Successfull Trading with Small Amount

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successfull Trading with Small Amount
    Successfull Trading with Small Amount

    Introduction


    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	44
Size:	80.7 کلوبائٹ
ID:	12777805


    Dear Fellows,

    Forex trading market main bohot say traders small amount se trading kartay hain. Morover, specially forum ka bonus, jo k limited hota ha aur us ko manage karna mushkil hota ha lekin ye bilkul possible ha k even $100 se successful trading ki ja sakay. Ess k liay Sab say pehlay ye baat zehen nasheen kar lein kay account size ka successful honay ya na honay se koi talluq nahi hain. Mazeed ye k big accounts par profit ziyada milta hain but at the same time lekin loss bhi ziyada hota hain. Jaisaykspecially aik new trader kay liye. Dusra, aik baray account ko manage karnay kay liye pehlay ap ko small account manage karna hoga. Ap ka focus ye hona chahiay k mujhay aik acha trader ban'na ha, na kay jaldi jaldi paisay kamanay ki machine hojay, jab ap aik achay trader bann gaye to paisa khud ap ki taraf aye ga. Market mein success k liye ap ko lazmi koi na koi popular aur achi trading strategy seekhni hogi to jesay kay Price Action Trading, trading plan banana hoga, risk ko dekhna hoga aur sab se ehem baat kay disciplined rehna hoga, market ki choti bari move se agar ap apni strategy badal dein gy to kabhi kamyab nahi hongy aur sirf strategies hee badaltay reh jain gay. So why Apnay chotay trading account e.g $100 ko aisay treat karain jesay ye 1 million dollars hon. Large account aur small account dono ki management aik jesi hi ha. Hamesha small lot size se trade karain aur thoray profit ko bhi bahot janain. Forex trading aik long term career ha, is liye aj small accounts par consistent profit earn kr sakygy. Mazeed ye k Forex trading main small account ko manage karna ho ya phr bary account ko same strategy banani hoti ha or proper lots size sy trade lagani hoti ha ta k loss na ho or ache earning ho sakeny is ley humy pehly ache planning or strategy banani ho phr us ko change ni karna ho gaa. U Small account sy bi hum ache earning kar sakty han par is sy pehly humy small account ko manage karna seekena ho ga or start main learning apko hasil hoti rahygi.

    Importance

    Click image for larger version

Name:	2.jpeg
Views:	31
Size:	50.1 کلوبائٹ
ID:	12777806


    Fellows,

    Esski bahot importance hain q k agar app k mind me hay key app small deposit karo aur app successful trading karo to app ko pehly apny app ko polish karny ki zarorat hoti hain. Jaisay app market analysis karny me apny app ko polish karo aur expert ban jaye aur demo account ka be long time main practice karo ta key app ne jo knowledge hasil kia hay ye app key ley mazeed real trading me helpful ban saky, tab ja kar agar app small deposit se be real account start karo gey to app achy traders ban sakty ho u small deposit k sath trading kar sakty hain. Like yaha pay average investment kay saath kaam kernay waley traders ziada hain jinn ki average investment bhi 100 aur 200 k darmiyaan hi hoti hain. Ess liye small investment say achi earning kernay ki planning ziada ki jaati hai. Agar daikha jaey tou small investment kay saath trading kerna big investment ki nisbat asaan hai. Traders ko ye baat samajhni chaiye kay small investment kay sath trading kertay huay koi risk nahi laina hai. Lot size ko bohat control rakhna hota hai. Over trading say bachna aur average profits ko zehan mai rakhna bohat zaruri hota hain.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.jpeg
Views:	28
Size:	89.6 کلوبائٹ
ID:	12777807


    Fellows,

    Forex trading main earning Hasil karne k liye aapko Forex trading ki learning Hasil karna parati hai. Ess maksad ke liye ye aapko Forex form se madad Lena hoti hai. Jab aap Forex trading ki basic learning Hasil kar lete hain to fir aap trading shuru kar dete Hain trading ka formula ye hai ki aapke pass jitna bhi capital Ho uski money management karke trade lagaen lekin yah baat bhi apne zahan mein rakh le ki trading mein profit ki Sharh hamesha aapke trading account mein capital par depend karti hai jitna Bara aapke capital account mein hoga utna hi ziyada aapko profit ke chances mil sakte hain lekin aapki ek galat trade aapka pura account washout kar sakta hain.


    Click image for larger version

Name:	4.jpeg
Views:	30
Size:	92.2 کلوبائٹ
ID:	12777808
    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse



    Kam maaliyat (small amount) ke sath successful trading karne ke liye, aapko kuch aham tajaweezat aur strategies ka istemal karna hoga. Yahan kuch wazeh wazahat di gayi hai:
    1. Risk Management (Khatraat ke Liye Maaliyat):
      • Sabse ahem cheez hai risk management. Apne maaliyat ke tajwezat (capital) ko har trade ke liye mukarar karen.
      • Har trade mein maaliyat ka sirf chhota hissa istemal karen, jisse aap apne nuksan ko control kar saken.
    2. Leverage Ka Istemal (Leverage Use):
      • Leverage ka istemal maaliyat ko barhane ke liye aik common tareeqa hai, lekin isse sath hi zyada khatraat bhi aati hain.
      • Leverage ka istemal karne se pehle iske asar aur risk ko samajhna zaroori hai.
    3. Practice with a Demo Account (Demo Account se Mashq):
      • Forex trading ko samajhne ke liye demo account ka istemal karen. Isse aap bina asal paise lagaye trading practice kar sakte hain.
      • Demo account aapko trading platform aur strategies ko samajhne mein madadgar hota hai.
    4. Trading Plan Banayen (Create a Trading Plan):
      • Trading plan tayyar karen jismein aap apne trading objectives, risk management rules, aur trading strategies ko mukarar karen.
      • Plan ke mutabiq trading karen aur us par qaim rahen.
    5. Tajziya aur Tijarat (Analysis and Trade):
      • Fundamental aur technical analysis ka istemal karen trading ke faislay lene ke liye.
      • Trading decisions ko logic aur research par mabni rakhen.
    6. Small Position Sizes (Chhoti Maaliyat ki Positions):
      • Chhoti maaliyat (small lot sizes) istemal karen, jisse aap apne risk ko kam kar saken.
      • Small positions ka istemal karke aap apne capital ko surakshit rakh sakte hain.
    7. Koshish Karen (Practice):
      • Mehnat aur mashq trading mein ahem hain. Apne trading skills ko behtar banane ke liye koshish karen.
      • Apne trading mistakes se seekhen aur unhein dobara na dohrayen.
    8. Dher Saari Tijarat Na Karen (Avoid Overtrading):
      • Zyada tijarat karne se bachen. Sirf wohi tijarat karen jo aapke trading plan ke mutabiq ho.
      • Overtrading aapke capital ko barbaad kar sakta hai.
    9. Patience (Sabr):
      • Forex trading mein patience ka istemal karen. Markets hamesha chalte rehte hain, isliye jaldi aur beghairat tijarat na karen.
    10. Hamesha Seekhna (Always Learn):
      • Forex market mein hamesha kuch naya seekhne ka mauqa hota hai. Naye strategies aur market trends ko samajhna aur istemal karna ahem hai.

    Yaad rakhein ke forex trading risk-filled hoti hai, aur kabhi bhi puri maaliyat ko khona bhi mumkin hai. Is liye, trading mein mehnat aur tajaweezat ke sath-sath discipline aur patience bhi zaroori hain.

    https://www.google.com/imgres?imgurl...IQMygCegQIARBY
    Last edited by ; 09-11-2023, 10:35 AM.
    • #3 Collapse

      Successfull trading with small amount


      Introduction:

      Chhote raqam ke sath trading aik asan lekin challenging amal hai. Agar aap is amal ko samajh kar karain to aap apni raqam ko barha sakte hain. Is article mein hum aapko chhote raqam se trading karne ke liye kuch asoolat batayenge.


      Tijarat Ki Tiyari:


      Chhote raqam se trading shuru karne se pehle aapko aik tijarat ki tiyari karni chahiye. Is mein aapko apni raqam ka safar tay karna hoga aur apni maaliyat ke maqasid aur hadaf tay karna hoga.


      Shuda Research:


      Trading shuru karne se pehle, aapko market aur trading ke asoolon ka shuda research karna hoga. Technical aur fundamental analysis seekhein aur trading ke asoolon ko samjhein.


      Rok Tok Ka Roshan Plan:


      Aapko trading ke liye aik achi rok tok ka plan banana hoga. Is plan mein aapko trading ke liye kitni raqam istemal karain ge, kis tarah ke asan aur mushkil halat mein trading band karni chahiye, aur kis tarah ke faisle trading ke nuksan se bachane ke liye liye jayein ge.


      Risk Management:


      Chhote raqam se trading karte waqt risk management aik ahem asool hai. Aapko kab aur kis had tak trading karni chahiye, apne nuksan ko kam karne ke tariqe, aur stop-loss orders ka istemal karke apni raqam ko mehfooz rakhne ke liye amal karain.


      Chhote Investment:


      Trading shuru karte waqt, chhote raqam se shuruat karein aur apne investment ko barhate waqt savdhan banein. Chhote raqam se trading karte waqt aapko ghati investment mein zyada risk lena nahi chahiye.


      Discipline:


      Trading ke liye discipline bohat ahem hai. Apni trading strategy ko bar-bar tarmeem karein aur apne asoolon ko mazbuti se mante rahein.


      Education:


      Trading ke liye ilmi tajwezat aur taaleem hasil karne ka aham hissa hai. Online courses aur books se trading ke ilm ko barha sakte hain.


      Demo Trading:


      Chhote raqam se trading ki practice karne ke liye demo trading accounts ka istemal karein. Is se aap trading ki maharat mein izafa kar sakte hain bina asal raqam ka nuksan uthaye.


