Loss kab hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss kab hota hai
    Aziz dosto hamai hamesha forex mai loss apni he ghaltyo ke waja say hota hai ya to ham issko seekay bina kartay hain ya issmay lalach kartay hai aur emotion ke sath iss ko trade kartay hai hamai chaye ke issko seek kar mukamal money management ke sath trade karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss kab hota hai

    Last me hai yahan se Jab aap log Forex per kam kar rahe hote hain to aapko Yahan per patient hone ki jarurat Nahin Hoti Hai Aap Logon Ko chahie ki Yahan per Jyada time Karke market core stability ke sath Panch Karte Rahe Jab uska original position a Jaaye aur aapko yahan se profit Hona start ho jaaye to aap Log Yahan per long time ke liye Adnan kar sakte hain bus aapko thoda sa Yahan per Apne account ko stable Rakhna hota hai aur thoda sa market ko regular watch Karte Rahana chahie
    • #3 Collapse

      Re: Loss kab hota hai

      Forex trading men loss honay ki bahut c wajoohat hen jin men bagher knowledge aur experience k trading shuru kar lena aur market trend k opposite trade laga dena aur ziyada profit ka lalach karna aur jald bazi se kam lena
      • #4 Collapse

        Re: Loss kab hota hai

        yes dear main aaapki baaat say agree karti ho bhot he maze ki baat kahi hain apne agar humhain loss hota hain tu humhain ghalatiyo ki waja say loss hota hain humhain chahaiye k hum apni mistake ko demo account main khatam kare agar apni mistake khatam nhe kare gy tu asi tara accoutn wash ho jyga or humhain lot of loss b ho ksta hain mistake baar baar karna thek nhe hain knowlashil kar k humhain sab kuch lena chahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Loss kab hota hai

          Ham logon ko loss us waqt hota hai jab ham galt order lag dete hai aur ham apne senior say puchtay nahi hain maswara nahi lete kay ham ko yahan para agay kia karna chahye apni mam marzi ki wja say hamen loss ho jata h
          • #6 Collapse

            Re: Loss kab hota hai

            Forex market mai loss honey ki main waja es market mai lalach , sabar na krna aur market mai trade begar learning key krney sey trader ko loss hotey hai. Ya loss es tarah key hotey hai k ap ka account wash bhe ho sakta hai. Account wash ho jey tou ap ko phr sey investment krna hai.
            • #7 Collapse

              Re: Loss kab hota hai

              Dear friend app kha sawaal bilkol theak ha loss tb hota ha jb hum soch samaj ka kaam nai krta orr loss tb hota jb hum apna senior sa help nai lataa apni marze krta hain orr Jo bhi kaam krta hain jalde main krta hain laluch main krta hain tb loss hota ha is manaat sa orr lagan sa kaam kia karin
              • #8 Collapse

                Re: Loss kab hota hai

                Assalamu Alaikum dear Forex member Hamari mistake ki Hamari loss ka Sabse Badi vajah HaiAgar Ham Chahte Hain Ki Ham Logon se bacche To Hamen chahie ki Ham Koi mistake na Karen
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: Loss kab hota hai

                  market ko analysis kiye bagair experience ke bagair knowledge ke bagair aur learning Ke bagair Jab Ham trade Karte Hain To Hamen lost hi hota hai Behtar yahi hai ki planning ke sath trade kiya jaaye aur profit Paya Jaaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss kab hota hai

                    Forex forum itna mushkil nai hay k jitna zyada aksr members is ko smjty hain sirf common sense ko agr sahi waqt main or sahi treeqy sy use kr liya jaey to ye bhi kfi hay mind main knowledge hna bhi zrori hay lkin kamm knowledge sy bhi kaam chal skta hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss kab hota hai

                      g bilkul sahi keh rahy hain hume loss zada tar tab hota hai jab hum jaldbazi karty hain aur lalch karty hain aur jab hum apny emotions pay control nahi kar sakty hain to hum emotions main aa k ghlt fasily kar laity hain jis se hume loss hota hai loss ko control karny k liye hume apny lalch emotions aur jaldbzi ko control karna parhy gaa.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss kab hota hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                        Aziz dosto hamai hamesha forex mai loss apni he ghaltyo ke waja say hota hai ya to ham issko seekay bina kartay hain ya issmay lalach kartay hai aur emotion ke sath iss ko trade kartay hai hamai chaye ke issko seek kar mukamal money management ke sath trade karai.
                        Assalam walekum Forex trading Mein Hamen loss Jab Bhi Hota Hai Jab Ham lalach karte hain ya FIR Apne tradeco without analyser ke open kar dete hain aur ek Badi reason Aur bhi hai jismein ham Forex news ko acche tarike se analyse Nahin Karte news published hone ke sath hi apni trade ko open kar dete Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss kab hota hai

                          dear friends jb ap koi kam samjh k ap kty hain to apko nuqsan hi hota hai.pak forex bhi esi hi cheez hai k ap bina knowledge k ye kam krty hain to apko loss ka samna krna parta hai
                          Jazak ALLAH ツ
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss kab hota hai

                            Dear member loss tb hota jb hum mistake krty hai aur loss jb hota hai to humy apni mistake ko egnor nhi krna cahiya bulky focex krna cahiyay k humara kis waja sy loss hoa hai ta k wo 2bara mistake na kry aur na he humara loss ho.
                            First LEARN Then You Can Remove The "L"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss kab hota hai

                              Loss kab hota h y ik acha question h....
                              Loss tb hota h jb hm new hoty h hmy ksi kam ka nhi pta hota hm apny treqy sy kam kr rhy hoty h ksi sy mishwra nhi krty na hi demo laty h tu hmy loss hony k nuqsan zayda hoty h es liy agr hm zyda sy zyda post kry thankx mily hmy seniors sy guideline ly or patients sy kam kry tu kbi loss nhi ho ga jb hm en bato py amal nhi krty tb hmy loss ka smna krna prta h

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X