false breakout in forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    false breakout in forex market
    Introduction:

    false breakout forex market mein jo keh forex pair , commodity , exchange trading fund mein he indicate ho jata hey stock trading aik tang range mein he hote hey es period kay doran aik Horizontal support or resistance banate hey

    es sorat mein aik trader support ppar buy karta hey or resistance par sell karta hey es tarah kar kay paisa kama sakta hey tahum forx market mein hamaisha es point par pohnch jata hey jes par pric support ko or resistance ko break kar dayte hey or aik new trend start ho jata hey
    aik breakout os time hote hey tahum forex market mein kai dafa price reversal ho jate hey

    false Breakout:

    forex market mein false breakout tab hota hey jab aisa kartay hein tahum kai dafa kay time mein breakout mein price reversal ho jate hey es kay reversal janay ko false breakout ka naam deya jata hey false breakout ke aik ache mesal nechay dey gay chart par daikh saktay hein
    Click image for larger version

Name:	how-false-brakout-looks.jpg
Views:	31
Size:	34.0 کلوبائٹ
ID:	12779608

    forex chart par False Breakout ka zahair hona

    nechay dey gay chart par hum daikh saktay hein EUR/USD ka pair tang mein range mein he hota tha jo keh forex market mei Horizontal support or resistance level kay sath he tha or forex markt mein support or resistance kay sath hum samajh saktay hein keh market mein false breakout jab channel ban raha tha to 3 chotay chota breakout thay
    Click image for larger version

Name:	example-of-false-breakout.png
Views:	21
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12779609

    False Breakout kun hota hey:

    mesale tor par false Breakout os time hota hey jab forex market ka assert support ko jare rakhnay kay ley zyada tar bull ya bear nahi hotay hon mesal kay tor par lower false breakout os time hota hey jab bear ko bulls say sakhat kesam ke resistance mele hote hey
    ese tarah upper mein false breakout hotay hein kunkeh forex market kay time ko high karnay kay ley kafe zyada strong thay
    Bull Trap: Bull trap forex market mein os time hota hey jab forex market mein price aik resistance ko cross karte hey bad mein thore dair kay bad pechay hat jate hey
    Bear Trap: yeh forex market min bearish ka trap hota hey jab forex market ke price aik key support say pechay ke taraf chale jate hey

    Identify False Breakout:

    forex market mein false breakout ke pehchan kabhi bhe nahi hote hey aisa os time hota hey jab zyada tar day trader es pattern ke pehchan kar saken gay or zyada achay say pehchan kar saken gay or zyada paisa kama saken gay tahum forex market mein aice sorat e hall catch ho janay say bachnay kay ley ap woh tareka estamal kar saktay hein

    Kuch days kay ley 3% rules ko follow karna:

    sab say pehlay es bat ke confirmation karne chihay keh kuch den kay ley confirmation karnay ka intazar karna chihayor forex market ke reality mein breakout hota hey aisa karnay kay ley aik opposite cheez kes tarah lagte hey reality yeh hey keh yeh ap ko false breakout kay ley paisa kamanay say bacha sakay ge or false breakout say payment ko wate karnay say bachay ge
    forex trader ko 3% kay asol ko follow karna chihay jes ka matlab yeh hota hy keh breakout ke confirmation kay ley price resistance level say 3% tak increase kar sakay ge or kam par es asol ke aik ache mesal nechay dekhay gay hey
    Click image for larger version

Name:	false-breakout-with-3-rule.png
Views:	21
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12779610


    False Breakout Example Fibonacci retracement:

    mesal kay tor par oper ke pehle tasweer mein hum daikh saktay hein keh EUR/USD kam honay ke koshesh kar raha hey laken forex market kay weekly chart par hum daikh saktay hein ab bhe market stable hey bullish flag pattern jare hey
    es kay elawah 61.8% or 78.2% Fibonacci retracement level kay darmean mein he hey jo keh forex market meines bat ke allamat hotay hein keh market mein bulls ab bhe stop ho gay hein or breakout reality mein nahi hote hey
    Click image for larger version

Name:	fibonacci-retracement-in-false-breakout.png
Views:	21
Size:	17.8 کلوبائٹ
ID:	12779611