      Psychological Strength:


      Trading ke doraan apne jazbaat ko control karna bohat zaroori hai. Hushyari se faisla karein aur ghabrahat aur greed se bachain.


      Learning from Mistakes:


      Trading mein nuksan aana aam baat hai. Nuksan se sabaq sikhein aur apne ghalat fehmiyon ko durust karein.


      Conclusion:

      Chhote raqam ke sath trading kamzor dilon ke liye nahi hai. Agar aap tayari, research, aur mehnat se trading karen to aap kam raqam se bhi kamiyabi hasil kar sakte hain. Is asan roman urdu mein likhe gaye tajaweezat ka istemal karke, aap apni trading mein behtari pa sakte hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Introduce of Successfull Trading with Small Amount:-

        Click image for larger version  Name:	1.jpeg Views:	8 Size:	80.7 KB ID:	12777805


        Dear Friend's,

        Aoa Ummid karta hon Ap Sab khariat Say Hon gy AJ Forex TRADING STRADGY market main bohot say traders small amount se trading kartay hain. Morover, specially forum ka bonus, jo k limited hota ha aur us ko manage karna mushkil hota ha lekin ye bilkul possible ha k even $100 se successful trading ki ja sakay. Ess k liay Sab say pehlay ye baat zehen nasheen kar lein kay account size ka successful honay ya na honay se koi talluq nahi hain. Mazeed ye k big accounts par profit ziyada milta hain but at the same time lekin loss bhi ziyada hota hain. Jaisaykspecially aik new trader kay liye. Dusra, aik baray account ko manage karnay kay liye pehlay ap ko small account manage karna hoga. Ap ka Focus ye hona chahiay k mujhay aik acha trader ban'na ha, na kay jaldi jaldi paisay kamanay ki machine hojay, jab ap aik achay trader bann gaye to paisa khud ap ki taraf aye ga. Market mein success k liye ap ko lazmi koi na koi popular aur achi trading strategy seekhni hogi to jesay kay Price Action TRADING, trading plans banana hoga, risk ko dekhna hoga aur sab se ehem baat kay disciplined rehna hoga, market ki choti bari move se agar ap apni strategy badal dein gy to kabhi kamyab nahi hongy aur sirf strategies hee badaltay reh jain gay. So why Apnay chotay trading account e.g $100 ko aisay treat karain jesay ye 1 million dollars hon. Large account aur small account dono ki management aik jesi hi ha. Hamesha small lot size se trade karain aur thoray profit ko bhi bahot janain. Forex trading aik long term career ha, is liye aj small accounts par consistently profit earn kr sakygy. Mazeed ye k Forex trading main small account ko manage karna ho ya phr bary account ko same strategy banani hoti ha or proper lots size sy trade lagani hoti ha ta k loss na ho or ache earning ho sakeny is ley humy pehly ache planning or strategy's banani ho phr us ko change ni karna ho gaa. U Small account sy bi hum ache earning kar sakty han par is sy pehly humy small account ko manage karna seekena ho ga or start main learning automatically Used ho Jay

        The Formation of Successfull Trading with Small account:-

        Dear Sir,

        Dear Yahan Esski bahot importance's hain q k agar app k mind me hay key app small deposit karo aur app successful trading karo to app ko pehly apny app ko polish karny ki zarorat hoti hain. Jaisay app market analysis karny me apny app ko polish karo aur expert ban jaye aur demo account ka be long time main practice karo ta key app ne jo knowledge hasil kia hay ye app key ley mazeed real trading me helpfulness ban saky, tab ja kar agar app Small deposited se be real account start karo gey to app achy traders ban sakty ho u small deposit k sath trading kar sakty hain. Like yaha pay average investment kay saath kaam kernay waley traders ziada hain jinn ki average investment bhi 200 aur 300 k darmiyaan hi hoti hain. Ess liye small investment say achi earning kernay ki planning ziada ki jaati hai. Agar daikha jaey tou small investment kay saath trading kerna big investment ki nisbat asaan hai. Traders ko ye baat samajhni chaiye kay small investment kay sath trading kertay huay koi risk nahi laina hai. Lot size ko bohat control rakhna Yahan Bhoot Important ho Jay gy

        Conclusiones:-

        Dear Friend's,

        Dear Ham Ager FOREX TRADING main earnings Hasil karne k liye aapko Forex trading ki learning Hasil karna parati hai. Ess maksad ke liye ye aapko Forex form se madad Lena hoti hai. Jab aap Forex trading ki basic learning Hasil kar lete hain to fir aap trading shuru kar dete Hain trading ka formula ye hai ki aapke pass jitna bhi capital Ho uski money management karke trade lagaen lekin yah baat bhi apne zahan mein rakh le ki trading mein profit ki Sharh always ha aapke TRADING STRADGY account mein capital par depend karti hai jitna Bara aapke capital accoun large Hona Bhoot Important ho gy

        اب آن لائن

        Working...
        X