MACD Indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD Indicator
    MACD Indicator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya haal hai aapke Main ummid Karta Hun aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai MACD indicator Ham is integrator ki detail aur iski calculation aur trading per discuss Karenge Taki Ham isko understand Karke apni trading Mein use kar Saken Details of MACD indicator Moving average convergency/ divergency integrators yani MacD integrator Ek Momentum oscillator hai jo basically Taur per trend per trading ke liye use Kiya jata hai MacD indicator Ek oscilator hone ke bavjud bhi overbought aur over sold position ke Inditification ke liye use Nahin hota hai yah chart per 2 line se zahir hote hain Jiske Upar ya lower side per Koi Khas level ya hadud Nahin Hoti Hai donon lines ka cross over moving average system Ki Tarah trading signal provide karta hai Calculation MacD indicator ki calculation Mein 2 moving average 26 expotential moving average or 12 exponential moving average ka use Kiya jata hai 12 EMA se 26 EMA ko divide Kiya Jata Hai short EMA taxi ke sath long EMA ke kareeb aur usse Door Jata Hai Iski vajah se MacD indicator line zero ke sath Iske ird herd ghumti hai MacD indicator ke line ke sath 9 period EMA ke aik signal line bannai hate hai MACD indicator ke upar calculation integrator mein by default set hota hai yani traders apni Marzi aur trading strategy ke mutabik apni setting change kar sakte hain long term ke traders zada time frame ke moving average ka use karte hain jabki short Term ke traders Small moving average ka use karte hain Trading MACD integrator per trading karne se pahle apni trading strategy ke mutabik setting karna zaruri hai agar yah integrator by default setting per use karna ho to bhi short aur long term ki trading ke liye theek hai Jab Bhi integrator Mein short term yane ke 12 EMA line 26 EMA line ko niche se upar ki taraf cross Karti Hai To yah Ek Sell ka signal generate karti hai jabki agar sem line Upar Se niche ki taraf ho to yah Ek buy ka signal Hota Hai Traders zada tar trend confirmation per trading ko tarjeeh Deti Hain To Jab Bhi integrator Mein cross over ho aur price action bhi uski confirmation De tab hi market Mein entry Karen ya MacD indicator ko dusre indicators ke sath use Karen yah Ek reliable indicator hai jo zada tar leading indicator ke Taur per kam karta hai

    اب آن لائن

    Working...
    X