    Conclusion:

    forex market mein har kesam kay false breakout hotay rehtay hein jab bhe woh kartay hein zyada tar trader es baray mein zyada tar fekar mand hotay hein or woh forex market kay baray mein zyada nahi jantay hein or woh forex market mei bohut he jald raqam khoo daytay hein badkesamte say false breakout ke pehchan karna etna assan nahi hota hey
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    False Breakout in Forex Trading


    aik gumraah kin break out, jisay basorat deegar" jaali out" kaha jata hai, tab hota hai jab maliyati aala ki qeemat aik ahem madad ya rukawat ki satah se guzarti nazar aati hai taham is waqt taizi se ulat jata hai, break out ko support karne ko nazar andaaz kar deta hai. bogus break out dealers ke liye koshish kar satke hain kyunkay woh is mauqa par bad qismati ka baais ban satke hain ke bunyadi break out signal ke paish e nazar pozishnin rakhi gayi hain. forex exchange mein gumraah kin break outs ki mukammal barikyan yeh hain :



    Pattern Formation:



    break out shuru karna : aik gumraah kin break out laagat ki taraqqi ki mojoodgi se shuru hota hai jo aik ahem madad ya rukawat ki satah se guzarta hai. yeh break out kayi baar tosee shuda tabadlay ke hajam ke zariye shaamil hota hai, jis se aik course mein thos iqdaam ka dhoka hota hai .

    mukammal honay tak har cheez ko dekhen ki ghair mojoodgi : bunyadi break out ke baad, qader is iqdaam ko support karne ko nazar andaaz karti hai aur taizi se apni surkhi ko ulat deti hai. mukammal tor par khatam honay ki yeh ghair mojoodgi bogus break out ki aik ahem khasusiyat hai .

    maazi ki rasai par wapas jayen : qader apni maazi ke tabadlay ki had mein wapas ajati hai ya kisi rasai ke andar zam hojati hai, jis se bunyadi break out ki qanooni hesiyat kharab hojati hai .



    Causes of False Breakouts:




    market control : bohat ziyada market ke arakeen jaan boojh kar gumraah kin break outs ko band kar satke hain taakay taajiron ko course se hatt kar pozishnon mein daakhil honay ki targheeb di ja sakay, aur inhen anay walay ulat jane se faida uthany ki ijazat di jaye .

    likoyditi chess : bogus break outs ka nateeja ho sakta hai market ke mimbraan madad ya mukhalfat ki satah ke ird gird stop misfortune orders ko band karne ki koshish kar rahay hain. is se barray khiladion ko izafi achi qeematon par position mein daakhil honay ke liye likoyditi millti hai .

    khabrain aur mawaqay : ghair mutawaqqa khabrain ya maliyati mawaqay laagat mein izafay ka ishara day satke hain jo baad mein ghair maqool samjhay jatay hain, jis se bogus break out hota hai .



    Identification:




    mom batii ki misalein : brokrz aksar ulti mom batii ke design ( maslan, ) ya aisi misalein talaash karte hain jo break out par yaqeen ki Adam mojoodgi ko zahir karte hain .

    hajam ki jaanch : break out ke douran hajam ke tabadlay ki chhaan bain aur is ke nateejay mein qader ki sargarmi tajarbaat day sakti hai. aik gumraah kin break out kam honay wali volume mein shaamil ho sakta hai .

    asbat ke nishanaat : tajir break out ki mazbooti ya kami ki tasdeeq ke liye izafi makhsoos markr, jaisay oscillators ya energy pointer ka istemaal karte hain .

    rafa haajat ke liye takniqoon ka tabadlah



    Trading Strategies to Mitigate False Breakouts:




    asbat ke liye sakhti se intzaar karen : break out par fori tor par tabadlay mein daakhil honay ke bajaye, tajir nateejay mein honay wali qader ki sargarmi ko dekh kar toseeq ke liye mazbooti se baith satke hain aur yeh break out ki zamanat dainay ke liye Muawin hai .

    asbat ke nishanaat ka istemaal karen : makhsoos markr istemaal karen jo break out ki taaqat ka asbat kar satke hain ya mumkina ulta dikha satke hain .

    mukhtalif time periods par ghhor karen : mukhtalif time periods par break out ko allag karna ziyada mukammal nazriya paish kar sakta hai, jis se gumraah kin alamaat ko chan nay mein madad mil sakti hai .






