Trading with Good Analysis
Introduction

Dear Fellows,
Humko maloom hain k forex trading aik boht he acha or intresting business hai jis main hum apni trading say bethy he eraning kar skty hain. forex main earning aghr kisi bhi person ko chahe tu osy apni trading ko bahtr or miyari krna hota hai forex main best trading apki tab hoti hai jub apki trading market k hisab se ki gai hoti hai q k jub hum ny online market ko follow krna hai tu market ko smjhny ki ability bhi honi zarori hai. Like k jis sse hum apni trading kar skty hain tu hmaisha apni rading achy analysis k sath karen jis say forex trading aik best online trading ka business hai jis main hum online market ko follow kar k trading karty hain es liye aghr hum market ko achi trha analysis kar k rading karen tu hum bari achi trading kar skty hain forex aik risky business hai es liye hmain apni trading main risk ko mange kar k trading karny se he kamybhi milti hai. Cause jub hum bara risk lety hain apni trading main tu loss hony par hmara ccount bhi wash ho jata hai apny account ko wash hony se aghr bachay tabahi tu hmain apni trdaing ko achy analysis k sath trading karny se he kamyab ho skty hain qk jub hum achy anlaysis kar k trading karny se hmari trading main risk kam hita hain.
Importance

Fellows,
Importance esski market main apni jaga hain jo k apni trade ko open karne se pahle market ko analyse karna hoga aur uske bad Agar acchi entry mil jaaye to apni trade ko open kar le Nahin to vate Karen acche in tarika aur jab apni trade ko open kar den to ek time table Banakar kam Karen trade Lagane ke Darmiyaan mein bhi apni e analyse karte rahenge ok sometime Aisi news public Ho Jaati Hai Jiski vajah se aap ke technical analysis fail ho Jaate Hain aur aap ko pata nahin chalta aur Market ki ekk achee business hain hamy is mai analysis ko use kar k kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum pairs mai or currency main work kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kaam kari sakty hain hum is mai agar gaar mayre kam kary gy to hamy bonsu be km he hasal ho ga forex aik acha business hain forex mai analysis ke three types hain hamy in ko kabe be ignore nahi karna chahiay. Q k forex market main baghair analysis ky trade open kerty hain tou ho sakta hai hamari good luck ki waja sy hamain kisi aik trade main acha profit bhi hasil ho jaey lekin kabhi bhi aesa nehi hota ky ham forex market main continue baghair analysis k trade open kerty rehain awar hamain her open ki jany wali trade main profit hasil hota rehy normal analysis kerny sy bhi ham apni investment per bahot bara risk lety hain ky just market ko read ker ky trade open kerny per loss ho jata hai jo increase hi hota rehta hain lekan agar ham forex market main kisi bhi pair main trade open kerny sy pehly market ka chart open ker ky achay say technical analysis ker lety hain than hamain loss hony ky chances decrease Ho jaty hain ky hamain acha analysis kerny per trade open kerny sy acha profit hasil ho sakta hai so hamain sirf technical analysis kar leny say all trade main profit hasil nehi hota sath main hamain fundamental analysis bhi kerna perty hain ky jab ham both technical aur fundamental analysis ker lety hain to hamain maximum trading karni chahiay.
Conclusion

Fellows,
Hum ye conclude kary k aghr hum apni trading market k hisab se karen or achy analysis karny k baad karen tu hmain apni trading main loss hony k chnaces kam hoty hain q k jub hum market ko achi trha smjh kar k trading karty hain tu hmain loss hony k chnaces kam ho jaty hain or hum apni trading ko bhi bahtr kar skty hain hmaisha apny knolwedge k hisab se he hum apni trading main risk k sath kam akren q k jitna risk hota hai otna he hum apni trading main loss hony k chances kam se kam hoty hain tu hmaisha apni trading main market k hisabs e am karen market k aginst jub hum work karty hain tab he hmain loss hota hai achy profit k liye zarori hai k hum apni anlaysis ko judge karty hain.

Thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим