Analysis krny sy market ki samj ati ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis krny sy market ki samj ati ha
    Dear agir aap matket ko smjna chaty hain to market ko analysis krns sekhin analysis krny sy he market ki thek trah sy samj ati ha or tb he aap ak achi or profit wali trade open kr skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

    G bahi agr ap analysis krta hain tu ap ko market ki samaj ati hai is lia market ka analysis karian nahi tu lazmi sekahin analysis kasa kia jata hain forex mia analysis krna tohra mushkal hai laken na mumkin nahi agr hum forex mai analysis krna sekh lain tu hum forex mai ak achi kamyabi hasil kr sakta hain analysis s ap ko market ki movemwnt ki samaj aya gi market up ja rahi hai ya down or kis point s trade open ki jaya ya bi maloom hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
      Dear agir aap matket ko smjna chaty hain to market ko analysis krns sekhin analysis krny sy he market ki thek trah sy samj ati ha or tb he aap ak achi or profit wali trade open kr skty hain
      Yah Baat aapki bilkul theek hai analysis karne se hi market ki samajh Jaati Hai trading Mein sabse Jyada difficult market trend ko samajhna hota hai lekin jo traders mehnat Karke aur proper tarike se working Karte Hain vah is business Mein acchi trading kar lete hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

        G han dear ye bat hai kay humain anylisis karnye say market ki achye say samjh a jatye hai aur hum es mai kamyabi bhi laye saktye hain tu hamesha marjet kay anylisis ko daijha karain aur us kay mutabiq he trade ko ooen kiya karain ager kamyabi pani hai tu
        • #5 Collapse

          Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

          Ji han real aapane bilkul theek kaha hai analyses karne se hi market ki samajh Aati Hai jitne Jyada aur aapke analyses strong hoge na hi maarpeet ke moment ko aasani se Samajh Kar acchi trade open kar Sakenge Apne analyses ko Saman banana chahie....
          • #6 Collapse

            Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
            Dear agir aap matket ko smjna chaty hain to market ko analysis krns sekhin analysis krny sy he market ki thek trah sy samj ati ha or tb he aap ak achi or profit wali trade open kr skty hain
            market ka analysis karna bohat hi zruri hay , ess say hamain market ko samajny mei madad milti hay , jo traders market ko samaj k kaam karty hain unhen loss ka dar bhi kam hota hay , samaj dar traders market ko analysis kar k hi trading karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

              g haan bhai jaan hamein chahye hai kee ham as main market ko analysis kare bad main hi ham as main kamyab ho sake ge and hamein chahye hai kee ham as main mihnat karte rahe u hi ham as main se earning ke kabil ban sake ge aor hamein ache se bhi kam karna chahye hai
              • #8 Collapse

                Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

                Yah Nahin kahati attack kam hai idea ho jata hai kya hua market kahan per Munh kar sakti hai aur kahan per Nahin kitne Tak Ja sakti hai ya nahin Ja sakti hai ya Mein Chalti Hai acche Hain Hamen market car han acche se market ka analyses Karke Idea bahut Kareeb Se Laga sakte hain ki aap market kahan per Munh kar sakti hai aur kitne had Tak Upar Jayegi yah kitne had Tak kiye niche a sakti hai
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

                  Good Evening Friends
                  Ham jab is maina traders ko open karte hain aor s main ham ananlsysi kar kee trader ko open karte hain to ham is main kamyab ho sakte nhain aor is main hamen ach se mehnat kaerna cahye aor is main agar analysis ker kee trade open karte hain to ham is main kamyab hos akte hain aor is main ean ker sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

                    G han dost app theak kha raha hain market ko anlize krna sa app ko forex ka bissniss main bhot help milthe ha is lia main app sa khana cahta hu ka manaat kro orr forex ko ziada sa ziada time dho orr market ko anlize kr ka tread laghya Karin AGR kohi muskil ay tho apna senior sa help lain
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
                      Dear agir aap matket ko smjna chaty hain to market ko analysis krns sekhin analysis krny sy he market ki thek trah sy samj ati ha or tb he aap ak achi or profit wali trade open kr skty hain
                      Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan yah Baat bilkul theek hai kya kar Hamen Forex trading business Mein kamyabi Hasil karni hai to apni trade ko open karne se pahle hi Hamen market ke analyse kar Lene Honge tab bhi Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

                        Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex market mai jab hum analysis krtey hai tou hum trend ko under stand krtey hai aur hum market mai easily trade open kr sakty hai. Jab hum trend ko under stanf krtey hai tou hum easily big profit earn kr sakty hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

                          Asslam o Alikum dear respected members bhai nay bohat hi achi bat kahi hai k forex ma ap tab hi kamiyab ho patay hain jab ap ko market ki up down or proper analysis samjh aa chukay hotay hain. Forex ma trading say pehlay market analysis ki samjh boojh bohat zarori hai takay ap jab bhi koi trade open karen to acha profit gain kar saken, bina market analysis ap kabhi acha profit nahi paa saktay.
                          Asslam-0-Alikum, dear respected members
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis krny sy market ki samj ati ha

                            Dear friend analysis key zariye ham market movement ko check karty Hain key market kiya thi ur kis traf movement hugi market history bhi check karty Hain analysis key zariye hame secure trading men help milti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X