How Reborts Work in Trading
Introduction
![1.jpeg Click image for larger version
Name: 1.jpeg
Views: 48
Size: 118.7 کلوبائٹ
ID: 12779043](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12779043&d=1699609835&type=large)
Dear Fellows,
Trading market main Robot trader ko mobile terminal me be use kia ja sakta hain. Mazeed PC par be use ho sakta hay, robot trading k liay traders ko 1 file di jati hay jes ko terminal me indicators ki taha se install kia jata hain. Awar ess k baad robot trader active ho jata hay aur auto trades open awar close hony lagty hain. traders agar koi robot trader buy karty hain to es k liay MT 4 terminal ya MT 5 terminal ka hona bahot zarori hota hain. es key baghir kabi be robot active nahi ho sakty hey, robot trader ka result real account me test karny pay hum forex main robots ka use normal way main ker sagty hian humean forex main awal to khud manual trading kerni chahiay. Cause forex main hum robots k oper full reliay nahe ker sagty hain robots ka use hum mobile k oper nahe ker sagty hain app us ko computer k zareay apny account k oper lagaty hian our us k leay app ko one terminal lena hota hain k jes say jab ap set ker dty hain apny account k oper to pher us ko mobile pay apna account log in ker k mobile pay bhe trades ko diekh sagty hain but us main changing hum pher computer say he ker sagian gay ager app khud trades ker k rahy hain to pher us ko to app mobile k oper manage ker sagty hain likin robot k oper set account ko sirf diekh sakty hain. Moreover, robot automatic system hay jo kah meta trader main set kr dia jata hay aor is say robot order place karta hain. order close karta hay kabhi profit main kabhi loss main aisa chlta rhta hay awar robot kay liay pc ka on rkhna importnat hay kion kah jb pc on na ho ga to robot kam na kary ga aor robot trading use krna nhi chhy trader ko khod apny experience say trading ko tawaja dana chhy aor forex trading main koi mushkl na hay trader khod acha profit earn krta hainn. Awar trader ko robot woh use krna chhy jo k profitable hon trader robot ka phly result check kray agr robot say profit earn ho rha hay phr regular use kar kay trader khuch relax feel kar skta hay agr robot ko aisy trader free main chor detay hain.
Importance
![2.jpeg Click image for larger version
Name: 2.jpeg
Views: 25
Size: 75.4 کلوبائٹ
ID: 12779044](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12779044&d=1699609869&type=large)
Fellows,
Esski importance b hain. robot loss he detay hain bohat risky hotay hain robots, robot automatic system hay jo kah meta trader main set kr dia jata hay aor is say robot order place karta hay order close karta hay kabhi profit main kabhi loss main aisa chlta rhta hain. Awar robot kay liay pc ka on rkhna important hain q k k jub pc on na ho ga to robot kam na karay ga aor robot trading use karna nahi chahiye trader ko khod apnay experience say trading ko tawaja dana chahiye aor forex trading main koi mushkl na hay Forex trading members knowledge or experience ke sath apko trading Karni chahiiay. Other than aap ko bonus account mein robot software use karne ka bhi fayda nahi hai low capital deposit pe itna expensive robot use karna Koi dekhey kabil nahi ho sakta hain. So why robort aik software hota hain k jis main hum programing kar dety hain k market mai kab entry leni hai aor aus mai kab exit hona hai ais mai ye hai k hum jab koi robort buy karty hai to aus ko use karny k liay hum ko pc ki zarort hoti hai kun k mobile par koi bhi robort use ni hota ais liay agar ap ne robort par trade karni ho to ais mai ap ne pc par trade lagani hoti hai, ais market mai agar ap ne koi robort use karna hai to phy ye dekh ley k wo robort kon sa hai aor aus ne kaisy kaam karna hai kun k diffrent types k robort hai jo ap k account par trade lagaty hai aor aun se ap ko ye faida hota hai k ap aus mai koi trade lagwaty ho to ap ko ye pata ho k ye scaping trade lagata hai ya hedge par kaam karta hai aus k baad ap aus ko real account par use kary to ap ko loss ni ho ga awar aus ko safety k tawar pay use kia jata hain.
Conclusion
![3.jpeg Click image for larger version
Name: 3.jpeg
Views: 25
Size: 79.2 کلوبائٹ
ID: 12779045](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12779045&d=1699609908&type=large)
Fellows,
Last main ye k Robot trader ko mobile terminal may bee aap use ker sektay hain. And PC par bhi aap iss ko use ker saktay hain. So robot automatic system hay jo kah meta trader main set kr dia jata hay or is say robot order place karta hay order close karta hay dekhain brother robot trading avoid kerna chahiye aik robot aap ko profit bhi dilwaa sekta hay lekin aap ko loss bhi kerwa sekta hay aap robots per kaabhi bhi rely nahi ker sektay hain aik to unn ko itna mehanga buy karna paddta hain. aksar fake robot hotay hain loss kerwa detay hain to aap khud trading seekhain ager robot lena hain to acha say officially tawar pay lena chahiay.
