Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai
    Money management aur risk management hay mein new traders ko koi sahih guide line nahin milti iss cheez ko samnay rakhtay huay mein nay aik new thread money management aur risk management kay name sae banaya hay yeh thread forex universities kay sub forum kay encyclopedia main hay aap wahan say search ker kay is topic ko study ker saktay hain
    Her trader aap ko 1% ya 2% risk lenay ka kahay ga lakin koe bhi iss ka tareeqa kaar nahin bataye ga iss lye dostoun ki zaroorat ko dekhtay huay aap kay lye aik informative post ki hai umeed hai aap ko pasand aye gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

    Gee madam aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hay oor ager aap aap mehnaat ker say ager asp ki mehnaat rahghan nai jati.
    • #3 Collapse

      Re: Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

      bahut acchi aapane baat share Kiya isko money donon ko Maine Jise karna bahut jyada Jaroori Hai Isko money main Jogi To Ham Kamyab trader Ban Jaenge Hamesha Kamyab Drama School money ko manage karta hai use acche tarike se Sahi manage Karke Hi Kam Karta Hai hamen bhi race code Apne money ko Jyada Se Jyada Behtar tarike se manage karn hai
      • #4 Collapse

        Re: Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

        Gee haan forex mein risk aur money donoun ko manage kerna bahut zaroori hai agar hum risk ko manage kertay hain tou humain forex trading mein koi mushkil pesh nahin ati aur agar sath mein money management kertay hain tku uss sae humari trade kay best parameters set hotay hain jis sae humain profit bhi acha hota hai aur humara account bhi safe rehta hai
        • #5 Collapse

          Re: Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

          forex main hamy high amount invest kar ky kam karny ka risk lyna chahey per he hum acha profit hasil kar sakty hain forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is main live trading karty hain or hum is main sada urdu main trading karty hain hamy is main knowledge or experience ky sat kam karna chahey per he hum kamyabe hasil kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

            forex aik risky business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy risk or money ko achy sy manage kar is main mehant sy kam karna ho ga pher ji ham successful ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti
            • #7 Collapse

              Re: Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

              forx aik online karobar he jis mein hum live trading kerty hoy earning kerty hoy forex aik kamyab karobar he jis mein hum apni life ke needs ko pura kerty hoy hum trading mein hum jaldi se trade lagny ke ley hum confidence ke sath trade lagaty hein or earning kerty hein forex earning learning kerny ka zarya he forex aik kabi na bulny wala karobar he forex aik live trading he
              • #8 Collapse

                Re: Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
                Money management aur risk management hay mein new traders ko koi sahih guide line nahin milti iss cheez ko samnay rakhtay huay mein nay aik new thread money management aur risk management kay name sae banaya hay yeh thread forex universities kay sub forum kay encyclopedia main hay aap wahan say search ker kay is topic ko study ker saktay hain
                Her trader aap ko 1% ya 2% risk lenay ka kahay ga lakin koe bhi iss ka tareeqa kaar nahin bataye ga iss lye dostoun ki zaroorat ko dekhtay huay aap kay lye aik informative post ki hai umeed hai aap ko pasand aye gi
                Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein kamyabi Hasil karne ke liye risk management aur money management bahut jaruri hai sirf aapko Apne capital ke Ek percent per hi risk Lena chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

                  hamy risk lena ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai students be kam kar sakty hain forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain forex aik amm busienss ke nisbat acha busienss hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

                    g han bhai ap ki bat achi hai risk mangement ko control karna bohut zrori hai risk lainy say pehly ap ko aik profpr plan karna chaheay k main inty percent riks laina hai ap ka risk 2 % say ziada nahi honi chaheay per trade phir he ap achy risk level main hongy aur ap ki moey bhi kam say kam risk main mange ho gee es lea p ko dono chezon ko mange kar k kam krna chaheay forex main.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk aur money donoun ko manage kerna zaroori hai

                      Forex trading main kafi sari chezen hain jo kay new trader ko nahi pata hoti jesay ap nay kaha kay money aur risk management do alag chezen hain jo kay manage kerna hoti hain. aur is main tesri cheez risk aur reward ratio bhi hoti hay jo kay trader ko set kerna hoti hay. kabi bhi kam risk aur reward ratio wali trade nahi kerni chahye. is say account grow nahi kerta.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X