DMI Indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    DMI Indicator
    DMI Indicator
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction DMI indicator dosray technical indicator relative strength index ke tarah market kay analysis mein kam karta hey DMI zyada deheyon kay period kay ley estamal hota hey Wilder nay good market ka analysis kartay hovay es ko introduce keya hey bad mein yeh dosree kesam ke market currency or dosree kesam ke market mein bhe estamal keya ja sakta hey Calculation DMI Indicator DMI kay calculation ka tarekay kar long hota hey yeh action nesbatan long hota hey tahum jaisa keh ehlay lekh chokay hein ap forex market mein aik day trader kay tor par jananay ke koshesh kar saktay hein or es ke bajay ap ko serf yeh jananay ke zaroorat hote hey keh forex chart par yeh amal kes tarah say shamel key jay or kes tarah say rs action ko laya jay sab say pehlay ap ko es indicator ke relity ke range ko analysis karnay ke zaroorat hote hey or minus ha hesab lagana ho ga dosra directional index ko talash karna ho ga DM+ ko 14 den ke humwar line indicate karna ho ga TR say taqsee karna ho ga point ko hatanay kay ley es ko 100 say zarb dayna ho ga aglay den ke 14 den ke humwar line hote hey jes ko TR say taqseem kara ho ga 14 den ke minus directional say taqseem karna ho ga pehlay point ko hata kar 100 say zarb dayna chihay +D14 DMI -D14 kay barabar ho ge DMI indicator ka kam DMI indicator forex market mein aik positive kesam ka indicator hota hey jo keh forex market ke majodah price kay minus majodah low say bare hote hey result kay tor par yeh index aam tor par majodah high minus sabqa high points ko identify karta hey ager yeh positive hotay hein forex market mein negative DMI es kay opposite hote hey najodah low bare hote hy anay wale low say DMI ka point of view basic hota hey es ko ache tarah say samajhna aik ache bat hote hey tahum yeh zaroore nahi hota hey ap es ko jantay nahi hein ap ko forex market ke yeh jananay ke zaroorat hote hey ap es ko market mein kes tarekay say lago keya ja sakta hey jaisa keh ap daikh saktay hein DMI indicator mein teen lines hote hein jen kay rang mokhtalef hotay hein ap apni trading ke tarjehat kay motabaq en rangon ko tabdel kar saktay hein oper wallay chart mein pele line ADX ke line hey yeh woh hota hey jo ap ko dekhata hey keh kya ho raha hey
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

    اب آن لائن

    Working...
    X