![4.jpeg Click image for larger version
Name: 4.jpeg
Views: 26
Size: 70.4 کلوبائٹ
ID: 12779046](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12779046&d=1699609932&type=large)
Thanks
Introduction
Dear Fellows,
Trading market main Robot trader ko mobile terminal me be use kia ja sakta hain. Mazeed PC par be use ho sakta hay, robot trading k liay traders ko 1 file di jati hay jes ko terminal me indicators ki taha se install kia jata hain. Awar ess k baad robot trader active ho jata hay aur auto trades open awar close hony lagty hain. traders agar koi robot trader buy karty hain to es k liay MT 4 terminal ya MT 5 terminal ka hona bahot zarori hota hain. es key baghir kabi be robot active nahi ho sakty hey, robot trader ka result real account me test karny pay hum forex main robots ka use normal way main ker sagty hian humean forex main awal to khud manual trading kerni chahiay. Cause forex main hum robots k oper full reliay nahe ker sagty hain robots ka use hum mobile k oper nahe ker sagty hain app us ko computer k zareay apny account k oper lagaty hian our us k leay app ko one terminal lena hota hain k jes say jab ap set ker dty hain apny account k oper to pher us ko mobile pay apna account log in ker k mobile pay bhe trades ko diekh sagty hain but us main changing hum pher computer say he ker sagian gay ager app khud trades ker k rahy hain to pher us ko to app mobile k oper manage ker sagty hain likin robot k oper set account ko sirf diekh sakty hain. Moreover, robot automatic system hay jo kah meta trader main set kr dia jata hay aor is say robot order place karta hain. order close karta hay kabhi profit main kabhi loss main aisa chlta rhta hay awar robot kay liay pc ka on rkhna importnat hay kion kah jb pc on na ho ga to robot kam na kary ga aor robot trading use krna nhi chhy trader ko khod apny experience say trading ko tawaja dana chhy aor forex trading main koi mushkl na hay trader khod acha profit earn krta hainn. Awar trader ko robot woh use krna chhy jo k profitable hon trader robot ka phly result check kray agr robot say profit earn ho rha hay phr regular use kar kay trader khuch relax feel kar skta hay agr robot ko aisy trader free main chor detay hain.
Importance
Fellows,
Esski importance b hain. robot loss he detay hain bohat risky hotay hain robots, robot automatic system hay jo kah meta trader main set kr dia jata hay aor is say robot order place karta hay order close karta hay kabhi profit main kabhi loss main aisa chlta rhta hain. Awar robot kay liay pc ka on rkhna important hain q k k jub pc on na ho ga to robot kam na karay ga aor robot trading use karna nahi chahiye trader ko khod apnay experience say trading ko tawaja dana chahiye aor forex trading main koi mushkl na hay Forex trading members knowledge or experience ke sath apko trading Karni chahiiay. Other than aap ko bonus account mein robot software use karne ka bhi fayda nahi hai low capital deposit pe itna expensive robot use karna Koi dekhey kabil nahi ho sakta hain. So why robort aik software hota hain k jis main hum programing kar dety hain k market mai kab entry leni hai aor aus mai kab exit hona hai ais mai ye hai k hum jab koi robort buy karty hai to aus ko use karny k liay hum ko pc ki zarort hoti hai kun k mobile par koi bhi robort use ni hota ais liay agar ap ne robort par trade karni ho to ais mai ap ne pc par trade lagani hoti hai, ais market mai agar ap ne koi robort use karna hai to phy ye dekh ley k wo robort kon sa hai aor aus ne kaisy kaam karna hai kun k diffrent types k robort hai jo ap k account par trade lagaty hai aor aun se ap ko ye faida hota hai k ap aus mai koi trade lagwaty ho to ap ko ye pata ho k ye scaping trade lagata hai ya hedge par kaam karta hai aus k baad ap aus ko real account par use kary to ap ko loss ni ho ga awar aus ko safety k tawar pay use kia jata hain.
Conclusion
Fellows,
Last main ye k Robot trader ko mobile terminal may bee aap use ker sektay hain. And PC par bhi aap iss ko use ker saktay hain. So robot automatic system hay jo kah meta trader main set kr dia jata hay or is say robot order place karta hay order close karta hay dekhain brother robot trading avoid kerna chahiye aik robot aap ko profit bhi dilwaa sekta hay lekin aap ko loss bhi kerwa sekta hay aap robots per kaabhi bhi rely nahi ker sektay hain aik to unn ko itna mehanga buy karna paddta hain. aksar fake robot hotay hain loss kerwa detay hain to aap khud trading seekhain ager robot lena hain to acha say officially tawar pay lena chahiay.
Thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим