Trading in Gold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading in Gold
    Trading in Gold

    Introduction


    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	25
Size:	143.4 کلوبائٹ
ID:	12777868


    Dear Fellows,

    Trading market main gold trading bee baki trading ki tarha aap kar sakty hain. Jis tarha aapko others currency pairs par trading karney kay liey analysis karna hoty hain aur ye pata lagana hota hain k kwan say pair ko kon kon say factors move karwaaty hain essi tarha say gold kay baary main bhe aapko research karna hoti hai aur analysis karna hoty hain. Agar market main pips k lehazz say dekhaa jaay too phir gold ma movement kafi zaida hoti hai. Aur jahan currency daily 70 say 100 pips move karti hai wahan gold main takreeban daily 800 say 1000 pips ke movement hoti hain and gold main currency pairs kay hisaab say spread bhee zaida hota hai. Jo bunyaadi wajha hai jis say har koi gold ke trading say mana karta hai k gold main us tarha lot ka istemaal nahi kar sakty jis tarha baki currency pairs par karty hain. Aur gold par trading karney kay liey money management ko lazmi dekh kar chalna parta hai. Nahi to gold aapkay accnt ko bht buri tarha mutaasir kar sakta ha. Lehaaza gold market Forex trading ke kafi mushkil markets mai say aik market hai. waise tu forex ke sari markets he kafi mushkil aur unpredictable hain lakin Gold ke market khas toor per ziada risky aur ziada unpredictable ha. Lakin sath sath profitable b itne he ziada hain. Q k Ess ke waja say maire khayal say new traders kay liye yeh munasib nai hai ke jab in kay pass trading ka acha knowledge aur experience majood nai hota hai , iss time per woh gold ke market jaise risky market mai trading Karin.but with that yeh b kehna chahon gaa ke experienced traders ko gold ke market ko zaroor test karna chaiye kion ke iss mai profit earning ke opportunities bahot milti hain.

    Importance

    Click image for larger version

Name:	2.jpeg
Views:	18
Size:	82.2 کلوبائٹ
ID:	12777869


    Fellows,

    Market main esski importance bahot ziada hain. gold par trade karni hai to ais mai humry pass thora sa balance agar ziada hai to bahot hi acha hai ais mai ye best hai k hum ko ais mai jo bhi trade milti hai aus mai hum asani se acha profit bana sakty hai kun k gold ki moment bahot hi pyari hai aap nay dekha ho ga k gold aik range banata hai aor wohi time hota hai market se paisa kamany ka agar hum aus time thori mehnat kar ley to aus mai ye hai k hum ko acha profit financial market me risk bahot hi zeyda hota hay agar ham gold trading ki bat karen to zarori hain k ham gold trading me risk ratio ka knowledge hasil karen aur daily ham fix risk le kar hi gold me kamyabi hain ess k sath profitable trading kar sakty hain. gold me zeyda risk agar ham na len to hamy proper hi gold me hi trading karni chaye, traders ki koshish yahi hoti hay key wo kam time me acha profit earn kary esy me agar gold me trading ki jaye to hee kam time main eran kar sakty hain.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.jpeg
Views:	18
Size:	76.0 کلوبائٹ
ID:	12777870


    Fellows,

    Akher main ye k ak ascha pair hai lakn ess ki movement tori see faast hoti hai lakn agher hum money management ka sath trading karny to gold say hum asch profit earn kar sakty hai lakn as ka lay ap ka pass investment zyda honi chahya aur jab bi gold pat trading karny to ap ko lots size bi chota rakna chahya ta kay ap boht bary naksan say bach saky dosry currency pair ki trah ap gold ko analysis kar sakty hain. gold kuch year say ikk khas limite main movement kar rah jas ko ap chart pay time farm ka hasb say chak kar sakty hai aur ya boht achi potion hai profit ki agher ap ka pass investment ziada hai to gold pay hi trading karn aur analysis kar ka planing ka sath inter hon agher ap as ko samaj kar gold ki movement aik din mein hi buht ziada up and down move karti hy aur gold ki movement buht fast hoti aur is movement ko samjhna mushkil hota hy aur is movement ko samjhne k liye learning knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy agr hum mehnat aur hardwork kar han tu achi learning knewledge aur experience hasil kar saktay han aur gold ki market ko samjh saktay han aur gold ki movement ka pata chal jaye tu hi gold par trading karni cahaiye aur new trader ko earning knewledge aur experience kam hota hy agr new trader gold par trading karain gay tu learning knewledge aur experience na hone ki waja say nuksaan hota hain.

    Click image for larger version

Name:	4.jpeg
Views:	19
Size:	62.1 کلوبائٹ
ID:	12777871

    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading in Gold



    Gold trading, yaane ki sona mein vyapar, ek prakar ka precious metals trading hota hai jisme traders aur investors gold ke price movement se profit kamate hain. Gold trading multiple forms mein ho sakta hai, jaise ki physical gold trading, futures contracts, options, gold ETFs (Exchange-Traded Funds), ya CFDs (Contracts for Difference).

    Yahan kuchh pramukh tariko se gold trading ki jati hai:
    1. Physical Gold Trading: Ismein traders physical gold, jaise ki gold coins, bars, ya jewelry khareedte hain ya bechte hain. Lekin physical gold trading mein storage, security, aur authenticity ke liye dhyan rakhna padta hai.
    2. Futures aur Options Contracts: Gold futures aur options contracts commodity exchanges par available hote hain. Traders ismein future price par gold kharidne ya bechne ke liye commitments karte hain. Futures contracts ek specific maturity date ke sath aate hain, jabki options contracts ek specific price par gold kharidne ya bechne ke right dete hain, lekin obligation nahi.
    3. Gold ETFs: Gold ETFs electronically trade hoti hain aur ek basket of gold holdings ko represent karti hain. Investors ETFs ke units kharidte hain aur gold ke price movement se associated return kamate hain, bina physical gold khareede ya storage ki fikr kiye.
    4. CFDs (Contracts for Difference): CFDs ke madhyam se traders gold price ke upar ya niche bet lagate hain, lekin actual gold ko kharidne ya bechne ki jarurat nahi hoti. CFDs mein leverage ka istemal kiya ja sakta hai, lekin ye high risk bhi la sakte hain.
    Gold trading ke liye kuchh mahatvapurna points:
    • Gold ke price movements ka analysis karna mahatvapurna hai. Iske liye technical analysis aur fundamental analysis ka istemal kiya jata hai.
    • Risk management ka dhyan rakhein aur stop-loss orders ka istemal karein, taki nuksan control mein rahe.
    • Gold market 24 ghante chalu rehta hai, isliye traders alag-alag time zones mein trading kar sakte hain.
    • Geopolitical events aur economic factors gold ke price par asar dal sakte hain, isliye global events ka bhi dhyan rakhein.
    • Gold trading mein leverage ka istemal karne se pehle risks aur rewards ko samjhein.

    Gold trading mein mahir hona aur market ke upar acchi understanding rakhna mahatvapurna hai, kyun ki ye market volatile ho sakta hai. Trading decisions lene se pehle thorough research aur analysis ki zarurat hoti hai.



    اب آن لائن

    Working...
    X