RSI short name hai jab ky is ko pora Relative Strength Index kaha jata hai , ye J Welles Wilder ky zariye tiyar kia gya hai . ye ayk teez raftar ghao hai jo qeemat ki naqal o harkat ki raftar aur tabdeeli ki pemaish karta hai . ye indicator 0 aur 100 ky drmiyan jhkra howa hai ,is Indicator me 70 se upar zaiyad aur 30 se km ho to zada frokht ho jati hai . mtlab 70 se aap sell kr skty hain sahi confrmation ky bad aur 30 ky bad aap buy kr skty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим