Basic Principles for Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basic Principles for Trading
    Basic Principles for Trading
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Basic Principles for Trading Introduction Dear Fellows, Trading market main sab say pehlay zaruri baat m hamen trading karnay kay liay kaafi baton ka khial rakhna hota hay jin main planing ho gae ham agar koe bhi kaam baghair kisi planing kay karty hain to us say hmaen loss hota hy ziada esss kay ilawa hamaray paas jitna knowladge ziada hoga h utni hi ziada trading achy tareeky say kar sakty hain aur san say ehm baatain bhi hay hain. Moreover, hamen har tarha kay tooles ko use karna ana chahiay un tooles ko use karty huay ham asanibsy trading kr sakty hain is kay ilawa basic baat ye bhi hay kay hamen profit Le sakte hain trading mein aap Agar metatrader fout Mainn Dekhen to aapke pass ismein bahut Sare tools hote hain aur indicators Hote Hain Jinke bare mein aapko learning Karni Hoti hain. So why humko ye bazar main rakhni chahiay. Ess k ilawa aapke pass demo account sab se best hai aap Agar ismein kam karte hain to aapko chahie ki aap ismein proper demo account ka istemal Karen aur demo account per practice Karen q k jab tak aap practis Nahin karygy ap profit k kabil nahi hungy. Importance Fellows, Tarding market main agar hum Koi trade lagate Hain awar market hamare opposite direction mein chale jaati hai aur hamara balance kam hona start ho jata hai to is Surat mein humne stop loss ka istemal karna hota hai tab jaa k stop loss ka istemal hamen apne balance ke hisab se karna hota hai stop loss na tu hamen entrypoint ke bahut ziada nazdeek lagana chahie aur na Hi stop loss ko hamen sey bahut jyada door lagana chahie stop loss ek important chij hai ise hamen apne har trade mein use karna hota hai agar Ham ise use nahin karte Hain to hamari trade bahot sakhti hain use hamen bahut loss bhe ho sakta hai awar hamara account bhi wash ho sakta hai. Moreover, stop loss use karne ka ek fayda ya bhi hai ki agar aap ke market against chali jaati hai to aapka sl hit Ho jata hai ji ski wahjah se aapko zyada loss nahin hota aur aap is market se bahar nahin nikalte balke aap agle trade laga ke apna loss recover kar sakte hain. Conclusion Fellows, Ess k last main conclusion main ye pataa chaltaa hain k multiple strategy use Karen q k agar aap Kisi Ekk specific strategy ko istemal Kar Rahe Hain To ho sakta hai vah sari situations aur conditions mein aapke liye acche tarike se kam na Kar rahi ho aur second agar aap Forex trading Mein sucess Hona chahte Hain To aapko iski proper learning aur information Hasil Karke ismein inter Hona chahie Kyunki agar aap education ke Bhagair is ko start kar dygy to aap ke liye bahut all problems ho sakte hain aur aap ismein nakam ho sakte hain. aur is kay ilawa Forex trading karne ke Kuchh rules and regulations hote hain jinko follow karna aapki responsibility hota hai agar aap rules and regulation ko follow akrygy tab jaa k achy traders ban sakty hain. Thanks

    اب آن لائن

    Working...
    X