Demo Trading
Introduction
Dear Fellows,
Sab say basic cheez Demo trading more important hain. trading seekhny k liay best tareeqa hai jo traders demo account par practice karty hai un ki trading achi hoti hai. Sab traders ko demo trading zroor karni chahiye ta k unko trading ki smajh ajaye wo b bina loss k hum kr sakty hain.Demo trading karty waqt kuch cheezo ka kheyal rakhna chahiye. Awar Demo trading ko demo ki trha nai bal k live trading ki trha kary ye mat samjhy k agar loss huwa b to kuch nahi hoga bal k us money ko real hi smajh kar kary trading. Mazeed ye k Demo trading tab tak karty rahy jab tak ap ki trading achi na ho jab apko loss bht kam ho tab live account open kary. Trading account me utny hi dollars sy trading kary jitny ap Forex market ke trading koi game ya phir bachon ka khel nahi hay jo har koi bina seekhy ya jaany kar sakta hay. Trading main kamyaabi k ly kafi achi koshish aur mustanad mindset ke zaroorat hain. us ka andaza aap apbi demo account ke trading sy laga sakty hain. Demo Account ka sab sy pehla faida hmain forex trading main kaam karna sikhaata ha. Ham demo par practice karty hain k order kesy lagana ha aur kesy close karna hai. Aur chart weghra kesy open ya use karny hain. Mazeed ye k Jab ibtedaai cheezin aap seekh lety hain to phir us kay baad aapko apny account ke management seekhny ka moka milta hay aur aap achi tarha sy management seekh sakty hain. Kun kay leverage jesi sahoolat ke wajha sy aksar log yahan loss karty hain. Initially seekhny kay baad aap demo par apni strategy test kar sakty hain. Jo bhe aapke Strategy hay agar wo demo par kamyaab nahi hoti to aap usy dobara sy change kar k test kar sakty hain. Sab sy achi cheez ye hay k demo aap ko bilkul free use karny diya jaata hain so es sy aapko acha khasa experience ho jata ha. Jab aap real account use karty hain.
Importance
Fellows,
Ye to confirm hain k basic trading Hum demo account se hasil kar sakte hain. Pir jub Ham driver training karte Hain to usko apni investment wale account ki tarah manage karne Taki humko demo kaun se achcha experience le kar sake aur isase hamen pata chal sake ki hamari trade kis tarah jayegi demo se hamen bahut jyada experience hasil karta hai. Moreover, after that hum soch ke maker demo account trading Karen Ham account per II jyada se jyada profit hasil karne ki koshish karen isase hamare experience mein hisab hoga demo practice karne se hamen bahut achcha fayda hota hai aur ham apni trade bahut acche se laga sakte hain aur isase fayda hasil kar sakte hain isiliye hamen sabse pahle demo account per practice karni chahie aur uske Instaforex ka demo trading account trading seekhnay ka aik bohat acha aur reliable helping tool hai. When new traders forex ko parhna aur samajhna shuru kertay hain tou ye demo trading account he hotay hain jo new traders ya beginners ko real time mai trading ki practice kerwata hai. Ess k ilawa Traders jab koi new baat ya technical cheez seekhtay hain tou usay demo trading account mai practical ker kay samajhna bohat asaan hojata hai. Instaforex mai demo trading account 100$ ka bhi bann sakta hai jo kay ziada behtar rehta hai kiyu kay demo trading account jitna kamm balance wala hoga utna he trading pratice aur training mai balance kamm honay ki wajah say real ki tarah trading hoti hai. Jab tak demo acount pay kaam krty hain hum acha learn krty hain.
Conclusion
Fellows,
To ye natija nikalta hain k forex trading business mein new trader k liye demo account ki buht ziada ehmyeet hy kiok jo log demo account par practice kar k real account mein trading kartay han wo log hi forex trading business mein successfull trader ban saktay hain and demo account par practice itni karni cahaiye js see achi skills hasil ho aur trading ka ziada say ziada experience hasil ho k demo account par new trader practice karain tu learning knewledge aur experience hasil kar saktay han aur demo account par practice kar k apni skills ko improve kar saktay han aur demo account par practice kar k market ko samjh saktay han new trader demo account par jtni ziada practice karain real account mein tab hee success ho saktay hain and demo account par practice esss traha karni cahaiye k demo account ko roz trading k liay use kr k practice kary. Ess say trading main help b mol saktibhain awar real main hum acha profit easily paa sakty hain.
Thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим