ADX (Average Directional Index) Indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ADX (Average Directional Index) Indicator
    ADX (Average Directional Index) Indicator
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ADX (Average Directional Index) Indicator Introduction Dear Fellows, Ye to aap janty hain k strong trend k saath trading karna risk ko kam karta hai and profit limits ko increase kar sakta hain for that maqsad ADX (average directional index) indicator ko use kia jata hain awar ye indicator strong trend ko movement average calculation se zahir kar key signal provide karta hay, Traders key ley strong trend ki pehchaan key ley ye ultimate indicator hai jo ke trend ko hamaray liey profitable bana deta hay ess j saath ye indicator trend whether (bullish/Bearish) determine nahi karta siraf direction mention karta hai. Ye market mi ik acha indicator saabit huwa hain. Uses Fellows, Ye elam mi hona zaruri k Adx indicator ko use karnay ka liey different periods kaa use kia jaata hain jo k Trend ka sahi pata ussi wakat lagg sakta hai jabb trend ke strength ka pata ho. ess kay liey different periods k sath ye indicator apny chart par lagana hote hain. After that aap us trend ka strong ya weak hony ka pata laga saktian hain aur indicator signal say sahidurection mi trade kar saktyhain. Mazeed ye m eass apko mazeed confidrnce milta hain. Importance Fellows, Trading market main ess ki bahot importance hai ye Ek acche wale indicator Lagti Hai Ye indicator Na Main Market ki direction ko find karne mein Hamari bahoot help karta hai aur hum eaa ko long time regular working ke liye Aage Ki Taraf Le jata hai aur Hame ess say trading main bahot help milti hain. Mazeed ye k ye ap ko trend k bary mai batata hai aor ais mai ye hai k ap jab ais ko chart mai laga lety hai to ap ko market ka trend pata chalta hai k ess waqt market mai buy trend hai ya sell trend hai ais ka jo result h kafi zayda acha hai kun k ess mai jab hum trade lagaty hai to ais mai hum ko atna pata chal jata hain k ab market main ess time buy karna chaiaya sell karna chaiay do why agar ap ko ess k bary mai pata nahi hai to ais ko ap demo par try kary aor aus k baad ais par trade lagaye jab ap ko ais ki sahe samjh aa jaye to aus k baad ess ko real account mai laga dy kun k jab ap ko understand hogi ap ess say faida uthaa sakygy. Thanks
     

    اب آن لائن

    Working...
    X