Ellott Wave in Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ellott Wave in Trading
    Ellott Wave in TradingClick image for larger version

Name:	3.jpeg
Views:	13
Size:	45.4 کلوبائٹ
ID:	12778653

    Introduction


    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	20
Size:	42.7 کلوبائٹ
ID:	12778651


    Dear Fellows,

    Trading market main Elliot wave technical analysis ki aik form hain. Ralph Nelson Elliot nay ess ko banaya tha. Elliot ka khial tha k markets ka pattern repetitive (bar bar dohranay wala) hain. jiss ki base par us nay apni ye theory pesh kee awar ess k mutabiq market Waves main chalti hain. Ye waves traders ki trading psychology kee waja se bantay hain kay traders aik khas waqt mein market ko kesay dekh rahay hain. Basically Elliot wave ki two types hain Impulsive and Corrective, Impulsive waves hamesha trend ko follow karain gi, jis kay 5 patterns hongy (e.g 1,2,3,4,5). Agar wave 3 impulsive ha to lazmi wave 1 aur 2 bhi isay follow karain gi, chahay us waqt wave 1-2 wave 3 kay opposite hi kyun na hon lekin kuch time baad wo lazmi wave market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gi aur ye waves market main use hoti hain so hamain is k bary main planing kar k hi trade karni ho gee. Tab tab hee hum run karein gay aur hamain is k bary main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur is forex main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forex main analyse karein gay tab hi hum market main kamyab ho sakty hain aur jab tak hum is main analyse kar k enter nai hon gay is main kam karny main bi koi faida nai ho ga so hamain market main pattern ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess paa sakty hain. Mazeed ye kforex main plane kar k hi trade karni ho gi aur is forex main experience ho ga tab hee hum run karein gay aur waves ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade lga skaty hain aur market main is k bary main knowldge ho ga tab hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain ess main faida ho saky ga aur hamain makret main ess k bary main demo main practice karna ho ga ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forex main analyse karein gay tab hi hum is forex main earn karny k kabil ho sakty hain so hamain ess k rules ko follow karein gay tab hi hum achi trade kar sakty hain aur loss bi kam honay k chnce hoty hain.

    Fawaaid

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	13
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12778652


    Fellows,

    Ess k fawaid b hoty hain. market main enter hony say pahly is k waves ko dekh k hi trade karni ho gi aur markt main analyse kar k hi trade karni ho gee. tab hi hum is main trade lga sakty hain aur is say hamain profit hasil kar sakty hain aur is forx main ye waves move karti hhi rhti hai so hamain ess k movement ko dekh k trade karni ho gee so why achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gee aur market main is k bary main planing karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi muskil na ho saky gi aur is forex main kam karny main bi faida ho saky ga aur elliot wave trading main es point ko kahty hain jis main aik graph ko dekha jata hai or yah eliiot trador ki trading theory ko chek karty howe bnati hai jis main hum yah kah skty hain es main jo graph bnat ahia wo serioun ki traha bnta hai or es main har trador ki trading style k sath make and breakhoti hain. Pir es main jis jis trah trading ki jati hai soi trah se serioun main izafa hota hai or wo change ho jati hain es liye elliot main aghr trading ki jati hai tu es main tading k ayah fida hota hai k har trador es main apbi tading ko chek karty howe trading karta hai jis ko wo khud analsye kar skta hai or os serioun ko follow kar k hum achi trading k bad essko lay k aa sakty hain.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.jpeg
Views:	13
Size:	45.4 کلوبائٹ
ID:	12778655

    Fellows,

    Elliott Wave theory ikk planning Hai k Jis ko one scientist ne maintain kiya tha. Pir Jisko Hum follow kar sakte hain usko acche se study kar sakte hain Jab iski study karna mareli complete ho jayega Hamar isme perfect information be increased ho jayegi Hum isko acche se manage kar sakte hain Uske market ko Idea nikalne Mein working karne mein Hame bahut madadgar sabit hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	11
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12778654

    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse



    Trading Mein Elliott Wave Nazriya:

    Elliott Wave Nazriya ek mashhoor technical analysis ka tareeqa hai jise traders istemal karte hain taake wo potential market trends aur reversals ka pata laga sakein. Ralph Nelson Elliott ki taraf se 1930s mein tashkeel paya, yeh nazriya is idea par mabni hai ke market ke prices mein dohraye gaye patterns ya waves hote hain.

    1. Impulse Waves aur Corrective Waves: Elliott Wave Nazriya market ke movement ko do mukhtalif qisam ke waves mein taqseem karta hai: Impulse waves aur Corrective waves. Impulse waves market trend ki asal raaste ko darust karte hain, jabke Corrective waves counter-trend movements hote hain.

    2. Five-Impulse aur Three-Corrective Structure: Elliott Wave cycle paanch-wave impulse phase aur teen-wave corrective phase se banta hai. Impulse phase mein teen advancing waves hoti hain (jo 1, 3, aur 5 ke tor par label ki jati hain) jo ke do corrective waves (jo 2 aur 4 ke tor par label ki jati hain) se separate hoti hain. Corrective phase teen waves (A, B, aur C) ko shamil karta hai.

    3. Fibonacci Ratios: Elliott Wave Nazriya aksar Fibonacci ratios ko istemal karta hai takay waves ke potential length ko tay kiya ja sake. Yeh ratios, jese ke 0.618 aur 1.618, ko aam tor par market movements mein natural patterns ko reflect karne wale mana jata hai.

    4. Wave Counting: Traders wave counting ka istemal karte hain takay wo Elliott Wave cycle ke andar maujood mojooda position ko pehchan sakein. Waves ko sahi tarah se pehchanne se market mein reversal ya continuation points ka andaza lagaya ja sakta hai.

    5. Wave Rules: Elliott Wave Nazriya ko kayi qawaneen nazar andaz karti hain, jin mein waves ki lambai aur muddat ke liye hukmarani shamil hai. Misal ke tor par, Wave 3 aksar lambi hoti hai aur kabhi bhi shortest nahi hoti impulse waves mein.

    6. Amli Tajaweez: Traders Elliott Wave Nazriya ko mukhtalif maali asaar mein istemal karte hain, jese ke stocks, forex, aur commodities mein. Patterns aur wave counts ko pehchan kar unhe entry, exit, aur risk management ke baray mein maalumat hasil hoti hai.

    7. Mehdoodiyat: Jabke yeh aam tor par istemal hota hai, lekin Elliott Wave Nazriya subjective hai aur taweel karne ki ijtima'at ka muqabala karta hai. Mukhtalif mutafiqeen mukhtalif wave counts ko pehchan sakte hain, jo ke tajaweez mein fark paida kar sakte hain.

    Ikhtitam mein, Elliott Wave Nazriya traders ke liye ek mukammal tool hai jo market trends aur reversals ko samajhne ki koshish karte hain. Safalta hasil karne ke liye wave patterns, ratios, aur tajaweez mein maharat hasil karne ke liye gehra ilm aur mustaqil amal ki zarurat hoti hai.


    اب آن لائن

    Working...
    X