Trading Strategy for Beginner
Introduction
Dear Fellows,
Trading market main Beginners traders ko kabi be technical indicators par ziadda depend kar key trading karny ki koshish nahi karni ki zarurat nhi hain. awar apni trading strategy hee use karny ki koshish karni chaye, beginners ko apni trading strategy me useful elements ko involve karny ki zarorat hoti hain. Apni trading strategy me money management ko yakeeni banaye aur without money management key koi be trading strategy ko use karny ki koshish na karen. Mazeed ye ktime management be trading strategy ka part hona chaye es key baghir kabi be ham achi strategy nahi bana sakty hain. Pir ye k traders ki ye trading strategy be honi chaye K bahot hi simple aur easy honi chaye ta key us ko use karny me koi mushkil na ho, ye bat be teek hay key indicators par fully depend ham nahi kar sakty hain es liay essi trading strategy honi chaiae jo market me hamary account balance ki safety be kar saky hain aur sath me profit earn karny me be hamari help kar saky, traders agar risk management karny me kamyab hoty hey aur time ko proper manage karty hey to mery khiyal me es se achi trading ki strategy nhi ho sakti hain.
Importance
Fellows,
Trading market main esski bhott importance hain. money management Ka Hona bahut zaaruri hai q k Forex trading Mein acchi earning ke liye iski Kafi problem Hoti Hai jaise ki ekk new trader Kabhi khudki investments Main Jaldi Nahin La sakta Kyunki Forex Main Khud ka Acha balance makeup Ka Hona bahut zaaruri hai.Jitna Acha deposit Hoga utani hi acchi adding Kari Ja sakti hai isliye Forex mein ziyada earning ke liye aapko pahle first demo account mein achha experience karna hoga demo account mein acchi practis Ka Hona bahut jaruri hai aur sath sath Aur Main Achcha Karen Taki Achcha banaa shasan ho sake aur usko aap trading ke liye istemal kar Saken form Ke Baras ko real account Ki Tarah aap Samajh Kar use karen to ziaada kaam krna chiaye and intialy yahan py unain kisi bee kisam ki preshani ho to usko discuss krna chahie seniors sy guidance leni chye tb he apko market ki behtr smjh aa skti hai
market ma chart japanese candle stick pattern ko use krna apko kafi benifits dy skta hai apko agr market ma rehna hai to candles ki types ko smjho major candles ki 12 tyoes hain jin ko ap dekh skty ho bullish aor bearish pin bars hanging man inverted hammer, dosrii candle pin bars bahot important hain apko tradaing k leay kch trading aspects ko smjhna bahot necessary hai jin market charts technical par depend karta hain.
Conclusion
Fellows,
Ess k last main hum ye conclude karty hain k stratgey bana ky essy demo mai test karna chahey agar yai profitable ho to hamy ess main work karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum is mai agar tukka system sy kam kary to koi aik indicator ko dekh k kaam start kar dety hai.yaa pirr ess market mai koi thori si trading ko sekh lety hai to ais mai hum kaaam start kar dety hai kun k ais market mai kaam sekhny mai kafi zayda time lag jata hai magar new traders atna zayda time ni lagaty aor trading start kar dety hai agar hum kaam sekhy baghair start kary gay to hum ko ais market mai loss hi ho ga ais mai loss se bachny k liay hum ko ais mai kaam sekhna parta hai awar loss agar ho bhi jaye to us ko banda aram se recover kar sakta hai agar hum ais mai profit banaty hai to account slow slow growth kar jata hai awar Jab tak apni investment ko safe rakhna new traders ko nahi aey ga unki trading achi nahi ho sakey gi. Trade open kertay waqt unhain hamesha iss baat khayal rakhna chaiye kay volume size or spread say unki equity pay kitna asar parey ga or free margin kay saath margin kitna available hoga. Jab apna account balance safe maintain kerna hoga tab tab trading apki safe hogi.
Thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим