Fluctuation in Forex Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fluctuation in Forex Market
    Fluctuation in Forex Market

    Introduction


    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	14
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12778067


    Dear Fellows,

    Ye Forex market ekk international market hain and ess main jo be pair trading ke liey hote hainn un sb mein rozana up down hota he aur yeh up down world level pr hone wale currencies ke demand aur supply pr hota he aur agr kse currency ke demand ziada ho aur us ke supply thore ho to us ke price ka level boht up hota hain. aur ess trah kse trading pair ke demand kam ho aur supply ziada ho to rate boht girne lg jata he aur es trah forex trading market chlte rhte he aur in forex market ke fluctuations ke waja ap ko smjh a gae ho ge k jab demand ziada ho ge aur supply km ho ge to saf bat he rates up hon ge aur yeh forex market fluctuations world level pr hone wale updates news aur data ke waja se hote hein aur in ko trader ke lie smjhna zarore hota he aur jb trader market ke sahih updates ko smjh kr trading krta hain. Pir jab market main boht big movement hoti hain awar ess ki waja international crisis hoty hain and in fluctuations ko trader smjha kry and trader ko yeh baat mind main rkhna chhy kah trading main jo woh work kary ess ko phly sahi tareeqy sy study kary ess main good experience ho awar forex market ki jo asr andaz honay wali news aor dosry impacts jo forex market ki fluctuations ka sbb bnty hain aor trader ko market main jb trading krni hai to forex market ki sb things ko understand krna bhi must hai jab trader professional work kray ga aor trader forex market main hr things ko sahi methods ka use kary kay trading karta hay trader ko trading main in market flucuations sy faida hota hain.

    Strategy

    Click image for larger version

Name:	2.jpeg
Views:	11
Size:	37.2 کلوبائٹ
ID:	12778068


    Fellows,

    As a trader ye k news ko dekh k hum sucess hon gayy. forex main anlayse kar k hi hum real main achi trade karein gay aur is forex main mind ko fresh karein gayy tab hi hum sucess hungy aur forex market k bary main informtion hasil kar k hum achi trade karein gay to market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market k bary main experience hasil kar k hi hum real main acha perform karein gayy aur news hamain markt k baryy main information dety hain so hamain sucess hasil hon gay and market main enter hony say pahly is k bary main greed ko avoid kar k hi hum real main trade karny k lye boht hee experience kaa hona boht hi zarori hota hain aur hamain market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur ess say boht hi acha earn karein gay market main information hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hi hum run karein gay ta k loss kam ho saky ga ta k achi trade karny main b asani ho saky gi and ess say faida ho saky ga ta k earning karein gay aur ess say trading main izafa hoga.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	11
Size:	20.1 کلوبائٹ
ID:	12778069


    Fellows,

    Jab trading main hum sucess hon gay aur market main enter hony say pahly is k bary main greed ko avoid kar k hi hum real main trade karny k lye boht hi experience ka hona boht hi zarori hota hai aur hamain market main up aur down ko dekh k trade karni ho gi so why achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is say boht hi acha earn karein gay market main information hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hi hum run karein gay ta k loss kam ho saky ga ta k achi trade karny main b asani ho saky gi aur is say faida ho saky ga ta k earning karein gay aur is say trading karty waqt achnak se jo market k otar charhao ki boht se wajohat hoti hain jin se sub se pahly jo wjah bnti hai wo deand or supply hai jis ki waja say market main up and down hota hai es liye es bat ko dehan main rakhty howe trading karni chahye es k ilwa forex ki market main kisi bhi bhi molk k siyasi or ,mohashi halat bhi market ko chage kar jaty hain jis ki wajh se market taizi se move karti hai or apko loss or profit hota hai es trah ki changing se market b flactate kar jati hai or market nichy oupr aati hain.

    Click image for larger version

Name:	4.jpeg
Views:	13
Size:	91.4 کلوبائٹ
ID:	12778070

    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse



    Forex Market mein currency exchange rate ki tawanai, yaani "fluctuation," currency pairs ki trading mein hote hain. Yeh woh samay hai jab ek currency ki kimat doosri currency ke mukable me badalti hai. Fluctuation forex market ka inherent hissa hai aur kai factors ke prabhav se hoti hai. Jab currency exchange rate mein fluctuation hoti hai, to iska matlab hai ki currency ka price upar ya niche jaa sakta hai. Yeh fluctuations kuch chizon par adharit hoti hain:
    1. Arthik Suchna (Economic Data): Arthik suchna jaise GDP growth rate, employment rate, aur consumer price index (CPI) ke badlav currency exchange rate par prabhavit karte hain.
    2. Mehangai (Inflation): Mehngai ki dar ek currency ke value par bada prabhav dal sakti hai. High inflation ki sthiti mein currency kamzor hoti hai.
    3. Rajniti (Politics): Rajniti ke ghatnayein aur political stability ya instability bhi currency exchange rate par asar dal sakti hain.
    4. Antarashtriya Vyapar (International Trade): Vyapar ki sthiti, trade surplus ya deficit, aur tariff changes currency exchange rate ko prabhavit karte hain.
    5. Videshi Nivesh (Foreign Investment): Videshi nivesh aur capital flows bhi currency exchange rate mein fluctuation paida kar sakte hain.
    6. Rannitiyan (Policies): Sarkari policies, jaise fiscal policy aur monetary policy, currency exchange rate par prabhavit karte hain.

    Fluctuation se traders profit kamane ka prayas karte hain. Traders currency ke movement ko analysis karte hain aur unka prediction sahi ho to woh trading profits earn karte hain. Lekin yeh risky bhi ho sakta hai, kyun ki currency market unpredictable hoti hai. Fluctuation ko samajhna aur us par sahi tarah se react karna traders ke liye mahatvapurn hota hai.


    اب آن لائن

    Working...
    X