Decrease Loss Ratio in Forex Trading
Introduction
Dear Fellows,
Forex trading main loss awar profit sath sath chlta hain so har trader ki koshish aur mehnat yahi hoti hay key wo apni trading me loss ratio ko decrease kar saky aur profit ratio ko increase kia jaye magar ye enta asaan kabi be nahi hay, musalsal agar mehnat ki jaye than traders ess position main aa sakty hain k wo apni trading me loss ratio me kami kar saken aur us key profit ratio me ezafa ho saky, Forex trading ko etna easy leny ki bilkul be ghalti nahi karni chayiay.mazeed ye k ye business app key ley profitable zaror hay magar etna easy nahi hay.so why ess mai ap aik to lot kam kary aor aus k sath sath ap ais mai jo trade lagaty hai aus mai thora sa change kar ley hamesha aisi trade lagye jis mai profit zayda ho awar loss kam ho aisi trade par ap ko agar profit hoga to baqi trades ka loss nikal sakta hai aor ap aus par aram se kaam kar sakty hai agar ap ne ais market mai loss kam karna hai to apni her trade k sath stop loss laga ley aor ais market mai ap jo bhi trade lagye aus se phly achy analysis kar ley aor aus k baad ais market mai trade lagye gay to ap ko ess mai faida ho ga awar sath trading bb achi hogee.
Procedure
Fellows,
Ess trafing main earning ko secure karne ke liye sab se bari shay hoti Hai capital ki money management agar aap ne apne capital ko corrwlectly manage Kiya ho ga to aap ka account kabhi bhi loss mein nahin jae ga. Agar aap ki prediction wrong bhi Ho jaati Hai aur active trade losd mein chali jaati Hai to Koi masla nahin aap wait Karen market return ho jaye gi agar aap ne money management ko madhe nazar nahin rakha ho ga to aap ka account loss to kya wash out bhi ho sakta hai. And aap koshish Kiya Karen ki hamesha trend ke sath trade Karen aur apna lot size small rakhen ge to forex business mein apni Risk Ratio 1:3 rakhtey hein to ess traiky say hum apne loss ko bohot hi ziada decrease kar saktey hein aur apne profit ko bohot hi ziada increase kar saktey hein aur iske liye hamen proper Analysis ki zarurat hoti hey aur aik aisey point par hamen trade lagana hoti hey jahan par hamen 1% percent loss ho to us saay ziada uska profit bhi ho raha ho is trha se jab hamari Risk ratio ziada hogi to hum is mein ziada profit karengey aur loss kam karengey. deegai picture mein bhi aap achi trha sey trading kar sakty hain.
Conclusion
Fellows,
Ess k last main h ye conclude kar sakty hain k trading main loss ki ratio ko kam krna chahty hain tu apko apni trading ko miyari bnana hoga jis k liye apko forex main trading karny main mahar hona parhy ga q k jub tak ap trading ko achi trha se karny k qbil nahi ho jaty hain to apko tab tak loss he hota rhta hai or ayse he ap k loss ki raio barhi rahti hai so ess liye apko chahiay k apni trdaing ko miyari bnany k liye forex ki learnig karen forex ka knowlegde gain karen jub ap forex ka knolwedge gain karty hain too apko apki trading main loss hony k chnaces boht kam hoty hain forex ain bahtr kam karny k liye apko market ko smjhna zayda zaori hota hai jub ap markket ko smjh kar tradng karty hain tab he ap apni trdaing main loss kam kar skty hi or apko profit bhi tab he milta hai jub ap market ko achi trha se smjh kar trading karty hain. U Aksar traders trading kertay huay khud he apni planning say hut jatey hain. Agar ziada asaan alfaaz mai baat ki jaey tou jab aik trader apnay balance ko daikh kay ye plan kerta Hai kay uss nay 5 trades total lagani hai ya 100$ balance ki mojudgi mai 20$ tak ka balance hee trades mai consume kerna hai chahay uss say faida ho ya nuqsaan uss say ziada balance loss honay ki soorat mai consume nahi kerna but jab 20$ ka loss hojata hai tou phir uss 20$ ko recover kernay kay liye phir agla 20$ lagatay hain is Tarah loss ki ratio kabhi decease nai hoti. Traders ko aik planning bananay kay baad apnay liye trading main asaani pida kar sakty hain.
Thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим