Introduction:
forex market mein Bollinger band indicator aik kesam ka technical indicator hota hey jo keh forex market mein moving average or reversal trading say banta hey es indicator mein teen lines hote hein jo keh center mein line hote hey woh moving average kehlate hey 2 bayrone lines assert ka standard deviation hote hey
forex market mein Bollinger band indicator aik tred indicator hota hey yeh forex market mein trend ke pehchan mein bhe madad karta hey
bollinger band indicator ka concept standard deviation say he hota hey jo keh aik mathematical hesab ke akai hote hey yeh forex market kay aam taqseem kay pattern mein taam kesam kay data points bhe shamel key ja saktay hein jes mein taqreban 68% tak shamel hotay hein 2 data points mein 95% tak tamam kesam kay data points shamel key jatay hein
Bollinger Band Indicator ka estamal:
sab say pehlay Bollinger Band Indicator moving average kay ley estamal keya jata hey simple moving average kay sath es ka mashhoor period 20 day ka hey yeh aik bohut he ache trading strategy hote hey
aglay period mein standard deviation kay simple moving average ke madad say talash keya ja sakta hey ap upper band ka hesab Mov+(2x20 standard deviation ) say kar saktay hein jabkeh ap lower band MOV20-(2x20 standard deviation) say kar saktay hein
nechay dey gay chart mein ap Bollinger band ke trading example bhe daikh saktay hein
yahan par forex market mein Bollinger Band indicator ka bhe estamal keya geya hey Moving average line har kesam kay band kay darmean ka area hote hey yeh forex markeet mein channel kay naam say bhe jana jata hey kunkeh yeh forex market ein aik range paida karta hey MA line darmean ke line hote hey
Bollinger Band ka estamal forex channel
nechay de gy tasweer mein ap daikh saktay ho keh forex market mein aik buy ka channel hota hey spot rate mein moving average shamel ke jate hey jo keh forex market ke oper ke raftar ko zahair karte hey dosree taraf moving average line hote hey or nechay kay darmean ka area buy channel kay naam say bhe jana jata hey kunkeh yeh forex market mei moving average say nechay trade kar raha hota hey
nechay de gay mesal mein ap daikh saktay hein buy channel 23 May say oper ke taraf movement kar raha tha jahan par forex market ka trend weak hona start ho jata hey yeh forex market mein wazah tor par zahair karta hey keh market ke average sharah or spot rate apas mein tabdel ho rahay hein yeh forex market mein wazah tor par zahair karta hey keh average sharah spot rate apas mein badal jatay hein or trend ke raftar low ho rehe hote hey
Bollinger Band Indicator trading strategy
Bollinger band indicator forex market kay reversal trend mein bhe estamal keya ja sakta hey
oper de gay meal mei forex market ke EUR/USD ke trading example bhe de gay hey jo keh forex trading outside band ko indicate kar rehe hote hey breaking the bands mein manzar namay samnay aa saktay hein
jaisa keh pehlay beyan keya ja choka hey keh yeh standaard deviation kay 2 period ko identify karta hey or tamam kesam kay adad o shumar ko 95% ke indicate keya ja choka hey taqreban 5% kay time kay band ko break kar dayte hey es ka forex market mein trend reversal jana aam hota hey yeh serf es bat ko identify karte hein keh forex market ke prices reversal janay ko indicate hote ja rehe hein or forex market ke resistance mein mazeed ezafa ho jata hey yeh forex market ka pair overbought keya geya hey
conclusion
forex market kay Bollinger band indicator ka estamal beyan keya geya hey yeh forex trading ka aik best indicator yeh market kay trend mein estamal mein bhe madad karta hey yeh long term trend mein estamal keya jata hey yeh forex market ke simple moving average kay ath stamal hota hey or sath he standard deviation mein estamal keya ja sakta hey yeh trend ke confirmation mein estamal honay wala bohut he important indicator hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим