News and Technical Relation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News and Technical Relation
    News and Technical Relation
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    News and Technical Relation Introduction Dear Fellows, Yaha hum relation technic of news k saath discuss karygy. Economic news ka relation technical indicators k sath bahot ziaada hain es ki waja ye hay k technical indicators ki development news impact ki bunyad par hi ki jati hain and market moving average ka be es me relation bahot hi ziada hota hai . However, economic news jab be kesi currency par high ya low impact karti hain tab to currency pehly correction karti hay esi waja se indicators signals uss time tak provide nahi karty jab tak trend strong na hojata hain. Ye matket ki ik hobi hain k wo tab b trading pay negtive effect nahi karta. Ehmiat Fellows, Jaha tak esli ehmiat ki baat hai to ess market mai hum jab technical analysis par trading karty hai to hum ko ais market mai technical ko leran karna hota hai magar hum ko ye pata hona chaye k humm ais market mai achi trades karna chaty hai to hum ko ais mai news dekhni chaye k market mai kon sc news aa rahe hai aor aus k baad hum ko ais market mai kaisy kaam karna hai agar hum ais market mai news k time par technical k hisab sey work kary gay to hum ko loss kaa saamna karna hoga q k market news k time par bahot hi zayda volatile ho jati hai aor aus time technical ko follow ni karti ess liay hum ko news k time par trade hee nahi karni chaye qn k agar hum ais market mai technical analysis ko nahi observe krygy to set back b hp sakta hain. Estemaal Fellows, Ess ja timely estemaal bahot eham hain q ess sey matlab ye hain k aap forex market ko charts and indicator ki madad se judge Karte Hain awar market grow karta hain. U to different types ke indicator mukhtalif work Karte Hain Maslan agar aap nae trading Trend ko judge ahi tarah say karna hai Tab relative strength index, moving averages, use Karengy same as mazeed Aur Bhi mukhtalif purpose ke liye mukhtalif indicators used Hote Hain. But ik khaas baat Ka Khyal Rahe k technical analysis Har Bar hundred percent theek Nahin Hota q k Fundamental analytics se Murad yee hain k Jab Bee economic calendar ke hisab se Koi meeting ya press release announce hoti hain to market per iska direct effect padta hai isliye a fundamental analytics ko bahot care k saath use karna chahiay wrna ye upset kar sakta hain. Thanks
     

    اب آن لائن

    Working...
    X