ga, traders minimum aur fixed lot size ko apny rules ka important part banana ho ga, good trading key sath safe trading ko traders minimum aur fixed lot size use karny se hi possible bana sakty hey.
            Assalamu Alaikum many knowledge ke mutabik score Ek Hi Din Mein Bada profit Nahin Lena chahie koshish hi nahin Karni chahie Kyunki usmein loss ho sakta hai aur kuchh chahie ki Chhoti Se Chhoti e lot size le kar open Karen use nuksan hone ke chances kam hote hain Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Minimum aur fixed lot size

              Hr aik member ki selections us ki kanyabi pay boht assar andaz hti hain agr wo sahi treeqy sy sahi waqt main achi trading krna chahta hay to usy is cheez ko apnana ho ga is k begher results achy gain krna possible nai
              • #8 Collapse

                Re: Minimum aur fixed lot size

                Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap agr acha experience r trade Krna cahhty Hain to AP ko ek accaha lot ka size lagana ho ga Jo k AP k balance k hissab sy ho ga.
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: Minimum aur fixed lot size

                  Assalamu aalikum bhai jan ap ny bilkul thk farmaya hy k forex myn humayn minimum ya Phir lot size per hi trading krni chahye q k forex myn lot size bht ahmeyat ka hamil hy.is per trading krnay say loss zeyada nhi hota. thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Minimum aur fixed lot size

                    her trader ko cahhye k wo minimum aur fixed lot size ka lazmi use kaary aur is ko apny business k part bana lay kyu k is main he behtri hai agr hum mehnat kar k kam karain gay aur lot b minimum aur fixed rakahin gay to hum apny account ko secure rakh skaty hain aur best trading kar skaty hain aur profit b bahoot acha earn kar skaty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Minimum aur fixed lot size

                      Yes apki post bohot hi achi aur informative hey waqai hamen apni lot sizes ko fix karna hoga aur small karna hoga to hum is business mein long term tak work kar saktey hain aur is mein kamiyab ho saktey hain aur agar hum greedy bantey hein aur apni lot size large rakhtey hein to phir hum is market min bohot hi kam stay kar saktey hain.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Minimum aur fixed lot size

                        zada profit ki soch me kbhi bhi lot size ko zada nhi krna chaye ya over trading kbhi bhi nhi krni chaye . lot size low se low 0.01 honi chaye aur leverage 1.1400 hona chay . aur miximum lot 0.02 tak hi kafi hai ta ky aap log asani se apna acccount manage kr skyn.
                        First LEARN Then You Can Remove The "L"
                        • #13 Collapse

                          Re: Minimum aur fixed lot size

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Minimum/fixed lot size

                          Traders ko kam time me zeyda profit ki soch le kar trading karny ki bilkul be zarorat nahi hay, minimum ya fixed lot size ko use karna ho ga, traders minimum aur fixed lot size ko apny rules ka important part banana ho ga, good trading key sath safe trading ko traders minimum aur fixed lot size use karny se hi possible bana sakty hey.
                          Reading karne ke liye Hamesha small aur aur is number lot size we use karna chahie trading karne ke liye kabhi bhi with lot sizes use na Karen Jab aap Big Lot size use Karke trading Karte Hain To aap ki trading acchi Nahin Hoti aur aapko trading Karke loss hone ke chances Jyada Hote Hain
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Minimum aur fixed lot size

                            minimum of shakes and what size ka use karna chahie Jyada what size ka use nahin karna chahie Hamen dost ki tarah Lekar Ja sakta hai isliye koshish Karni chahie Ki loot size ka bhi Shyam minimum hi Rakhna ke Jyada rakhen Itna Jyada lot size Hogi Itna Jyada Hamen Sone Ka Khatra Hai koshish karni hai lot size ka using kam se kam Karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X