High Frequency Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High Frequency Trading
    High Frequency Trading
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    High Frequency Trading Introduction Dear Fellows, Tarding market main differnet frequency mi trading hoti hain. Ess say ap ko pata chalta hai k ess market main agar ap ney long term mai kaam kia ho to ap ko understanding ho gi k ais market mai ap ne risk kam lena hota hai magar inn mai profit bahot he ziada hota hai ess liay ess market mai agar ap ne koi trade lagani ho to ess mai ap ne analysis karny hoty hain jin k liay ap ko basic par work karna hota hain. Market mai jab ap mukhtalif countries par search kar k kaam karty hai to aus k baad ap ko ess market mai kaam karny ka faida hota hai q k ap ko pata chal raha hota hai k kon c country hai jis mai work acha ho raha hai and usski currency strong hony wali hai aus k hisab se jab ap trade lagaty hoty hain to ap ko uss par ziada profit hee hota hain. Technical trading main ye hain k ap ko demand and supply par nazar rakhni hoti hai but oss mai kai dafa market follow nahi karti hai aor fundamenatal k hisab se move karti hai ais liay agar ap nay ess market mai kamyab hona hai awar u acha trade hota rehta hain. Importance Fellows, Trading main high frequency ki bahot ziada importance hoti hain q k jab currency pa kam kar rahy hoty hain to ap achi tarha samajh rahy hotay hain kay kon si n country ki frequency high hay aur kis ki low hay har ekk ka ap ko utaar charhao pata lag raha hota hay ap samjh rahay hoty hain kay ap ko pata chal raha hota hain k kwan sa country hai jis mai kaam acha ho raha hai aor aus ki currency strong hony wali hain aus k hisab se jab ap trade lagaty ho to ap ko aus par zayda tar profit hi hota hai.aur ap sab kuch note kar rahay hothy hain is liay ap un currency pa workout kru jin ka profit ratio ziada hoti hain aur ap achi say achi trading kar sako tak trading apki kamyab sy kamyab ho. How it to be Treat? Fellows, Hum different type ki Trading karty hain hum ess mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain uaam tawar py forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to humko loss ho jata hain ess mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hamy weekly target bana kar forex mai kam karna chaiay q k aisay mi trading achi kar sakty hain awar market mi apni value bana sakty hain. Thanks
     

    اب آن لائن

    Working...
    X