    Risk Management:




    sakht stop misfortune orders : qareebi stop misfortune orders ko injaam dainay se gumraah kin break out ki soorat mein mumkina bad qismati ko mehdood karne mein madad mil sakti hai .

    position ka takhmeenah lagana : khatray ki asal mein nigrani karne ke liye break out ki zahiri taaqat ke paish e nazar position ke size ko tabdeel karen .

    tanawu : mukhtalif paison ke matchon aur wasail mein tabadlay ko wusat dainay se aam tabadlay ke port folyo par bogus break out ke assar ko motadil karne mein madad mil sakti hai .



    Conclusion:



    ghair mulki currency ke tabadlay mein jaali break out mamool ki baat hai, aur taajiron ko –apne event ke baray mein janna chahiye. khusoosi tehqiqaat, tasdeeqi isharay, aur maqool juye ke imtezaaj ko istemaal karne se board ke nizaam dealers ko un ki tabadlay ki mashqon par bogus break out ke assar ko talaash karne aur usay mehdood karne mein madad kar satke hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse



      Title: Forex Market Mein Ghalat Breakout: Asal Aur Nakli Tafreeq

      Forex market mein trading karna ek challenging lekin lucrative kaam hai. Traders apne strategies ko istemal karte hain, ummed hai ke woh sahi waqt par sahi faislay karain ge. Ek aam lehja mein, breakout market mein ek aham cheez hai. Lekin kai baar, yeh breakout nakli hota hai, aur isay "false breakout" kehte hain.
      Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	32
Size:	91.7 کلوبائٹ
ID:	12779707
      Asal Aur Nakli Breakout Mein Farq:

      Breakout ka matlab hota hai jab kisi financial instrument ka price kisi crucial level ya range se bahar nikal jata hai. Traders ko aksar yeh breakout signals milte hain jo unhe lagta hai ke market ki direction badal gayi hai. Asal breakout mein, price asal mein ek naya trend shuru karta hai.

      Lekin false breakout mein, yeh sab kuch ek deception ka hissa hota hai. Price temporarily ek level ko paar karta hai lekin phir wapas usi range mein wapis aajata hai. Yeh market mein confusion paida karta hai aur traders ko nuksan uthana padta hai.

      False Breakout Ki Wajahain:
      1. Liquidity Hunt: Kuch large institutional traders false breakout ko istemal karte hain takay woh small traders ko apne positions ko close karne par majboor karain. Isay "liquidity hunt" bhi kehte hain, jisme large players market mein apne faiday ke liye chhotay traders ko trap karte hain.
      2. News Events: Kuch false breakouts news events ke asarat mein hotay hain. Kuch traders false signals ko follow karte hain, soch kar ke market mein bari harkat aayegi, lekin asal mein woh temporary hoti hai.
      3. Technical Factors: Technical analysis mein use hone wale indicators aur patterns bhi false breakouts ko trigger kar sakte hain. Jab traders sirf ek indicator ya pattern par depend karte hain, toh woh kabhi-kabhi misleading ho sakte hain.
      Click image for larger version

Name:	maxresdefaulth.jpg
Views:	31
Size:	157.3 کلوبائٹ
ID:	12779708
      False Breakout Se Bachne Ke Tariqay:
      1. Multiple Confirmations: Traders ko chahiye ke woh sirf ek indicator ya pattern par bharosa na karein. Multiple confirmations se equipped trading strategy banayein.
      2. News Analysis: News events se bachne ke liye, traders ko hamesha market ki news aur economic calendar ko track karna chahiye.
      3. Risk Management: Har trade mein risk management ko prioritize karein. Stop-loss orders ka istemal karein takay nuksan control mein rahe.
      4. Demo Trading: Naye traders ko chahiye ke woh pehle demo account par practice karein. Isse unhe market ki intricacies samajhne mein madad milegi.

      Conclusion mein, forex market mein false breakout se bachna mushkil zaroor hai, lekin yeh bhi ek part hai trading ka. Traders ko hamesha vigilant rehna chahiye aur apne strategies ko refine karte rahein taake woh asal aur nakli breakout mein farq kar sakein.

      اب آن لائن

      Working...
      X