Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai
    Dear sir mera yah sawal hai kya Ham forex market mein hedge kar sakte hain aur market ko hedge karna kaisa hoga aur yah status ji kaisi hogi kya isase hamen profit mil sakta hai hedge karne se hamen profit Bhi milega aur iska kya fayda hoga:1f629:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

    Market ko ham.belkul hedge kar saktay hain lekin mai samajta ho ke market hedge karna ghalat hai iss mai agar ham phans jaye to ye hamara account tak wash karata hai hamai chaye ke aik ache se strategy banay aur usse ke bunyad pe trade karai.
    • #3 Collapse

      Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

      Assalamu Alaikum dear Forex member Agar Ham Koi trader Lagate Hain to market ko hedging per Laga Diya Ja sakta hai lekin hygiene karne ka Saja bhi nahin hai iska yahi fayda hai ki hamare pass se loss ko recover karne ka ek chance Bach Jata Hai Iske Agar Kuchh Bhi Nahin
      Visit My Profile
      • #4 Collapse

        Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

        Mery nahi khyal skey market ko hedge kiya ja sakta hai. Forex ak world wide business hai. Es business mai world key investor hai. Es lye es business ko hedge nahi kia ja sakta. Es business mai kamyabi key lye forex business mai achi planning ki zaroorat hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
          Dear sir mera yah sawal hai kya Ham forex market mein hedge kar sakte hain aur market ko hedge karna kaisa hoga aur yah status ji kaisi hogi kya isase hamen profit mil sakta hai hedge karne se hamen profit Bhi milega aur iska kya fayda hoga:1f629:
          Assalamu Alaikum Mera Nahin Hai aal kese market ko hack Kiya Ja sakta hai Kyunki yah 1 worldwide business hai aur ismein world se investors kam Karte Hain yah Ek Kamyab business hai aur ismein Kamyab traders investment Karte Hain isliye isko check nahin kiya Ja Sakta
          • #6 Collapse

            Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

            Gee haan forex mein market mein hedging tou ki ja sakti hai aur yeh koi mushkil kaam nahin hai lakin kam experiance walay logoun kay lye yeh zaroor mushkil hai unn ko forex mein hedging nahin kerni chahyea iss sae unn ka account loss mein bhi ja sakta hai aur woh trades ko control nahin ker saktay
            • #7 Collapse

              Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

              hamy forex market ko achy sy samj kar is ky rules ko follow kar kay kam karna chahey hamy markey ky up down ko dakt kar is main pasa invest karna chahey hamy is main mahent or dil laga kar kam karna chahey ager hamry pas knowledge or experience hain to hum market ko hedge kar sakty hain hamy is ky kese be rules ko egnor nahe karna chahey
              • #8 Collapse

                Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

                bhai jan hum forex ki market ko khud kbhi bhi control nahi kar skty hain kisi bhi trha se es liye hmain yah khud he online face krni parhti hai or jub hum apni trading karty hain or esi market k hisab se hmain loss or profot milta hai tu hmain aghr forex main kamybi se profot eran krna hai tu hmain market ko smjh kar trdaing krna hoti hai tab he hmain faida milta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

                  fiorex ke karobar mein trading market ko hedge kea ja sakta he jis ke waja se hum trading market mein zeada earn kerty hein forex aik kamyab karobar he jo humesha apni life ko asan banay ke ley achi earning kerty hein forex aik legal karobar he jis mein hum earn or learn kerty hoy kamaty hein forex mein hum trading market ke rulls ko follow ker ke he hum earning kerty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

                    forex aik aam job ki nisbat bohat hi achi job hain ham expert ho kar market ko hedge kar sakty hain or kamyab ho sakty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be ossice jany ki zarort nahi hoti ham gar beth jar be is main kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
                      Dear sir mera yah sawal hai kya Ham forex market mein hedge kar sakte hain aur market ko hedge karna kaisa hoga aur yah status ji kaisi hogi kya isase hamen profit mil sakta hai hedge karne se hamen profit Bhi milega aur iska kya fayda hoga:1f629:
                      Assam Alaikum market Mein hedging strategy ka use karna aapke knowledge or experience per depend karta hai agar to aapko Itna loss hai jo ki recover ho sakta hai to aap market ko Haj kar le Nahin to wait Karen thoda loss kam hone ka
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

                        bhai jan markit ko kisi bhi surat main ap hang nhi kar sakye is lye ap kobreal trading karne ho gi kyun ke market hamare taraf nhi dekhti hamian markit ki taraf dekhna parta hai is lye market ki analyses seekhian
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

                          Kaise kaise kaam karti hai agar market Yahan per regular method ke sath kam Karti Hai To Hamen Yahan per party cooler Nahin working with experience and knowledge ke sath kam karna chahie Jab Hamara knowledge increase Hota Hai Hamari management Hamara support and resistance level Achcha Ho Jata Hai Kabhi khatm Nahin ho sakti Ham isko Jitna Jyada learn Karenge Ham aap
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
                            Dear sir mera yah sawal hai kya Ham forex market mein hedge kar sakte hain aur market ko hedge karna kaisa hoga aur yah status ji kaisi hogi kya isase hamen profit mil sakta hai hedge karne se hamen profit Bhi milega aur iska kya fayda hoga:1f629:
                            Sometimes market ke condition Aisi Hoti Hai Ke sabse Jyada profit hedging Karke hota hai Kyunki market ek hi Jagah per up down ho rahi Hote Hain Aise time per handling karna sabse best Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya Market ko Hedge Kiya ja sakta hai

                              Bhai jaan aisi koi baat nahin hai Ham market ko Haj nahin kar sakte kyunki isase hamen loss ho sakta hai aur market ko Haj karne se tension create hoti hai agar Ham trade co close karne ke bad new planning ke sath chat karen to bahut achcha profit hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X