Multi time frame analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Multi time frame analysis
    Multi time frame analysis
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Multi time frame analysis

    Introduction Multi time frame analysis forex market mein aik trading faisla kartay hein yeh forex market ko yakja karnay ka amal hota hey trading ka sab say important pehlo mein say aik hota hey jes forex market kay day trader or swing trader he estamal kartay hein es bat kheyal nesbatan assan hota hey es say pehlay ap yeh daikhnay kay ley time nekaltay heinzyada tar time lines chart ke tarah nazar attay hein zyada tar trader daly chart ke tarah long term chart ka analysis kartay hein hi 4H hat ko es kay bad 1H chart ko or 5 mint chart ko analysis kartay hein aisa karnay kay lay ap ko kai tarekon say madad mell sakte hey jaisa keh nechay ka chart dekhaya geya hey mesal kay ley nechay ka chart hey tahum yeh 4H chart humaray ley bohut he important resistance hote hey
    forex market mein multi time frame analysis es bat ko indicate karta hey yeh forex market mein take profit bananay kay ley forex market mein madad gar sabat ho sakta hey end mein es kesam ka analysis es kay key chart pattern kay end ko identify karta hey mesal kay tor par end mein weekly chart daikh saktay hein mesal kay tor par nechay dey gay weekly char ko bhe daikh saktay hein hum daikh saktay hein ETH/USD aik cup or handle pattern bana sakta hey yeh aam tor par frex market mein bullish jaree pattern ko identify karta hey multi time frame analysis mein market check karna forex market ko check karna bohut he zaroore hota hey jes ko zyda tar trader multi time frame analysis ke madad say check kar sakta hey ap ko 1 mint ka chart check kar saktay hein or es tarah multi time frame analysis mein monthly or sall ka time frame bhe check kar saktay hein kese bhe trader kay ley challenge strategy ke base par estamal keya ja sakta hey or sab say best time frame ko bhe talash kar saktay hein es ke wajah yeh hote hey keh H1 kay chart mein forex chart ke moving average bland ho sakte hey laken daily chart mein moving average oper ja sakte hey es kay elawah average directional index daily chart par oper ja sakta hey laken H1 chart par 19 ho sakta hey Multi time frame analysis ka maksad sab say pehlay yeh forex market kay trend ke pehchan rakhta hey or yeh forex market mein sab say best tareka hota hey laken ap k yeh forex market mein daily chart par daikhna chihay 5 mint kay chart par aikassrt strong ho raha hota hey laken forex market mein ap daily chart par bhe daikh saktay hein to ap ko es bat ehsas hota hey ap ka aik strong bullish trend hona chihay dosra ap ko es bat ke confirmation hona chihay multi time frame analysis karna chihay ager ki forex chart 5 mint ka chart hey or forex market mein Dji candlestick pattern banata hey to forex market mein multi time frame analysis forex trend ko pehchan karnay mein madad kar sakta hey tesara ye forex market ke hallat ko aik wasee tanazor frahm karta hey or yeh end forex market kay analysis support or resistance level ke pehchan mein madad kar saktay hein
     

    اب آن لائن

    Working...
    X