Gravestone Doji candlestick:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gravestone Doji candlestick:
    Gravestone Doji candlestick:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gravestone Doji candlestick:

    Gravestone Doji, jo ki Japanese candlestick charting analysis mein istemal hone wala hai, ek bearish reversal pattern hai. Is pattern ko traders price charts par dekh kar price action analysis karte hain. Gravestone Doji pattern ki wazahat neeche darj ki gayi hai:Pahchan: Gravestone Doji pattern mein ek single candle hoti hai, jismein open, high, aur close price same ya similar hote hain. Is pattern mein candle ki body neeche ki taraf nahi hoti hai, lekin upper shadow (wick) lambi hoti hai aur price ke close ke pass high level par hoti hai.Is pattern mein candle ki shape ek gravestone ya headstone ki tarah dikhti hai, jahan candle ki upper shadow poora candle ke upar extend hoti hai. Kaam: Gravestone Doji pattern bearish reversal pattern hai, iska matlab hai ki jab ye pattern form hota hai, toh ye indicate karta hai ke bullish trend khatam ho sakta hai aur bearish trend shuru ho sakta hai. Ye pattern market sentiment ka change ya reversal ko signify karta hai.Traders Gravestone Doji pattern ko entry point confirm karne ke liye istemal karte hain. Agar traders is pattern ko sahi tashkhees kar lein, toh unhe bearish reversal signal milta hai aur unhe short position lena ya existing long position ko close karna ka mauka milta hai.Gravestone Doji pattern ko confirm karne ke liye, traders dusre technical analysis tools aur indicators, jaise ki trend lines, support aur resistance levels, aur volume analysis ka istemal bhi kar sakte hain.Traders ko Gravestone Doji pattern ki tafseel samajhne ke liye, vo Japanese candlestick charting analysis ke basic concepts, aur dusre reversal patterns, jaise ki Shooting Star, Hanging Man, ya Evening Star pattern ki bhi samajh honi chahiye. Isse traders Gravestone Doji pattern ko sahi tashkhees aur istemal kar sakte hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduction

      Gravestone Doji say morad aik kesam ka bearish indicator hota hey jo aam tor par forex market mein technical analysis kay ley estamal hota hey Gravestone doji aoik bearish reversal candlestick pattern hota hey yeh os time banta hey jab forex market ein open low close or high price aik jaice hote hein yeh aik bearish reversal pattern hota hey jo keh market mein os time banta hey jab forex candlestick kay upper shadow long hotay hein forex market ka long upper shadow yeh batata hey keh market ka aghaz ho raha hey or forex market kay session kay end tak bear nay market ko kabo pa leya hota hey long bearish nechay kay trend ke taraf eshara karte hey

      understanding Gravestone Doji

      Gravestone Doji aam tor par bearish Doji candlestick pattern hota hey es candlestick pattern ko bearish reversal candlestick patter he taiber keya jatahey jab yeh forex market mein up trend kay oper zahair hota hey Gravestone Doji trader ko yeh daikhnat mein bhe madad karta hey keh forex market ke prices kay ezafay kay against prices kahan par tabdel ho rehe hein yeh aa tor par forex market kay mumkana ezafay ko indicate karta hey es pattern ke shape ulta T ke shape ka pattern hota hey jes par open close high or low sab prices aik jaice hote hein long shadow gravestone Doji ka important part hota hey
      Click image for larger version

Name:	image-20-768x432.png
Views:	16
Size:	34.8 کلوبائٹ
ID:	12782016

      Trade with Gravestone Doji Pattern

      Gravestone Doji pattern par trade karnay kay ley forex chart par analysis kar saktay hein es candlestick ko talash karna kafe zyada assan nahi hota hey jo cheez forx market kay es pattern ko sahi banate hey woh aik point hota hey jahan sayyeh zahair hote hey es ka matlab yeh hota hey keh forexmarket kay mokhtalef points par es shapee kay zahair honay kay mokhtalef points ho saktay hein Gravestone Doji par trade kartay time sab say pehlay hum es ko increase kartay hovay daikh saktay hein or aik bullish movement kartay hovay es bullish movement kay ley gravestone doji zahair hota hey negative phlo market kay reversal janay ko identify kar sakta hey es pattern par risk management kay ley kai lkesam kay stop loss set kar saktay hein forex market mein money management ke bohut importance hotay hein trader ko long side mein down entry kay ley daikhna chihay nechay dey gay chart par bhe daikh saktay hein
      Click image for larger version

Name:	image-21-768x432.png
Views:	17
Size:	30.3 کلوبائٹ
ID:	12782017
      Last edited by ; 23-11-2023, 04:38 PM.
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X