Introduction
weighted Moving Average aik kesam ka technical indicator hey jo keh forex market average ke series ko calculate karta hey yeh forex trading mein market ke aik series hote hey jo keh average ko talash karnay kay ley estamal ke jate hey
weighted moving average simple moving average kay competition mein price ke movement mein zyada hasaas hota hey jes ka matlab yeh hota hey keh yeh qareeb tareen action mein say aik hey jabkeh mazeed website par indicate hota hey jo keh galat signal dayta hey
Weighted Moving Average VS Simple Moving Average
ap forex market mein simple moving average say pehlay he wakaf ho saktay hein yeh moving average ke he aik kesam hote hey Weighted Moving Average forex market mein recently data ka zyada wazan dayte hey yeh forex market mein simple moving average ke aik ksam hote hey jo keh tamam data points ko aik jaisa wazan day sakta hey
![WMA-technical-guide_MCT-4961_EN-1.png Click image for larger version
Name: WMA-technical-guide_MCT-4961_EN-1.png
Views: 35
Size: 98.4 کلوبائٹ
ID: 12777121](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12777121&d=1698650593&type=large)
lahza forex market mein indicator weighted moving average say andaza lsga sakta hey forex market mein assert ke price ka aik khas period hota hey jo keh indicator weighted moving average ka estamal kartay hovay barah sakte hey nechay dey geya weighted moving average ka formula
![WMA-technical-guide_MCT-4961_EN-2.png Click image for larger version
Name: WMA-technical-guide_MCT-4961_EN-2.png
Views: 28
Size: 32.4 کلوبائٹ
ID: 12777122](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12777122&d=1698650812&type=large)
weighted moving average kay formula ka hesab hota hy jo keh forex market mein aik data points mein mokhtalaf ho sakta hey or forex market mein mokhtalf wazan or taqveez kar kay hesab lagya ja sakta hey yeh basic tor par asal wazan mein badal dayta hey bad mein new weighted price jor de jate hey on ko forex market ke gap ke tadad say taqseem kar deya jata hey takeh taza tareen weighted moving average say taqseem ke ja sakay takeh taza tareeb moving average hasel ke ja sakay hey weighted moving average aik mashhoor kesam ke exponential moving average hote hey yeh indicator trading platform kay inside mein dasteyab ho sakta hey
Weighted Moving Average ka estamal
forex market mein trend ko pehchan karnay mein estamal keya ja sakta hey forex market kay chart yeh WMA ke line highs mein eshara karte hey es kay motabaq WMA line nechay ke taraf eshara karte hey ager forex market mein WMA line flat ho to yeh es bat ke taraf eshara karte hey keh forex market mein trend flat hey
![WMA-technical-guide_MCT-4961_EN-3.png Click image for larger version
Name: WMA-technical-guide_MCT-4961_EN-3.png
Views: 32
Size: 92.5 کلوبائٹ
ID: 12777123](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12777123&d=1698651689&type=large)
Trend ke strength:
forex market mein ager kese assert ke majodah price barhte hey to forex chart mein weighted moving average zyada hote hey to yeh zahair hota hey keh oper ka trend forex market ke raftar mein strong ho raha hey es ley WMA indicator zyada tarteeb day raha hota hey or forex arket kay behtar catch karnay kay imkan hotay hein mesal kay tor par trader echay kay trend ke taraf 20 period WMA ke bajay 50 period WMA ka estamal kartay hein
weighted Moving Average aik kesam ka technical indicator hey jo keh forex market average ke series ko calculate karta hey yeh forex trading mein market ke aik series hote hey jo keh average ko talash karnay kay ley estamal ke jate hey
weighted moving average simple moving average kay competition mein price ke movement mein zyada hasaas hota hey jes ka matlab yeh hota hey keh yeh qareeb tareen action mein say aik hey jabkeh mazeed website par indicate hota hey jo keh galat signal dayta hey
Weighted Moving Average VS Simple Moving Average
ap forex market mein simple moving average say pehlay he wakaf ho saktay hein yeh moving average ke he aik kesam hote hey Weighted Moving Average forex market mein recently data ka zyada wazan dayte hey yeh forex market mein simple moving average ke aik ksam hote hey jo keh tamam data points ko aik jaisa wazan day sakta hey
lahza forex market mein indicator weighted moving average say andaza lsga sakta hey forex market mein assert ke price ka aik khas period hota hey jo keh indicator weighted moving average ka estamal kartay hovay barah sakte hey nechay dey geya weighted moving average ka formula
weighted moving average kay formula ka hesab hota hy jo keh forex market mein aik data points mein mokhtalaf ho sakta hey or forex market mein mokhtalf wazan or taqveez kar kay hesab lagya ja sakta hey yeh basic tor par asal wazan mein badal dayta hey bad mein new weighted price jor de jate hey on ko forex market ke gap ke tadad say taqseem kar deya jata hey takeh taza tareen weighted moving average say taqseem ke ja sakay takeh taza tareeb moving average hasel ke ja sakay hey weighted moving average aik mashhoor kesam ke exponential moving average hote hey yeh indicator trading platform kay inside mein dasteyab ho sakta hey
Weighted Moving Average ka estamal
forex market mein trend ko pehchan karnay mein estamal keya ja sakta hey forex market kay chart yeh WMA ke line highs mein eshara karte hey es kay motabaq WMA line nechay ke taraf eshara karte hey ager forex market mein WMA line flat ho to yeh es bat ke taraf eshara karte hey keh forex market mein trend flat hey
Trend ke strength:
forex market mein ager kese assert ke majodah price barhte hey to forex chart mein weighted moving average zyada hote hey to yeh zahair hota hey keh oper ka trend forex market ke raftar mein strong ho raha hey es ley WMA indicator zyada tarteeb day raha hota hey or forex arket kay behtar catch karnay kay imkan hotay hein mesal kay tor par trader echay kay trend ke taraf 20 period WMA ke bajay 50 period WMA ka estamal kartay hein
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим