Volume Price Analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Volume Price Analysis
    Volume Price Analysis
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction forex market mein volume price analysis method aik technical method hota hey jo keh forex market kay kese assert kay trading volume kay ley estamal hota hey jaisay keh stock currency ya commodity market mein estamal hota hey yeh aik khas period kay sath trade key jatay hein hasas ka analysis karnay kay ley estamal keya ja sakta hey volume price ke movement ya strength ko identify keya ja sakta hey or market ke paidare kay baray mein important baserat frahm ke jate hey forex market ka high volume market ke bullish movement hote hey jes kay sath trading volume zyada ho jata hey to es bat ko tajweez karta hon keh es step kay pechay strong yaqeen hota hey zyada volume forex market ka analysis kar sakta hey or forex market ke higher level ko identify kar sakta hey kam volume price ke movement es kay opposite hota hey jab koi trading strategy low volume kay sath market kay oper ya nechay ke taraf movement karte hey to yeh forex market ke price kay hawallay say khadshaat ko paida karte hey yeh forex market kay shorka ke janab say josh o kharosh ko identify kar sakta hey prices mein es tarah ke movement ko kabel e aitmad samjha jata hey volume price analysis ke importance trader or investor kay ley volume ke 2 important wajohat hote hein trader market mein es ke nafseyat ke level ko identify karta hey or forex market kay trend ko check karna or estamal karnay kay ley keya ja sakta hey mesal kay tor par jab koi assert zyada volume kay sath increase ho rehe hote hey to yeh indicator es bat ke taraf eshara karta hey keh trend strong ho raha hey es ley forex market mein bullish ka eshara frahm keya ja sakta hey dosree taraf ager assert ka volume zyada hota hey or volume kay nechay ja rehe hote hey to yeh sell off ko identify karta hey volume bhe divergence ka important indicator hota hey Divergence hamaisha es time wazah ho jata hey jab oper kay trend mein volume mein ezafa assert ke price mein kame ke wajah ban sakta hey volum price kay analysis kay key tool yeh hotay hein keh forex market kay baray volume price mein kame ko zahair keya ja sakta hey or kese cheez nay es step ko move keya hey Conclusion volume forex trading ka aik important pehlo hota hey kunkeh yeh forex trader ko achay faislay karnay par majbor kar dayta hey hum nay oper yeh daikha hey keh volume forex market ke price ko analysis karnay kay ley kitna zyada important hota hey or yeh forex market mein kuch maqbol tareen indicator hotay hein je ka hum market ka analysis karnay kay ley estamal kar saktay hein
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

    اب آن لائن

    Working...
    X