High Leverage in Same Trade
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High Leverage in Same Trade
    High Leverage in Same Trade

    Introduction


    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	25
Size:	31.4 کلوبائٹ
ID:	12778471


    Dear Fellows,

    We know k forex teading main lverage kaa concpt bahot important role play karta hai. Ye k leverage ka main or eham kam yah hota hai hum small balmce ks ath bhi internationl currencies main trdaing kar skty hain or paisa kama skty hain tu aghr hum kam lverage ks ath trdaing karty hain tu bhi hmain oska fada hota hai or aghr hum high leverage ks ath trdaing karty hain tab bhi hum apni main ziada eraning kar skty hain than humko forex main tdaing karni hai tu hmary liye main point yah hota hai k hum achi or miyrai trdaing karen q k jub tak hum khud expert trdaing nahi kar skty hum kbhi bhi achi eraning gain nahi kar skty hain or na he high leverage ko manage kar skty hain or ayse he hum loss krwa bethty hain. Mazeed ye k Forex trading main leverage ka bohat eham kirdar hay agar to ap Forex main bohat ziada experience rakhtay hain aor ap ko Forex trading ka acha khasa knowledge hay to ap big leverage size laga kar big trade start kar saktay hain. Ess k ilawa koshish karni chahiay k small leverage say hi trade open karni chahiay lot size aor leverage two different tools hain. Forex trading kay liay jo traders ko investment kay liay amount darkar hoti hay woh bohat ziada hoti hay example kay tor par agar aik lot trade volume rakha jay to us kay liay taqreban12000$ ki zarorat hoti hay lakin itni bari raqam traders kay pas nahi hoti is wajah say woh trade open nahi kar sakta jab k Forex trading broker aik saholat daita hay k us say ham bohat kam amount say bhi trading kar saktay hain yehni agar hamaray pas 200$ bhi hain ham trading kar saktay hain is main yeh ho ga k 100$ say baqi raqam 10000$ broker apni taraf say trading main invest kar day gaa to jab trader ko profit earn ho jay ga to woh apni barrow money wapis lay lay ga isay leverage kehtay hain trader ko trading main loss ho jata hay to jab yeh loss us limit tak pohnch jata hay k broker ki borrowed money khatray main parh jay to broker trade close kar deta hain than apni borrowed money wapis lay lata hay ess say loss ho sakta hain.

    Applicability

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	14
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12778472


    Fellows,

    Forex trading main lot size infact trade volume ko kehtay hain k jisko trader trade start kartay howay set karta hay k jis main 1 standard lot set karnay say profit and loss 10$/Pip kay hisab say hotay hain agar market one pip up move karti hay to 10$ hamain profit ho ga aor agar one pip down move karti hay to 10$ hamain loss ho ga isi taran mini lot 0.1 main 1$/pip, micro lot main 0.10$/pip and mono lot main 0.01$/pip hota hain jo k new trader forex trdaing main apko jub apna ccount bnan hota hain. So why uss main leverage ko ahtiyat se set krna hota hai q k forex main apki leverage he apko kamyab bnati hai lverage set karty waqt sub se aphly apko pany expiernce k mutabik set krni chahye leverage aghr ap hig rakhty hain tu apki trdaing ka expiernce bee acha hona chahiay q k high leverage main jub loss hota hai tu wo loss bhi bara hita hai jis ko har trador afford nahi kar pta hai high leverge main loss hony se apka account foran wash ho jta hai tu apni trading main leverage ko apny expiernce k mutabik set karen jub ap aisa karty hain tab he ap apni trading main izafa krsakty hain.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	13
Size:	25.8 کلوبائٹ
ID:	12778473


