Dark cloud cover candle stick pattern Explain Karen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark cloud cover candle stick pattern Explain Karen?
    Dark cloud cover candle stick pattern Explain Karen?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dark Cloud Cover candlestick pattern ek bearish reversal pattern hai. Is pattern mein do consecutive candlesticks hote hain, jinmein pehla candlestick bullish hota hai aur dusra candlestick bearish hota hai. Dusra candlestick pehle candlestick ke upar open karta hai, lekin uski body pehle candlestick ki body ke andar close karta hai. Wazahat ke baare mein: 1. Pattern Structure: Dark Cloud Cover pattern mein pehla candlestick ek bullish candlestick hota hai. Dusra candlestick bhi bullish open karta hai, lekin uski body pehle candlestick ki body ke andar close karta hai. Dusra candlestick ki body pehle candlestick ki body ke minimum 50% tak extend ho sakti hai.2. Reversal Signal: Dark Cloud Cover pattern bullish trend ke baad form hota hai aur bearish trend reversal ki sambhavna ko darshata hai. Pehle candlestick bullish momentum ko darshata hai, lekin doosre candlestick ki bearish close price pehle candlestick ki bullish momentum ko negate karta hai. Isse market sentiment change hone ki indication milti hai.3. Bearish Confirmation: Dark Cloud Cover pattern bearish reversal signal hai, lekin isko confirm karne ke liye additional factors consider karna important hai. Ismein volume analysis, trendlines, support and resistance levels, aur other technical indicators ka use kiya jaa sakta hai.4. Entry and Exit Points: Dark Cloud Cover pattern ko identify karne ke baad, traders sell positions enter kar sakte hain. Entry point typically doosre candlestick ke low se thoda sa neeche set kiya jaata hai. Stop loss order pehle candlestick ke high ke upar set kiya jata hai. Target levels ko previous swing lows aur support levels par set kiya jaa sakta hai.5. Risk Management: Har trading strategy mein risk management ko prioritize karna zaruri hai. Stop loss orders, position size, aur profit targets ko set karke, risk ko manage karna important hai.Dark Cloud Cover candlestick pattern ek potential bearish reversal signal hai, lekin iski validity aur accuracy ko confirm karne ke liye proper analysis aur confirmation factors ka use zaruri hai.Mujhe ummeed hai ke aapko Dark Cloud Cover candlestick pattern ki wazahat samajh aayi hogi.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduction

      forex market mein dark cloud cover candlestick pattern aik kesam ka candlestick pattern hota hey jo keh forex market kay trend reversal janay ke taraf eshara karta hey yeh forex market mein up trend kay oper hesay mein zahair hota hey es candlestick pattern mein aik bare green candlestick shamel hote hey es kay bad aik red candlestick shamel hote hey jo keh pechle green candlestick kay mid point mein shamel ho jate hey or forex market mein aik new high ko paida karte hey

      dark cloud cover pattern ke pehchan

      forex market aik up trend hona chihay forex market mein en indicator ko talash karna chihay jen ke raftar slow ho rehe hote hey jo keh bearish moving average formation ya bad mein bearish candlestick formation shamel keya ja sakta hey pechle green candlestick ke opening kay sath red candlestick mein forex market kay stock mein gap aa jata hey kunkeh yeh candlestick forex market mein zyada tar ese level par open hote hein jes level par close ho gain the ya phir es kay belkul qareeb the es bat yaene bana chihay keh red candlestick pechle green candlestick kay mid point par close hone chihay forex market mein nechay ke taraf new trend ke formation ko daikhna chihay
      Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_Darkcloudcoverexplained.png
Views:	8
Size:	13.8 کلوبائٹ
ID:	12778950

      Trade with Dark Cloud Cover Pattern


      forex market kay majodah up trend mein higher highs or higher lows ka

      aik selsala hona chihay forex chart par koi yeh bhe analysis kar sakta hey keh market ko mazeed agay barhna start kar deya tha kunkeh forex markeet ke oper ke taza tareen movement start mein aik side par chale gay the jab yeh forex market mein oper ke taraf barhe to yeh zyada bullish movement nahi the jaisa keh pehlay daikha geya tha mazeed RSI overbought area mein chala geya tha jes say trade ko yaqeen ke aik bare level mele hey mid candlestick kay bad bearish process start ho jata hey jaisa keh ap nechay dey gay chart par bhe daikh saktay hein Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_12345DarkCLoudCover.png
Views:	6
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12778951yahan say trader safe entry lay saktay hein
      Last edited by ; 09-11-2023, 09:40 PM.
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X