Trade lagging Indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lagging Indicator
    Trade lagging Indicator
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction

    forex market mein lagging indicator aik kesam ka technical indicator hota hey yeh forex market mein aik aisa technical tool hota hey jo keh forex market men death cross mein estamal hota hey jo keh pechlay price action data kay estamal karnay kay ley keya ja sakta hey jes ko forex tradr market ka analysis karnay kay ley estamal kar saktay hein lagging indicator forex market kay sab kay sab trend aa jatay hein yeh forex market kay entry or exit kay raston kay ley estamal keya ja sakta hey trend saze ke markt mein lagging indicator sab say zyada effective hota hey yeh indicator reality mein trading movement karnay kay bad ban sakta hey jes ke ajah say trader ko kam profit able bananay kay ley estamal keya ja sakta hey

    Trade with Lagging Indicator

    forex market mein lagging indicator woh indicator hota hey jo keh forex market mein moving average kay baray mein estamal keya ja saktahey en ke mesal mein simple moving average or exponential moving average or MACD bhe shamel hein mechay daikh lein yeh tamam kesam kay indicator forex market mein mokhtalef kesam kay formulas ke tarah forex market par effect kar sakte hein forex parameter ko tabdel kar kay en indicator mein
    Click image for larger version

Name:	leading-vs-lagging-indicators_body_EURUSDleadingvslagging.png
Views:	13
Size:	27.8 کلوبائٹ
ID:	12778705tarmeem ke ja sakte hey takeh forex trader kay motabaq ho

    simple moving average

    SMA aik technical indicator hey jo keh forex market mein mofeed sabat ho sakta hey jo keh forex market mein kese khas time frame kay sath assert ke price ko analysis karta hey or forex market mein average close honay wale price ko identify karta hey

    Exponential Moving Average

    EMA aik kesam ka lagging indicator hy jo keh SMA calculation ka result hota hey farq serf yeh hota hey keh EMA prices ke tabdele kay haq mein hota hey

    MACD MACD aik kesam ka lagging indicator hota hey jo keh forex market mein mokhtalef kesam kay EMAs ka hesab laga sakta hey
     
    Last edited by ; 08-11-2023, 03:18 PM.
    bhali kay badlay bhali

    اب آن لائن

    Working...
    X