Momentum indicators moving average indicator and ichimouku kinko hyo...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Momentum indicators moving average indicator and ichimouku kinko hyo...
    Aslam u alaikum,


    Dear forex member umeed karta hoon ap sab khairiyat se hoon gy dear members Jab aap market mein working karte Hain Jo aisi situation mein aapko different important advantages ko find out karne ke liye different factors ko apni trading aur working mein shamil karna hota hai kyunki aap jab tak market mein working karte hue best performance hasil karne ke liye different important indicators ko find out nahin kar lete hain use time tak aapko market mein regular basis per kuchh important advantages available Nahin ho sakte hain aapko hamesha isliye market mein consistently basis per kuchh important working ko find out karna hota hai aur ismein apne analysis ko perfect banana hota hai.

    Indicators

    Indicator basically ek aisa platform hota hai jo aapko market se related kuchh important aur valuable information share kar raha hota hai is data aur information ki base per aap apni market interpretation karte hain aur Market ko predict karne ke liye is platform se help facial karte Hain definittely Jab bhi aap market mein is platform se help hasil karte Hain to iski against aapko bahut acchi aur valuable information available ho sakti hai kuchh important aur familiar indicators ki briefly discussion aapse karne ja raha hun.

    Ichimouku Kinko Hyo

    Yah ek bahut hi important aur familiar indicator hai Jab aap market mein regularly basis per working karte hue different important advantages ko find out karte hain to ismein aapko definittely bahut jyada important aur variable information ko share karna hota hai definittely yah Kaisa important indicator hai jo market mein highest volatile per use Kiya jata hai kyunki is indicator ki working aapko entices per bahut jyada important aur working karne ke liye different important analysis ko perfect banane ke liye kuchh important aur valuable information available ho sakti hai.



    Momentum Indicators

    Momentum indicator ek aisa important aur familiar indicator hai jiski vajah se aapko market mein regularly basis per kuchh important information aur data available ho raha hota hai basically Jab aap market ke Momentum ko find out karna start kar dete Hain to ismein aapko bahut jyada advantages available ho sakte hain market ke Momentum ka idea aapke liye perfect ho sakta hai kyunki Jab bhi aap market mein market ke Momentum ki identification kar lete hain to uski vajah se aapko bahut acchi entries available ho rahi hoti hai aur aap market ki Momentum ki base per apni decision making kar sakte hain.


    Moving Average Indicator

    Moving average indicator ko Jab aap matter trader 4 per apply karte Hain to is per aapko different locations per crossover Mil Rahe hote hain ine cross over ki vajah se aapko market mein bahut jyada advantages available ho sakte hain isliye aapko market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye consistant form per focus karna hota hai Jab aap market mein regularly basis per spirit form per focus karte hain to ismein aapko definittely bahut jyada advantages available ho sakte hain. Moving average indicator ko aap majeed type mein classified kar sakte hain ismein aapko simple moving average double moving average expoinancial moving average available ho sakti hai jinki different criteria hota hai.
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse


    MOMENTUM INDICATOR MOVING AVERAGE INDICATOR AND ICHIMOKU...... DEFINITION

    Ichimoku cloud technical indicator ka ek collection hai Jo support aur resistance ki level ke sath Momentum aur trend ki direction ko show karta hai yah Ek Se zyada average Se Lekar aur Inhe chart per plotting Karke Hai yah in compute ko ek cloud ki ginti ke liye bhi use karta hai Jo yah pesh goi karne ki attempt Karta Hai Ke future ko price mein kahan support and resistance mil sakti hai Ichimoku cloud 1960 ki Dihai ke Aakhir mein developed hua tha Yeh standard candlestick chart se more data points provide karta hai Agarcha first glance mein complicate Maloom Hota Hai Jo log chart ko read ke tarike se defined Hai vah Aksar acchi Tarah Se tae shudha trading signal ke sath understand easy Hain





    HOW TO CALCULATE THE ICHIMOKU CLOUD

    High and low prices is. period Ke dauran Dekhi jaane wali sabse highest and sabse lowest prices hai for example conversion line ke mamle Mein last 9 days main sabse highest and sabse lowest price Dekhi gai hai ichimoku indicator ko Apne chart mein adding karna aap ke liye calculation Karega lekin agar aap hand se calculate karna chahte hain to yah Prior calculation ki based per leading Span A ka calculate Lagaye Ek Bar calculate Lagane ke bad us data point ko future mein 26 period main plotted Kiya jata hai lagging span ke liye closing price ko chart per past mein 26 period main plotted kiya giya hai leading span B ka calculate lagaen leading span A and leading span B Ke Darmiyan difference ko cloud banane ke liye color diya gaya hai







    WHAT DOES THE ICHIMOKU CLOUD TELL YOU

    Overall trend is time above Hota Hai Jab price cloud ke Above hoti hai jab price cloud se below hai aur jab price cloud Mein hoti hai to trendless ya transitioning hoti hai technical analysis and cloud chart ka istamal kerte hui stock market Crypto currency and forex main trends ki maloomat kerne ke liye visual guide tripod

    اب آن لائن

    Working...
    X