Bearish Counterattack Line Candlesticks Pattren in Forex Trading....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Counterattack Line Candlesticks Pattren in Forex Trading....
    Bearish Counterattack Line Candlesticks Pattren in Forex Trading....
     
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam u alaikum, Dear forex member umeed karta hoon ap sab khairiyat se hoon gy aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Bearish Counterattack line candlestick pattern kya hai.

    What is Bearish Counterattack Line Pattren: Dear bearish contractic line candlestick pattern 2 days candles per mustamel Ek bearish trend reversal pattern hai jo ki lower Trend ke bad banta hai pattern Ek bear stand Mein use time Banta Hai Jab market Mein Ek Baarish candle first candles ke down gap mein open hokar aur real body banne ke bad first candles ke real body ke bottom per sem closing price per close Ho Jaati Hai pattern Mein Shamil donon candles ka close price same point per ya Ek dusre ke bahut Kareeb banta hai pattern ke mutabik market ke control ko Hasil karne mein Kamyab Hote Hain jisse price reversal ya Bull stand ko follow karna start Karti Hai pattern ke donon candles ke closing price Ke Darmiyan lajmi Koi gap Nahin Hona chahie yeh pattern on neck pattern ban jata hai. Candles Formation: Bearish contractic line candlest state pattern ki second candle ke beeresh hone ke bad market Mein investiture trend badalne per majbur hote hain jisse price new trendish ko follow karna start Karti Hai pattern Mein Shamil donon candles different pattern ki Hoti Hai jismein first candle baresh aur second bullish Hoti Hai Jiski tafseel aapko mil rahi hoti hai. First Candle: dear bearish contracted line candlestick pattern may 1st candle Lake be raised candle Hoti Hai yah candle Price get down trend ko show kar rahi hoti hai jo ki black ya red color ki candle Hoti Hai yah candle Lake strong real body Mein banti hai candles ki real body Shadow Se Jyada hoti hai. Second Candle: bearesh contracted line candles take pattern ki second candle Lake bullish candle hoti hai jo ke open first candles ki bottom par gap Mein hoti hai but close the first candles ki real body ke kareeb Jahan same first candles ke closeing price per Hoti Hai yah candle color Mein white ya green hoti hai jo ki bear stand ko khatm karti hai aur price ke bullish trend reversal ke Sabab banti hai. Explaination Of Bearish Counterattack Line Pattren: Dear bear is contracted line pattern cobbler trend reversal pattern ke Taur per use Kiya jata hai jo market Mein musalsal down Ki Jaane movement karte hue price Mein banta hai pattern ki second Din Ki candles price Mein gap dikhata hai Jahan police market Mein wapasi ki koshish karte hain pattern ka important point yah hai ki pattern ki second candle first candles ke close price se down gap mein open hokar police real body banne ke bad first candles ke sem lower price ya close price per close hoti hai pattern market Mein control barkrar rakhne mein nakam rahe hain jisse bullish market ka control Hasil karte hain pattern ki donon candles different format Mein Hoti Hai jismein first candle aur second Bullet Hoti Hai donon candles real body Mein Laaj bhi honi chahie jabki yah candle Shadow simmat ya Shadow ke bagair bhi ho sakti hai. Trading With Bearish Counterattack Line Pattren: Dear bearish contracting line candlestick pattern price maybellis ki kaam koshish Karti Hai jisse price bear stand reversal ko follow Karti Hai pattern ki donon candles ke closeing price ke same point per honi chahie Kyunki bearing scandals ke strong wapasi price ke trend rever Sel ka sabab banti hai pattern per trading se pahle Ek confirmation candles Ka Hona important hai jo ki real body Mein bullish honi chahie aur second Bullet candles ke top per close honi chahie pattern ke bad scandals ke banne se yah pattern ine valid ho jaega pattern ki confirmation CCI RSI indicators osilator per value over sold Jon Mein hone kam honi chahie stop loss pattern ke sabse bottom position ya second candles ke open price se two Peps below set Karen
     
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Bearish Counterattack Line candlestick pattern ek bearish reversal pattern hai, jo bullish trend ke baad bearish reversal indicate karta hai. Yeh pattern do candlesticks se bana hota hai. Bearish Counterattack Line candlestick pattern ki wazahat: 1. Formation: Bearish Counterattack Line pattern mein pehle ek strong bullish candlestick (typically long green candle) aur uske baad ek bearish candlestick (typically red or bearish) hota hai. Bullish candlestick ke range mein hone ke baad, bearish candlestick open aur close range ke andar rehta hai, aur bullish candlestick ke body ke ek significant portion ko engulf karta hai.2. Reversal Signal: Bearish Counterattack Line pattern bearish reversal signal provide karta hai. Yeh pattern bullish trend ke exhaustion aur bearish momentum ki shuruwat ko indicate karta hai. Is pattern mein bearish candlestick bullish candlestick ke range ko cover karne ki koshish karta hai, jisse bullish momentum ko neutralize karne ki koshish hoti hai.3. Confirmation: Bearish Counterattack Line pattern ko confirm karne ke liye, traders dusre technical indicators aur price patterns ka istemal karte hain. Support and resistance levels, trend lines, aur oscillators jaise ki RSI, MACD, etc. ki madad se pattern ko confirm kiya jata hai.4. Trading Strategy: Bearish Counterattack Line pattern ke basis par traders bearish trades ko enter karte hain. Traders typically short positions lete hain ya existing long positions ko close kar dete hain. Stop-loss levels ko set karne ke liye high of the bearish candlestick level ko consider kiya jata hai.5. Risk Management: Risk management ka dhyan rakhna bearish trades mein bahut zaruri hota hai. Stop-loss orders ko set karke downside risk ko control karna important hai. Position size ko adjust karte hain aur risk-reward ratio ko consider karte hain.Bearish Counterattack Line candlestick pattern bearish reversal signal provide karta hai aur traders ko bearish trades ke liye entry points deta hai. Is pattern ko confirm karne ke liye dusre technical indicators ka istemal kiya jata hai. Risk management ko dhyan mein rakhte hue, traders is pattern ke basis par trading decisions lete hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X