Harmonic Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic Pattern
    Harmonic Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Harmonic Pattern Introduction Dear Fellows, Trading market main te zehan nasheen rakhy k har pattern ki pani jaga pay importancr hain. Aisy hee ess pattern bee ki bahoot ziada importance hain. Essko samjeny k ley humy different level ko maloom karna hota hain awar ess k mutabiq trading karni hoti hain jaisy b hum log soch samj k trading karny gy to hum kamyab hon gy gor that humko ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken jtna ziada ho saken humo hard work karni ho ge or harmonic pattern ko seekena ho ga samjena ho ga ess pattern main four point hoty hain upar sy start ho to point A wahan sy jab nechy aay ga to wahan point B banata ha phr uper jayga or wahan point C banata ha us k bad wapis down aata hain to ye point D hota ha is tahra harmonic pattern main tabdeel hojata hain. Importance Fellows, Yaha ye pata hona zaruri hai k jo tarder ess market main technical analysis par wotk karty hain un ko harmonic pattren kaa achi tarah knowledge rakhna chahtay hain. Un ko samjh kar hum market ko asaani sey monitor kar sakty hain ye pattren aik geometric shape k hoty hain moreover enn par hum agar chart par indicator ka use karyn tu asani se hamyn market k buy aur sell ki entry milti rehti hai. Ye ik bahot he acha indicator hai aur kafi indicator ko draw kar k analysis karty hain aur acha result hasil karty hain. Ikk ap jo bhi trading strategy use karyn awar jo bhi indicator use karyn apko us par mukamal knowledge hasil karna chahye aur us par full experience hona chahiye aur is k liye best option hai ap demo account par trading kar k apni strategy ko bhi test kar lyn aur fibonacci indicator ho ya jo bhi ho ya jis pattren par bhi chart banayn ap pehly demo par use kary. Uss k baad he ap usko market main use kar sakty hain. Uses Fellows, Trading market main harmonic patterns koo use karne se Humko market main bahut hi acchi trade mail Jaati Hain. Yaa harmonic patterns Humko Har time frame Main mil Jaate Hain. May b padh rha kar lena chahie aur uske bad Jab market entry level per Jaati Hai To wahan se Humko market mein enter ho jana chahiay harmonic patterns per trade karne ke liye Humko fever indicator use karna hota hain awar esse ham ko Iske Tamam levels Ka Pata Chal jata hai ki kaun sa harmonic pattern Dra ho raha hai uske bad Ham mis market Mein acchi trade Laga sakte hain w kk harmonic patterns ka result Kafi ziada Acha hota hai u hee agar aap harmonic patterns ko study karte hain to aapko ismein Kafi ziaaada faida ho jata hai agar aap harmonic patterns per study kar lete hain to aapko essi main learning karne ke liye Kafi ziaada mehnat Karni hogi uske bad aap essi main saay acha profit kamaa sakty hain. Thanks
     

    اب آن لائن

    Working...
    X