    Fellows,

    Infact ek hi trade mein high leverage lagana theek Nahin Hai played mein badi lot size lagakar trade ko open karna bahut badi bevkufi hai Kyon Kyon Forex trading main agar aap badi badi lot size use karte hain to aap ki ek trade bhi galat ho jaaye to Aapka account wash ho sakta hain. So why backup Palace rakhen aur 4x Mein less lot size use Karen aur multi page per trading Kary so aapko munafa Hasil Ho sakta hain. Agar Kisi pair per aapko profit Hasil Naam Hi vah Ho Tu Bhi aapko Kisi dusre pair per profit Hansi ho sake isliye multitrade Karen aur ek hi currency per na Karen aur Badi lot size mat lagaen lot size Chhote lagaen Taki aapko profit ho aur Agar nuksan huwa to lose hosakta hain. hum aik hi trade par kafi zayda lot laga ley kun k ais market mai hum agar high leverage wala account open arty hai to hum ko ais mai ye dekhna chaye k hum ais mai jab bhi trade lagye to atni zayda lot use na kary jis se humry pass free margin baqi na rahy ais market mai jab hum lot bahot bari use karty hai to hum ko agar thora bahot loss ho raha hota hai to hum aus mai mazeed trade ni laga sakty magar ais mai hum agar phly thori lot use kary aor aus k baad hum ko ess main agar loss ho raha ho to ussi mai hum ko ye faida hota hai k hum ais mai mazeed lot laga lety hai ais mai agar hum high leverage account use kar rahy hai to hum ko ais mai apni lot par control rakhna chahiay.


    Click image for larger version

Name:	4.jpeg
Views:	15
Size:	47.3 کلوبائٹ
ID:	12778474
    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    High leverage in same treading introduction
    forex teading main lverage kaa concpt bahot important role play karta hai. Ye k leverage ka main or eham kam yah hota hai hum small balmce ks ath bhi internationl currencies main trdaing kar skty hain or paisa kama skty hain tu aghr hum kam lverage ks ath trdaing karty hain tu bhi hmain oska fada hota hai or aghr hum high leverage ks ath trdaing karty hain tab bhi hum apni main ziada eraning kar skty hain than humko forex main tdaing karni hai tu hmary liye main point yah hota hai k hum achi or miyrai trdaing karen q k jub tak hum khud expert trdaing nahi kar skty hum kbhi bhi achi eraning gain nahi kar skty hain or na he high leverage ko manage kar skty hain or ayse he hum loss krwa bethty hain. Mazeed ye k Forex trading main leverage ka bohat eham kirdar hay agar to ap Forex main bohat ziada experience rakhtay hain aor ap ko Forex trading ka acha khasa knowledge hay to ap big leverage size laga kar big trade start kar saktay hain. Ess k ilawa koshish karni chahiay k small leverage say hi trade open karni chahiay lot size aor leverage two different tools hain. Forex trading kay liay jo traders ko investment kay liay amount darkar hoti hay woh bohat ziada hoti hay example kay tor par agar aik lot trade volume rakha jay to us kay liay taqreban12000$ ki zarorat hoti hay lakin itni bari raqam traders kay pas nahi hoti is wajah say woh trade open nahi kar sakta jab k Forex trading broker aik saholat daita hay k us say ham bohat kam amount say bhi trading kar saktay hain



    Advantage and Disadvantage
    trade mein high leverage lagana theek Nahin Hai played mein badi lot size lagakar trade ko open karna bahut badi bevkufi hai Kyon Kyon Forex trading main agar aap badi badi lot size use karte hain to aap ki ek trade bhi galat ho jaaye to Aapka account wash ho sakta hain. So why backup Palace rakhen aur 4x Mein less lot size use Karen aur multi page per trading Kary so aapko munafa Hasil Ho sakta hain. Agar Kisi pair per aapko profit Hasil Naam Hi vah Ho Tu Bhi aapko Kisi dusre pair per profit Hansi ho sake isliye multitrade Karen aur ek hi currency per na Karen aur Badi lot size mat lagaen lot size Chhote lagaen Taki aapko profit ho aur Agar nuksan huwa to lose hosakta hain. hum aik hi trade par kafi zayda lot laga ley kun k ais market mai hum agar high leverage wala account open arty hai to hum ko ais mai ye dekhna chaye k hum ais mai jab bhi trade lagye to atni zayda lot use na kary

    اب آن لائن

    Working...
    X