What is GDP?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is GDP?
    What is GDP?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is GDP? Introduction Dear Fellows, Trading market main different term use hotay hian. Ess main aik GDP jiskaa matlab Gross domestic products jo k kisi bhi country ki economical condition ko strong kerny main bahot helpful hota hai ky agar GDP kisi bhi country ki decrease ho rehi hoti hai tou uska mean hota hai k country ki economical condition weak hoti ja rehi hai jabky agar GDP ki ratio increase hona shoru ho jaaay tou same country ki economy bhi strong hona shoru ho jati hai q k gross domestic products ko jab hum other countries ko export kerty hain tou us sy hamari country ky financial assets main increase ati hai aur jab hamary financial assets increase hona shoru ho jaey ga tou hamari country ki economical condition automatically strong hona shoru ho jaey gi ap gross domestic product always wide role play kerti hain awar kisi bhi country ki economy ko strong kerny main so country ki governance per depend kerta hai ky inter countries aur intra country trading main GDP ki ratio Kia chal rehi hai awar isko kis terha increase Kia ja sakta hai jabky agar good governance ho tou country ki economy GDP ki growth ky sath increase hona shoru ho jati hain k jiss sy citizens ko facilities milna shoru ho jati hai yehi effect hota hai good governance ka ky agar citizens ko facilitate kerna hai tou apni economy ko strong kerna hoga jis ky liay zaruri hai ky GDP ki ratio ko increase Kia jaaay for that kother countries sy achi earning ker ky apny financial resources ko increase Kia ja saky k jis sy koi b country ki real trade economical barh saky. Awar ye trade market k liy achaa hota hain. How to Understand? Fellows, Talrading market main ess ko understand karny k liay k ye kisi bhi country ki Gross Domstic Product increase hony lag jaye to ess say zahir hots hai k us country ki economic condition bhi strong ho rahi hai but hum GDP ko kisi other country mein export kerty hain to uss wajaa say humari counrty ki condition strong ho jati hai k us liye humen chahiye k hum GDP ko ziada strong karen uss say our financial asstes bhi increase he hoty hain ye kisi bhi country ki goernment ko pata hota hai k us country ki country k andar aur country k bahar kiya ration chal rahi hai Ess mein import and export ka kaam bohat zeada hota hai jahan 2 members apas mein aat kerty hain agar koi bhi country apny GDP ratio ko strong benati hai tou wo essi se apni country k financial assets ko strong bena sakti hai aur un mein increment bhi laa sakti hai agar hum yahan par baiscs rules ko samjh jaty hain tou humen is mein kaam kerny mein easy feel ho hota hain.mazees ye k achay trade k liay must hai. Conclusion Fellows, Last main hum ye conclude karty hain m DGP basically Forex ki tafseel hi news data hota hay k jiss say country ki economy DGP report me release ki jati hain. Awar GGP report me sab economic data include hota hay jo key ekk saal me har country ki economy es report me calculation key bad hi release ki jati hay, esi DGP report key base par us ki currency value adjust ki jati hay, agar ham USA DGP ki bat karen to sab se pehly import and export ki calculation ho gi aur army power ko deka jaye ga es key bad production ko be deka jata hay salana calculation kay baad zahir kiya jaata hay aur GDP mulk main jitne bhe new cheezin banti ya sell hoti hain unke price ko jama kar kay bnaya jata hay. Ye baat zehan main rakhi jaay kay GDP main sirf wohi cheezin shamil hoti hain jo sirf pehli baar sale hoti hain. Inshort GdP growth say country k geowth kaa pata chalta hain Thanks
     
    • #3 Collapse

      GDP: Gross Domestic Product Ka Matlab GDP ya Gross Domestic Product ek aham muddat hoti hai jise aksar mulk ki arthik halat ko samajhne ke liye istemal kiya jata hai. GDP mulk ke arthik khudmukhtari, izaafa aur kamzoriyon ko janne mein madadgar hoti hai. Lekin, isse pehle ke hum GDP ke bare mein mazeed baat karen, yeh zaroori hai ke samjha jaye ke iska kya matlab hai. GDP ka matlab hota hai "Bruto Gharayn Aaghaz." Yani, yeh wo kul maal o dawat hoti hai jo ek mulk mein aik muddat mein paida hoti hai. Isse aksar ek saal ya ek chand tak ke liye nikala jata hai. GDP mulk ke tamam karobar, sanati iqdamaat, khudmukhtari, aur dawat ko shamil karta hai. GDP ko mal o dolat ka ek qabil e amin meter samjha ja sakta hai. Iski madad se hum dekhte hain ke mulk ki arthik halat kaisi hai aur kis tarah se tarraqqi ho rahi hai ya kamzor ho rahi hai. GDP do tareeqon se nikala jata hai:
      1. Current Prices (Jari Keemat): Yeh tarika mulk mein mojud maal o dawat ke waqti prices ko istemal karta hai. Yani, jis waqt GDP nikala jata hai, us waqt ke prices ko shamil karta hai.
      2. Constant Prices (Mustaqil Keemat): Is tarah se GDP nikalne mein mulk ki abadi ke tez-o-tarraqqi ya ghate aur maal o dawat ke keemat mein tabdeeliyon ko nazar andaz karta hai. Ismein ek mustaqil saal ya mustaqil keematon ki buniyad par GDP nikala jata hai.
      GDP ek mulk ki arthik halat ke baray mein maloomat dene mein madadgar hoti hai. Iske zariye hum dekhte hain ke mulk mein madadgar maal o dawat kitni miqdar mein paida ho rahi hai. Isse maloom hota hai ke mulk ki arthik tarraqqi mein izafa ho raha hai ya ghate ho raha hai. GDP ek aham hissa hai arthik maamlat ki tijarat, karobar, aur hukumat ke faislon mein. Agar GDP barh rahi hai, toh yeh ishara hota hai ke mulk ki arthik tarraqqi ho rahi hai. Lekin, isse wazeh nahi hota ke har ek shakhs ki zindagi behtar ho rahi hai. Kabhi-kabhi GDP barhne ke bawajood, aam logon ko iska faida nahi milta. Isi tarah, agar GDP kam ho rahi hai, toh yeh ishara hota hai ke mulk ki arthik halat kamzor ho sakti hain. Lekin, yeh bhi wazeh nahi hota ke har ek shakhs ki zindagi kharab ho rahi hai. GDP sirf ek peshesh hai, aur iske saath hi doosre factors bhi ahem hote hain jaise ke rozgar, arzi aurton mein izafa, aur aam logon ke liye behtar zindagi ke liye asli nataij. Akhri baat, GDP mulk ke arthik halat ko samajhne ke liye aik ahem auzar hai, lekin yeh akele hi kafi nahi hai. Iske saath, hukumat, economists, aur arthik mujrimon ko doosre factors aur asolon ko bhi madadgar taur par ghor karna chahiye. Isi tarah se, GDP ke saath saath, aam logon ki zindagi ko behtar banane ke liye amal karna bhi zaroori hai. To is tarah, GDP ya Gross Domestic Product ek aham arthik parameter hai jo ek mulk ki arthik halat ko samajhne mein madadgar hota hai. Lekin yeh sirf aik hissa hai, aur asal tarraqqi aur insaf ke liye doosre amal aur policies bhi zaroori hote hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Trading market main different term use hotay hian. Ess main aik GDP jiskaa matlab Gross domestic products jo k kisi bhi country ki economical condition ko strong kerny main bahot helpful hota hai ky agar GDP kisi bhi country ki decrease ho rehi hoti hai tou uska mean hota hai k country ki economical condition weak hoti ja rehi hai jabky agar GDP ki ratio increase hona shoru ho jaaay tou same country ki economy bhi strong hona shoru ho jati hai q k gross domestic products ko jab hum other

        اب آن لائن

        Working...
        X