Aslam o aliakum,
Intersection:-
Dear forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear friends Bearish Stalled aik candlestick chart pattern hai jo market kay uptrend main banta hai yeh humin market ka bearish ki traf reversal ka signal batata hai.is pattern ko hum deliberation pattern bhi kahtay hain yeh pattern market ka chart main banta hai aur price chart main show karta hai open aur close price market ki aur high aur low ko show karta hai aik specific period main is pattern ko bearish Stalled pattern ka name is liya diya gaya hai kay yeh market kay chart main aik resemble candle or wick sa banta hai.yeh Stalled pattern humain batata hai kay market ka traders is main profit karna ka liya quick turn ho ga aur short term trade ko enter karay ga.
[ATTACH=CONFIG]n12588822[/ATTACH]
Bearish Stalled Candlestick Pattern ki Tafseeli Wazahat
Bearish stalled candlestick pattern ik bearish reversal pattern hai jo uptrend kay end ma appear hota hai or ye signal deta hai jay market ka bullish trend khatam hony wala hai or market bearish side par move karny wali hai. Secondly ye hamy ye bi information deta hai kay market ma pehle bullish sentiment tha or es pattern kay appear hony ki waja sy ye bullish sentiment bearish sentiment ma convert ho chuka hai. Ye pattern bullish trend kay reversal ko show karta hai. Bearish stalled pattern ko ham delibration candlestick pattern kay name sy bi janty hain. Jesa kay pehle discuss ho chuka hai ye pattern three candlesticks par base karta hai. Ye sari candlesticks bullish hoti hai or har candlestick previous candlesticks sy size ma small hoti hai jo hamy indicate karti hai kay market ma bullish trend time kay sath sath weak hota ja raha hai.
[ATTACH=CONFIG]n12588823[/ATTACH]
Bearish Stalled Candlestick Pattern ki Pehchan
Bearish Stalled pattern ka reversal ko market main pura din dakha jaye ga is time yeh indicator kay tor par kam karay ga yeh shift karay ga trading strategy ko.yeh bearish Stalled market main reverse tab ho ga jab yeh market main uptrend main banay ga is kay bannay say phelay jo market ki candles ka high or low ho wo market main higher ki traf move ho ga.Bearish Stalled Candlestick Pattern market ka chart ka uptrend ma three candles say mil kar banay ga jo market main specific criteria ko follow karay ga yeh theeno candles market main white colour ki ho gi.jo is pattern ki first candle ho gi wo open or close is ka previous candle ka high main ho gi.aur jo second candle ho gi is pattern ki wo high main ho gi is pattern ka first candle say aur close bhi first candle ka high main ho gi

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим